Knowledge k bghair mehnat kesi he?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bina knowledge k mehnat krny ka koi faida e nai hona.. Hamen kisi kisam ka koi prfit nai hona bcz hard work is key to success. Hum kbi b bina knowledge k taraqi nai kr payen gy.. Ulta apna time b waste kryn gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

      humay sab say pehlay apny knowledge ko barhana chahiye kyun keh agar humary pass forex trading kay bary main knowledge ho ga to humari trading bohat achi ho sakti hay es liye humay chahiye keh es business main apni study ko ziada karen ta keh market main bohat achi earning kar sakty esmain mehnat karnay say he faida hota hay
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

        Knowledge k bina mahnat ka koi faida nh hota jb ap ko kisi cheaz k bary main kuch pta he na ho aur us k liye aisy mahnat karty rahen to woh mahnat kis kam ki.. kuch log jo bina knowledge k mahnat kar k agy nikal jaty hain woh un ki luck hoti hai par life main kahen na kahen unhen mushkil ka samna zaror krna parta hai.. aur forex main to knowledge k bina ap ki mahnat bilkul bekar hai..
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

          The hard work without knowledge is like that, do not put fuel in the car and try to start it You should get clear off-of-the-knowledge and start trading only after experiencing experience can If not, then you will bounce your account soon and you will not be profitable at all
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

            asl me jo log knowledge pr he mehnat krte han wo log kamyab hote han without knowladge ks cheez ke mehant hote hye wo bekar hote haye vesy agr hum ko kahan jana ho and hum ghalt road pr jana start krte han jo road jata he nahi hye os tarf js tarf hum ko jana hye to ye jo hum ghalt road pr mehant kr rahe han ye vesy he jaye ge hamri mehant as leye sahi road pr jane and os me mehant krne wale he kamyab hote han
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

              Mehnat jab bhi karen aik aisi jaga main ya cheez main karen jis ka koe fida bhi ho kisi aishi cheez main mehnat kerna jo us kam main ap ki madad na ker say wo mehnat bekar jati hay aur us kay bad mehnat kernay wala kafi bore nazar ata hay kay us ki mehnat ka koe fida nahi howa. is liye pehlay apna sahi rasta talash karen aur us kay bad is main mehnat karen.
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

                Knowledge k bgher mehnat ka koi bhi faida nahi h, knowledge ke bgher mehnat ace hi hai jese ap safar manzil ki trf safar shro kr den pr apko rasty ka ilm na ho or ilm ka na hona apko kbhi bhi manzil tak nahi phnchny deta tu ilm k bgher ap forex main kamyab nahi ho skty, agar forex main kamyab hona chahty hain tu phly thek c forex ka ilm sekhn phir ic py mehnat kren
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

                  Brother ap ka question bohat acha hai mery khayal main kissi bhi kaam ko start kerny k liye knowledge ka hona bohat zaruri hai jis se ap ko rules and regulations ka maloom hota hai phir aap mehnat ker k kamyabi hasil kerty hain jo log knowledge k beghair mehnat kerty hain un ki sari mehnat zaya chali jati hai kion k unki choti si ghalti un ko bohat peechy ly jati hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

                    G brother main aapse bilkul bhi karta hoon jab tak aap ke paas knowledge nahi hoga jo apko mehanat karne ka koi bhi fayda nahi hoga specially forec mein trading karne ke liye aapke paas knowledge Ka Hona bahut zaroori hota hai Hamare bahut Sare a new members loss kar Baithe Hain Kun keh un ke paas knowledge or experience ki Kami Hoti Hai unko chahiye ko Zyada Se Zyada demo account use kare us say aap ko learning bhi Hogi ar ap k knowledge main bhi azafa ho ga ar ap ko trading karny main asani rahy ge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Knowledge k bghair mehnat kesi he?

                      Mhnat to hamri kamyabi hoti hy ham mhnat hi kamyab hota hy mhnat na kry knolig nai hota hy knolig nai hota hy to kamyabi bhi nai hoti to phr sabit howa k knolig dy faida hita hy knolig hoga to phr tab hi kuch mily ga is kam my knolig k bina to kuvh bhi nai milna hy knolig bhot zeada zaroei hota hy bhit zeada ham ko knolig chiya hota hy
                      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X