forex trading main ups and downs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main ups and downs
    dear bro forex trading main ups and downs aty rehty hn in se ghabrana ni chay kabhi loss ho gia to kabhi profit ho gia aik asha trader wo hota hy jo loss se na ghabray ,apny ap main confidence paida kren confidence success ki kunjy hy
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes mein ap ki bat sy sehmat hon kiyon k loss har trader ko ata hy koi bhi esa trader ni hy jiss ny loss hony k bina forex mein success hasil ki ho kiyon k forex business he esa hy jiss mein profit loss lazmi hy profit aur loss k bina to koi mza he ni hy chahy jo bhi ho forex mat chorein kamiyabi zaror mily gi
    Removed by moderator.
    • #3 Collapse

      bilkul theek bat ki hy ap nay ager ap koi bi business karty hytu ap ko us mai bi utar charaho milty rehta hy us mai bi ap ko up down ki soratyhall ka samna karna perta hy ise tarha yi bi ik kam hy koi game nahi hykai log isy game samjhty hy or game samjh kar karty hy tu loss uthaty hy jo log isy kam samjh kar karty hy wo ups and downs sy nahi ghabraty hy balky un sy seekh kar agy ki tarf chalty hy or apny kam mai in bato ko itne ehmiyat nahi dyty.
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki bast sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss start karan us main up and down aatay rahtay hain kabi aap ko us bussniss sa fahada hota hay kabi nuqsan hota hay bussniss name he iss ka hay same issi tarha instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main baaz new trader k lose ka tanasib profit sa zayada hota hay lakan lose ki waja sa hum ko apna aap pr control karna chaya gabrana nahi chaya jab lose ho ga tu profit be ho ga
        • #5 Collapse

          es bat mein kuch shak nhe k loss aur profit donu trading ka hisa hen.agar apko trading k doran bara loss bhi ho jae to tahamal se kam lain aur find out karen k kaha pe galti hoi hy.next time be care full.aur apni galti ko doharaen nhe.
          • #6 Collapse

            dosto forex trading k ups and down hony sy agr ap ko loss ho jta hy to es sy ap ko ghbhrana ni chy agr kbi forex trading ma ups and down hony sy ap ko loss ho jta hy to ap ko dkhna chy k mjh sy aisi knsi galti ho gai jis ki wja sy mjy loss hua hy hmain sirf os mistake sy seekhna chy tak future ma na ho aisi mistake agr ap ghbra jy gy loss k hony sy phr ap kbi trade ni lga pya gy
            • #7 Collapse

              forex business aik currency market ka business hey aur is business mein ups and down to hotey hi rehtey hein aur yeh business totally chalta bhi ups and down par hi hey isliye hamen always patience ke sath aur achey analysis ke sath hi is mein trade karni chahiye then hi hum is mein kamiyab ho saktey hain.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                g han forex trading amin ups and down har waqt hote rahte hain hain jo k is forex ka ak hisa hainis main insan kop soch ssamaj kar trade karmi chahiye a6yr is main pahle analysis karna chahiye ke market ab up jaye gi ya down.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                  dear bro forex trading main ups and downs aty rehty hn in se ghabrana ni chay kabhi loss ho gia to kabhi profit ho gia aik asha trader wo hota hy jo loss se na ghabray ,apny ap main confidence paida kren confidence success ki kunjy hy
                  G koi bhe buisness aap karte hain to us main ups and downs aaty he rehty hain magar aapko ghabrana nahi chahey aur apna foucas trading par rakhte huy apne aap ko improve karne ki koshish karni chahey. Lehaaza aapko enhe cheezon say seekhna hoga aur apne aap ko behtar bnaana hoga.
                  • #10 Collapse

                    Assalam o alaikum bhai g life me hamen ups aur dow n ka samna krna parta hy .hamen khabrana ni chahiay balkeh tahamal mizaji se kam lena chahiay.specially Forex me trading k doran Nashaib o Faraz aaty rehty hen is ko kbhi bhi zehn pe sawar na kren .aur tention free ho k apny kaam pe focus karen .hamen apni mehnat ka bohat acha phal mily ga,InShaAllah.
                    • #11 Collapse

                      Aslamu alakium bhai apki bt achi ha koi bhi business ho us ma faida nuqsan ho hota hain agr ap k analysis achy hun gy knowledge ho ga to ap achi trade jr skty hain to ghbraiy ni inshAllah acha time zror ata hai
                      • #12 Collapse

                        g han is busienss main profit and loss to laga rahta ha.main nay buhat say trader ko dekha hay.kay jab unko apni trading main loss ho jata ha.to wo buhat zayada gabra jaty hai.or usi gabrahat ki waja say wo apnay account main or loss ker laty hai.acha trader is business main loss honay ki waja ko search kerta ha.or uskay baad wo apni next trade main sabhi loss ko recover bi ker leta ha.yahi achay trader ki phachan hoti ha,..
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business hy aur business mein profit aur loss business ka hisaa han kiok forex trading business mein profit aur loss hota hi hy aur profit hum achi learning knewledge aur experience se acha confidence hasil kar k hasil kar saktay han aur jab loss hota hy tu wo loss kise mistake se hota hy aur us mistake ko cover kar k hum forex trading business mein kaamyaab ho saktay han
                          • #14 Collapse

                            business ki dunya me ups and downs aty rhta hain mggr faida tbhi hota hai jb hum apni galtyon sa seekhyn or kosish krn k dobara wo galtyan na hon business mein utar chro to aty rhta hain yh or hmyn in sa gbrna nhi chya munafa or nuksan to zindagi k sath sath chlta hai agr hmyn nuksan ho jy to is k yh mltb nhi k hm km krna chor dain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              profit or loss zindagi k hisa hai busienss main profit and loss to laga rahta ha.main nay buhat say trader ko dekha hay.kay jab unko apni trading main loss ho jata ha.to wo buhat zayada gabra jaty hai.or usi gabrahat ki waja say wo apnay account main or loss ker laty hai.acha trader is business main loss honay ki waja ko search kerta ha.or uskay baad wo apni next trade main sabhi loss ko recover bi ker leta ha.yahi achay trader ki phachan hoti ha busniss ki dunya bht mushkil or na smagh me any wali dunya hai is mein whi log chl sakty hain jo active dimag rkhhty hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X