forex trading main ups and downs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex market main movement hoti rehti hay agar hum eski movement ko seekh kar samjh kar trade karen gay to hum market main bohat achi trade kar sakty hay aur market main safe bhi reh sakty hay es business main khoob money management bhi karni chahiye kyun keh esmain ye bohat zaroori cheez hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading mei loss aur profit dono hain har business mei ups and downs chaltay rehtay hain humey ghabrana nahe chaiye loss ki surat mei negative nahe hona chaiye balkay market ki up down condition se aur knowledge lena chaiye kay next kya expect ho sakta hay loss se samjhna chaiye kay jo ghalti se loss huwa next wo dubara nahe karni ye loss se bachnay ka best method hay...
      • #18 Collapse

        forex trading main boht se ups down hoty rahty hain es liye hmain market main ayse ups down se gahbna nahi chahye or jitni hmari leraning achi hogi oti he achi hmari trading ho gi es liye leraning ko bahter karengy tu hmain market main har ups down se parshani nahi hogi or ap achi trah se market ko analyse kar k trading kar skty hain loss bhi nahi ho ga
        • #19 Collapse

          forex treding m market boht tezi sy movmnt krti hy r up dawn hoti rhti hy jis ki wja sy hmy profit r loss hota hy lekin market ki movement k up dawn hony py ghbrana nhi chahiy confidons rakh k kam Karen q k ye beznus hy r beznus m loss profit tu sath sath hy confiused ho k dil brdashta na hon apny ap py trust rakh k kam Karen.
          • #20 Collapse

            G forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur forex trading business mein profit aur loss hi hy aur profit agr hota hy tu ye achi trading se aur achi planning se hota hy aur agr loss ho jata hy tu is se himat nhi karni cahaiye aur forex trading business ki aur ziada learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye aur demo account par practice kar k experience hasil kar apne confidence ko acha karna cahaiye is se achi trading kar k profit earn kar saktay han
            • #21 Collapse

              G forex trading business mein ups and down hota hi hy kiok forex trading business mein kabhi profit hota hy aur kabhi loss ho jata hy profit tu hum mehnat karain gay aur achi planning se trading kar k hasil kar saktay han aur agr forex trading business mein loss ho jata hy tu himat nhi harni cahaiye aur ziada mehnat koshish karni cahaiye aur learning knewledge aur demo account par practice kar k experience hasil karna cahaiye phr loss se bach saktay han aur profit bhi ho ga
              • #22 Collapse

                Forex trading main ups aur down say murad forex trading ka profit aur loss main jana hay. trading kertay hovay kabi profit aur kabi loss hota rehta hay. is say pareshan ho kay kam chor dena ya disheart ho jana ye thek nahi hay. forex main koe bhi 100 percent accurate nahi hay. is liye kabi bhi forex main 100 percent correct honay ki koshish na karen.
                • #23 Collapse

                  jab hum forex mai kam karty howe koi galti karty hain to hamy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota or jab hum acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rule sko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahye pher he hum kamyab hon gy or loss sy bach saky gy
                  • #24 Collapse

                    Dear forex trading business marketing py depend karta hain aur market kabi aik jasi nai rhty kabi wo up hoti hai aur kabi down hoti hai is liye ager ap ke pass achi amount hai aur acha experience hai tou ap is mein acha profit gain kar sakte hain otherwise nai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: forex trading main ups and downs

                      forex market up or down hote hain or sat mai he is ky rate be cahnge ho jaty hain is liye hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X