take control of your loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    well i think so loss is a part of business . . loss har business mein hota hai humhy dil chota nahii karna chahiyeh humhy dubara try karnaa chhaiyeh aur bohat carefully karna chahiyeh qk app pheley hi loss kar chukey hoty ho aur dubara loss afford nahi kar skaty
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex trading buisness main ager app ko loss ho to woh app ki apni mistakes ki wajah se hota app apni mistakes pe jab tak perform nahin karo gay app apne loss ko control nahin kar pao gay app loss se lesson haasil kiya karo.
      • #108 Collapse

        dekhain g agr ap loss mn ja rhen hun to apko emotional ho k trading jari nhi rakhi chahiay kiun k is se apko or zada loss ho skta hai is se better ye hai k ap trading rok dain
        • #109 Collapse

          g dear mai samjta hu humay yaha per jitna profit ho utne he accept kar lena chaiye and then apni trading ko stopp kar dena chaiye greeds ki waja say humay loss b hosakta hai
          • #110 Collapse

            jb ap ko loss ho raha hta hai tb ap ko chahiye kai ismia ap apne loss ko cntrl mai rkahain or is mai apni leanirng ko jari rakhain or is mia achi earning karni chahiye jo kai bht zada hard woking sai milti hai
            • #111 Collapse

              haan bro apki baat theak hai agar ap forex main control pa lete hain tu ap is main 1 achi siri ki tarf kadam rakh lete hain or ps kamyab ban jaty hain or ap ko is main kabi nuqsan ka dar nahi hita hai..
              • #112 Collapse

                bilkul g bhai humain chahye k hum is main apny loss per control rakhee humain chahye k humain agar is main loss ho bhi jaee to hum is main mistake find out karian apni or apny loss ko control kar k is main trading karian
                • #113 Collapse

                  if you are constantly facing loss, then you need to reconsider your abilities and energies, then you will be able to get profit, so you need to take care of your income and loss so that to avoid washing of your account
                  • #114 Collapse

                    je haan forex mein succesful honay k liye ap ku apnay loose par control karna paray ga tab he easily forex mien kamiyaab ho pae ga aur kosis kary forex mien tention na lay agar kamiyaabi chaty hain
                     
                    • #115 Collapse

                      je haan ap apnay loose ku control karsaktay hain par es mein ap ku mind se buhat he ziyada kaam lenay ke zurrat hoti jis ap ka balance be save rahay aur koi tention na ho so thank u for question
                         
                      • #116 Collapse

                        g haan a ne sahi kaha jb tak ap loss se bachte raho gey to ap profit b earb krte raho gey jese hi ap ko loss hona shoro ho ga to ap profit gain nahi kir pao is trah ap apna account wash kr sakte is liye loss se acho ta k profit gain kro
                        • #117 Collapse

                          profit aor loss hi ka maan business hai aor forex trading main ye dono cheze hai to jb forex trading main jb loss ko control kr liya jay to wohi good trader bn jata hai
                          • #118 Collapse

                            ghain tarding main ap loss ko tab hi controll kar saktay hain jab ap k pass tarding k experanxe ho or planing k skills ho tabhi
                            • #119 Collapse

                              bilkul jahan ap ki trading banti ho sirf wahan trade karen or jahan apko lagy k bas abhi market ki prediction nai ho pa rahi ap ko trade nai lagani chieye yahi wajah hai jo ap ko loss hota hai sirf wahan trade karni chieye jahan ap ko confirm ho to ap profit utha sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                bilkul sahi kaha bhai apnay apny loss pa control krna bohat zaruri hai, jab bhi ap trade kren to jald bazzi mat kren agar ap ye kren gy to ap ko loss uthana par skta hai to islye ap planning k sth chlen to ap behtari ki taraf ja skten hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X