take control of your loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    oss har business mein hota hai humhy dil chota nahii karna chahiyeh humhy dubara try karnaa chhaiyeh aur bohat carefully karna chahiyeh qk app pheley hi loss kar chukey hoty ho aur dubara loss afford nahi kar skaty ..... brother hamy apny losses pay control karna ho ga and jasy jasy ham loss ko control karny lagyn gay ham achi trade karny lag jayn gay and means hamara experience acha ho raha ho ga eshi waja say to loss b kam ho raha ho ga jo kay trading kay leay acha point hy so we should learn from our mistakes and stop our losses
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      truee aur next sawal ab sbka ye hoga ke akhir kaise control kare insta mai ek option hai wohi hai stop loss ka wojh zarur use kiya kare woh buhat help fuill hai aur easy bhi apke liye saare kaam asaan hojayege
      • #78 Collapse

        agar ap forex par is liye kam krte ho k ap is sy kuch earn karo gy or ap ko apny loss ko control krny k liyr b kuch krna ho ga jb ap invest krte ho to ap chayte ho k zayda earn karo jis sy ap ka risk of loss b zayda hota ha or ap ki sari investment khtem ho sakti ha is liye ap ko porper planning karni chaye
        • #79 Collapse

          g han forex trading ma jb b hma loss ho ja to hma control krna ana chya ha hm trading start krna sa phla ya bat mind ma rakhni chya ha ka agr mja loss ho ja to ma is loss ko kasa control krna ha ta ka mja next time is tra ka loss na ho or ma loss sa bach sako
          • #80 Collapse

            forex ke trading mai sub se mushkil kaam hota hai ke aap apne account mai koi bhi loss nahi kerhe forex mai sub se zarori baat he yehe hote hai ke aap ko apne account kay loss se bachana hota hai.thanks.
            • #81 Collapse

              ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading mainagar aap good trader banna chahtay hain to aap ko chaheye kay aap demo account pay khoob practice kar kay experience hasil karen aur phir real account pay bohat mehnat karen kun kay mehnat say hi kamtyabi milti hay
              • #82 Collapse

                jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakts hain and we must control on our loss because if we do not do this we can loss our investment
                • #83 Collapse

                  han ge bilkul hain chye ke apny loss ko control main rkhne ke liye stop loss use krain or greed na krain is se hmain loss nhe hoga .
                  • #84 Collapse

                    humhy dubara try karnaa chhaiyeh aur bohat carefully karna chahiyeh qk app pheley hi loss kar chukey hoty ho aur dubara loss afford nahi kar skaty.forex trading buisness main ager app ko loss ho to woh app ki apni mistakes ki wajah se hota app apni mistakes pe jab tak work nahin karo gay
                    • #85 Collapse

                      loss ko control ker k profit banaya jaata hai and invested bonus ko bhi save rakha jaa sakta hai. loss control krny k liye apni learning stratigies and experience py depend kerna chaye.
                      • #86 Collapse

                        g bilkul is k liay ma to forex ma stop loss ko use akrta hn kion k ye hamray liay buhat hi zyada best ha or ma is sa buhat hi zyada hush hn or stol loss k buhat saray faiday hn kion k ye buhat kamal ka tool ha
                        • #87 Collapse

                          mare dost yeragher ap in forex trading business market apan loss kam karan chatay ho tu yer phari ap ko chay ky ap forex ky about her news read karo is se ap ko profit gain karny me help ho gi mare dost.
                          • #88 Collapse

                            Bhai Shoro Main Tou loss ko control Karna kafi mushkil hota hai magar ahista ahista sab Kuch apnay hath main Aa jataa hai Shart Sirf ye hai K Sekhnay Ka Amal na rokaa jaye,Acha Trader bhi Wohi hai jis Ka loss ratio kam say Kam or profit Ratio zyada Say zyada hotaa hai
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #89 Collapse

                              gee hann hame apne loss par control karna chahie kun ke jab ham apne loss par control karen ge to is se hamare profit main apne ap izafa ho jae ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                i like it..yes ham ko apny losses ko control main rkhna hota ha aor agr loss ho bhi jae to us ko slow and study ki trah recover krian aisa na krain keh bs jldi sy hi us ko recover krny lag jain to is trah faida nhi hota ha. i love it...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X