Kya forex haraam haa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    ji nhi bhai ks ne juhan jab aap forex ka conut creat krte hen tu wuhan pr apko swap free ka option bhi milta he ager ap swap free krwate hen tu aap pr forex halal ho jata he and is me tu koi esi bat nhi he jis pr haram hojata he ..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Many peoples think about it pak Forex forum pe kam kr k roozi kamana haram he btt is me haram wali koi bat ni ap ko bgair koi pesa invest kiye is pe kam krne ka moka milta he or is pe ap ko apni mehnat ka sila milta he or apk forum se profit kamana harm ni he
      • #198 Collapse

        ji nhi forex haram nhi ha yeh aik mukamal business ha jis main aap ko faida bhi hota ha aur nuqsan bi ayr aap ko chaiye ke aap bht sa knowledge aur expereince hasi karen ta ke kamyaab ho sken.
        • #199 Collapse

          je haan forex mein kaam kartay waqt aik baat yaad rakhay es mein ye baat confirm karley ap halal method se kis tarha kaam karsaktay hain aur haram se kesy baach saktay hain thankful for question
          • #200 Collapse

            nah je kis bewqoof nay kha hay k forex haram hay koe haram nahi hay koe bhi businss ho wo haram nahi hota app k lye araz hay ok shokria app mere bat samjh gae ho ge forex business hay real
            • #201 Collapse

              no my dear forex trading ek online bhut acha bussines hai jou pure world me use hota ha is ma har ko mahnit kar ke profit earn karta hai or ya business bilkul halal hai kun ke is ko har ki apni mhnit se karta hai or jab ke mahit se kama kar khana islam me hallal hai.
              • #202 Collapse

                forex may chunkay lose aur profit dono hain is liye islam ka ru sa her wo busniss halal hay jis may lose aur profit dono ho
                • #203 Collapse

                  g nai forex hram nai ha is ma hm los or profit dono ka sath chlta han hram wo kam hta ha jis ma hma bas profit hi hta ha ya kam hrm nai ha forex ma hm trading krta han yani ka tajrat krta han or ya hram nai ha is ma hm ak chez buy ya sell krta han us ma hma profit or loss dono ho skta ha jis kam ma hma profit or loss ak sath wo kam hram nai hta ha
                  • #204 Collapse

                    my dear brother forex trading business haram nahe he a halal he quike a ek business he..............quike is business pe ve profit or loss hota he or is pe ve hum ko hard working kar na par ta he ......so forex is halal business
                    • #205 Collapse

                      nahi bhai forex haraam nahi hai aor hr trah se legal bhi hai pakistan mein 1992 k reforms act mein isko legal kaha gia hai jis mein ap currencies mein khareedo farukht kr sakte hain.aor islamic point of view se bhi halaal hai mere paas fatway majood hain...
                      • #206 Collapse

                        g nahin bhai jaan forex haram nai hae jo log aap say pochte hain un ko kaho k ye aik busness hai jess main pwner khud apna sarmaya laga k profit kamata hai .ye halal busness hai.
                        • #207 Collapse

                          Dear is ke hawale se to apko koi mufti hi sahi bta skta hain lekin jo chez mere mind mein hai woh ye ke hm forex me tijarat krte hain koi bank nhi loot te hum apne mehnat se analysis ker ke profit kamate hain or is mein loss bhi hota or jis kam mein loss profit ho woh kam to hmra deen bhi jaiz kehat hai
                          • #208 Collapse

                            bhai forex trading haram nahi hay.ya 1 online business hay.jasay hum or business karty hai.is tarha forex bi 1 buhat bara business ha.or is business main profit bi hay or loss bi hay.is business main wohi kamiyab hota ha.jo kay is business main aker is business ko seekh ker kerta ha.wohi is business main kamiyab hota ha..
                            • #209 Collapse

                              Dear member Forex ko samjnay ki zarorat haa es may jab ap account open kartay hain toh doh tarah kay option ap kay samnay hotay hain ahk account swap wala account hota haa jis may trading haram haa or dosra swap free hota haa jis may hum muslman log trading kar sahktay hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                my best friend apne bhut hi achi thread ki hai man ap ki thread sy agree karta hu my friend forex haram nai hai meri nazar k mutabiq kun k is main hum bhut zayada mehnat karty hai or is main nafa or loss shamil hai lykin phr bhi hum ko kisi alme din sy phochna chahiy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X