Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    life he baqi fields ke trah forex trading mai b qismat har jagha he important hoti hai . lakin forex trading mai ager trading achi na ho aur trading skills na hon aur market knowledge b na ho tu phir qismat b ziada time sath nai diate hai iss liye forex trading mai mehnat ziada important hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      Dekhen meray bhai agr to ap forex main kamiyab hona chahtay hain to ap ko is kay liye bohat ziayda mehnat karni ho gi market ka knowledge hasil karna ho ga aur practice karni ho gi lekin agr ap kay paas na knowledge aur na hi experience ho ga balkay wesay hi ap apni kismat ko test karnay kay liye forex market main aa jain gay to meray kheyal say kismat ap ka zaiyda sath nahi day gi
      • #1068 Collapse

        I think k hard work zyada important han q k agar hum is business me hard work kary gye to hi hum is business ka acha knowledge and experience gain kar sakye gye aur is trha humari trading skills bhi improve ho jaye gi isi liye humy chahye k hum Forex ko zyada se zyada learn kary and then earn kary.
        • #1069 Collapse

          sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay forex ma qismat say zaida mehnat kamiyab ho sakty ha qk agar ham forex ma mehnat krty ha to tab hi ham forex ma earning kr sakty ha or kasi bhi currency pay tarde laga sakty ha islay apko mehant krni chahiye
          • #1070 Collapse

            mehnat se he sab kuch hasil kiya ja sakta hai aesa hamesha kismat per nahi chor dena chahiye balkey mehnat karte hue life me agay barhne ka sochna chahiye jese forex ke business me hamesha mehnat he kamyab karwa sakti hai or kismat per depended rehne me bohat jald aap sab lose kar sakte hain .
            • #1071 Collapse

              forex man qismat nae chalti forex man qismat ap ku lay ker aa gae ha e akfi ha laikin earning kerny k liye ap ku mehnat kerni perti ha or oc k baad kahain ja ker trader ku earning hoti ha
              • #1072 Collapse

                brother maire khayal say tu forex trading mai qismat b important hai aur mehnat b . ager ap mehnat kar kay apni trading achi kar lain tu phir ager luck b ap ka sath daay tu forex trading kay bohot achay results mil sakty hain . sirf qismat per depend kar kay achi trading nai ho sakti hai .
                 
                • #1073 Collapse

                  forex tarding my sirf our sirf mhnat hi chalti hy our kismat bhi tab hi banti hy jab ham ko kisi bhi kam my mhnat ki hotoi hy to phr ap ko us my kimat banny ka moka bhi milta hy our ham ko jab kismat par rehna hota to phr ham mhnat krty hi nai sab kuch ehsy hi mil jata our ham kuch bhi na krty forex my our ham jab tak mhnat nai krty hy tab tak ham ko kuch nai milta hy is my
                  • #1074 Collapse

                    menat ki bat hai dear mehnat ho ge to luck show ho ga . mehnat nhi ho ge to apki aqal apni luck ko khosy ge. mehnat kryn mehnat ka phal zuroor milta hai .forex me sb mehant aur experience pr depend karta hai.
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #1075 Collapse

                      hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi aur hard work karein gay tab hi hum market main sucess hon gay aur market main learn karna ho ga ta k achi trade karny main mushkil na ho skay aur profit hasil karny main bi asnai ho skay gi aur experience hasil kar k hit rade karni ho gi tba hi hum achi trade karny main asnai ho skay gi aur profit hasil ho skay gay
                      • #1076 Collapse

                        sir forex ma qismat bhi kam kr sakti ha or mehnat bhi lakin baat asi ha kay qismat kabhi kabhi kam a sakti ha lakin agar ap forex ma mehnat krty ha to wo har time kam a sakti ha or usay ap tarding bhi kr sakty ha islay bs apko mehnat krni chahiye takay ap forex say ziada earning bhi kr saky
                        • #1077 Collapse

                          Kismat say better aap ki manat Hoti Hai jitni main aap kar sakte hain aap ko karna chahiye mehnat se aap accha kaam karne mein Kamyab ho sakte hain Kismat Se Insaan kabhi accha kaam nahi kar sakta aur nahi Kismat Se aapki skills improve hoti hai aur nahi aapko Koi experience se Milta Hai experience of skills Insaan Ki mehnat karne se improve hoti hai
                           
                          • #1078 Collapse

                            Qismt b in loogon ka he sath dati ha ju forecx may aa kar is may mahant say kaam karty han is k lye din ratt ak kar daty ha working ko auchy say samjh skty han yahan say
                             
                            • #1079 Collapse

                              mery pyary bhai forex trading mn qismat aur mehnat dono ka apni apni jaga py boht ziada kirdar h. agar aap sirf qismat k sahary beth jayen gy to bhi kamyab ni ho sken gy . mehnat to bahar haal kamyabi k lye zrur krna pry ge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Hargiz nahi, mehnat ka mutabadil kuch bhi nahi ha. Qismat se ap ki aik trade sahi lag jaaye gi lekin hamesha ap qismat kay saharay trading nahi kar saktay lekin agar mehnat karain gy to market ko behtar samajh sakain gy aur is tarhan trades bhi profitable hongi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X