Knowledge k bghair mehnat kesi he?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge k bghair mehnat kesi he?
    Al salam o alaikum friends.mera question ye he k knowledge k bghair mehnat krne se insan kci b jaga taraqqi kr skta he ya taraqqi krne k liye knowledge ka hona zroori he?Kuch log sari zindagi mehnat krte hen aur taraqqi nhn kr skte aur kuch log maheeno ki mehnat se taraqqi kr jaty hen to iski wja knowledge he ya luck???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Knowledge ke bna mehnat surf aur sirf time zaia karna hai koun ke bna knowledge ke mehnat apny apko ko takleef deny ke mutradif hota hai is ley pehle knowledge complete karen us ke bad work karen tah ke us mehnat ka kuch phal bhi maliein
    • #3 Collapse

      bhai dunya ka esa koi kam nai hy jis main lagan sy mehnat ki jy to insan us main kamyab na ho saky bhai forexmain agr koi mehnat krta hy zayada time deta hy to usko exprince mil hi jata hy hamin chahye k zyada learning kren news dain doston sy rabty main rahy or forem par zayada sy zayada posting kren ap ko zaror exprince & knolwge hasil ho jay ga or ap cha profit kama sakty hain
      • #4 Collapse

        Waalaikumussalam g sir apnay bilkul thek kaha knowledge ko hasil krnay k Liay mehnat bahut zrori hai es k baaghair no doubt kamyabi hasil nei ki ja Sakti mehnat success hasil krnay k Liay bahut hi important hai Jo k ap k knowledge ko barahta b hai aur nae chaizain seekhany ko ko milti Hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: imranraza پيغام ديکھيے
          Al salam o alaikum friends.mera question ye he k knowledge k bghair mehnat krne se insan kci b jaga taraqqi kr skta he ya taraqqi krne k liye knowledge ka hona zroori he?Kuch log sari zindagi mehnat krte hen aur taraqqi nhn kr skte aur kuch log maheeno ki mehnat se taraqqi kr jaty hen to iski wja knowledge he ya luck???
          Dear ap nay bahut acha sawal kiya hay knowladge books ko rata laga kar hasil nai kiya jata jab aek trader mehnat sy kam karta hay to profession k bary mein knowladge hasil ho jata hay aor achi practice bhe ho jati hay is liye mery zehn mutabiq mehnat kar k success hasil ki jati hay jab aek new trader in hota hay to us k pass siway mehnat k kuch nai hota aor mehnat k bal py hi kamyabi
          Hasil ki ja sakti hay
          • #6 Collapse

            aslam aikum dosto har kam maen bna mehnat k tarqi ni milti mhenat maen humra apna he fayda hai agr hum kc kam maen dil laga k kam kary gay to humy bhot fayda mily ga is tara mehnat karny say humry knowldge maen azafa hota hai or humy asy mehnat karny say humra expernce maen b azfa hota hai
            • #7 Collapse

              Taraqqi karny k lye mehnat k sath safh knowledge ka hona bohat zaruri hai. Knowledge k baghair mehnat karny se ap ki kamyabi bohat mushkil hai. Albata agar apki luck kaam kar jaye to alag bat hai
              • #8 Collapse

                Dear forex member ap ny thek baat ke hy jub kuch hasil karna chahty hain tu us k liy mehnat tu zaroori hy he but mehnat karain seekhny mein than trading mein in hoon tu phir apko kamyab hony sy koi nai rok sakta Uper wali zaat k elawah
                • #9 Collapse

                  Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main knowledge ka bagair ham work start he nea kr sakta hai us ko krna ka lya hamain sab sa phala knowledge hasil krna perta hai phr ham start krta han aur experience hasil krta han aur apna skills ko develop krta han but knowledge tu phala step hai kise bhe business ka aur forex main tu knowledge key role play krta hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: imranraza پيغام ديکھيے
                    Al salam o alaikum friends.mera question ye he k knowledge k bghair mehnat krne se insan kci b jaga taraqqi kr skta he ya taraqqi krne k liye knowledge ka hona zroori he?Kuch log sari zindagi mehnat krte hen aur taraqqi nhn kr skte aur kuch log maheeno ki mehnat se taraqqi kr jaty hen to iski wja knowledge he ya luck???
                    Bina knowledge ke Forex trading main kaam karna bahut jyada risky Hoga isliye traders ko chahiye ke pahle Forex trading ki knowledge Pasand Kare aur uske baad he Forex trading Madrid current UK Forex trading equity risky business
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      forex beznus m knoliged k bagear mehnat krna fzol hy jb tk ap ko beznus ki knoliged r experions nhi ho ga ap jtni b mehnat kr lo profit hasil nhi kr sako gy forex m kam krny k liy hard work r larning kro ta k knoliged hasil kr sako r phr mehnat kro ta k pesa kma sako.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: imranraza پيغام ديکھيے
                        Al salam o alaikum friends.mera question ye he k knowledge k bghair mehnat krne se insan kci b jaga taraqqi kr skta he ya taraqqi krne k liye knowledge ka hona zroori he?Kuch log sari zindagi mehnat krte hen aur taraqqi nhn kr skte aur kuch log maheeno ki mehnat se taraqqi kr jaty hen to iski wja knowledge he ya luck???
                        Assam alaikum bhai trading Mein knowledge Ke Bazaar Kuch Bhi Nahi Hai jitni Hamare Paas knowledge Hogi Itna Hai Hum accha baat kar sakte hain Ek accha trade banne ke liye Hame sabse pahle trading ki knowledge chahiye Phir Hai Hum Ek accha profit Hussain kar sakte hain isliye trading Mein knowledge is best
                        • #13 Collapse

                          Struggle her business mai bht nessory hoota hay agr ap knowledge nahi hooga to appka trading krna faziol hooga qk jab apko pata hi nahi k apnay kisi kaam ko kaisay karna hay to usmai success to impossible hay na
                          • #14 Collapse

                            Haan g forex maen app k pas knowledge ka hona boht zarori hy us maen ager app shuro say he learning oy tawaja dita haen our forum posting k sath sath us ki demo practice our learning ko jare rakhty haen to pher ye app k leay boht he asaan business sabit hota hy lekin ager app us maen totally luck k oper depend ker work kertay haen to pher app kabhe bhe achy trader nahe ban oaen gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai har business main mahnt bhi count hoti hai or mahnt k conut hony main luck ka bhi boht hath hota hai or yah bat bhi jotlai nahi ja skti hai k hmain mahnt k bagir traki nahi milti hai milti hai lamzi milyi hai es liye forex trading main bhi kamyb hony k liye mahnt karen or aik din apa kamyb bhiz aror hungy q k mahnt aik dfa se aghr kamyb nahi howe or luck bhi na chli tu smjhen k abi kasar rahti hai sikhyny ki

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X