Qismat ya Mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    jee janaab meray khyaal mein to forex he nahin har kaam mein hee mehnat or qismat dono bohot important hain kiuoon kay baaz oqaat bohot mehnatt kay baad bhee kaamyabi nahin hoti or baaz oqaat zra see mehnatt hamain bohot kuch day deti hai to qissmat bohot importanat hai or mehnat bhe zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      merym khayal mein to dono hi important hain lekin pehly mehnat kyun k agar ap mehnat karien gy to qismat khud ap ka sath dy gi kyun k qismat bhi bahaduron ka sath deti hy
      • #498 Collapse

        Mary khayal ma is magnet posting to ha us k bad ap ki luck honi chahi ya q k AGR ap na trading shuru ki ha or sath ki maker gir jati ha tu ap kia kr stay hn forex ma ap ki qismat achi honi chahiyachahiya.
        • #499 Collapse

          Without mehnat you can be nothing. Without mehnat if you loose, even that is not enjoyable. One must try his best to learn, practice, gain experience and then start trading. In this way all the odds are expected to be in your favor. Now the luck will play its part, most probably in your favor.
          • #500 Collapse

            agr forex main bota achi earning karni hai to is kay liay kismat or mehnat dono bohat zroori hai mgr kismat naa bhi ho to mehnat krna bohat zroori hai kyu kay kismat na ho to mehnat kar kay achi earning ki ja sakti hai ...agr hum mehnat na karen or kismat kay sir pe bethy rahy to hum kabhi bhi kamyab nahi ho sakty....
            • #501 Collapse

              dear koi b kam ho us m mehnaat krna parti hy mehnat boht zroori hy kamyabi k liay, aur qismat py ni bethy rehna chahye insan mehnat sy apni qismat badal skta hy aur azeem log apni qismat khud likhty han so qismat py ni mehnat py belv krna chahye
              • #502 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mueed Ur Rehman پيغام ديکھيے
                frnds plz btayein k forex mein qismat imp hai ya mehnat
                Mery doston insaan hamesha yehi kehta aya hy k qismat hogi to mil jay ga lakin allah ny khud farmaya hy quraan my k mehnat karo tumhy us ka phal zaroor mily ga to ajj kal hum sirf kismat ko hi ku dosh dety han humy mehnat karni chahiye or khoob josh o shoq sy kaam karna chahiye. or is ka ajer deny wali zaat allah ki ha.
                • #503 Collapse

                  I think my dear friend dono hi impotant hai forex trading mein qismat bhi aut mehnat nbhi because forex trading mein zeyada risk hai is liye main to ye kaho ga ke dono ka hona bhot zaroori hai agar ap ke pas sirf qismat hi ho aur ap mehnat na kare to bhi ap forex trading se profit hasil nahi kar sakte.
                  • #504 Collapse

                    gg bilkl qismat matter krti hai lekin agr ap bilkl mehnat hee na kren tou apki qismat bi apko kuch nae deti bs apko mehnat sy apna kam krna chahye taky hmara kam behtr ho
                     
                    • #505 Collapse

                      Maray khyal ma dono zaroori hy forex ma ap ko mehnat zarooi kar ne pr te hy es ka baghair guzara nae hy ,ap ko mehnat kar ka experience gain kar na hou ta hy phr ap jub kam kar ta hou tou ap ko tenshion nae hou te,baqi ap ke qasmit pa depend kar ta hy ka market ma trend kya hy.
                      • #506 Collapse

                        salam pakistan forex forum mei ziada se ziada mehnat honi chahye or is mei expernice bi hona chahuye ta k kamyabi humere sath or kbhi kbhi qismat bi khrb hojati hai jiski loss hojata hai
                        • #507 Collapse

                          salam bhai wese se to forex main dono ka kirdar bht hai per mery khiyal main mahnat important hai kew k mahnat asi cheiz hai jo ap ki qismat change kar sakte hai insan dil laga kar mahnat karay to fatah usi ki goti hai isi liye hamain chahye k hum dil laga k mahnat karain or acha profit earn kar sakain shukriya
                          • #508 Collapse

                            Bhai ye koi lucky draw nai hy jo qismat me hua to inam nikl ae ga, ye business hy jo dunya me sab se ziada risky business tassawar kia jata hy or is me risk ko km krny k lie Forex education hi chahie hoti hy ko mehnat or lagan se hi hasil hoti hy, is lie ye nai sochna chahie k Forex me luck chalti hy balky ye mehnat ka business hy
                            A person who never made a mistake never tried anything new.
                            • #509 Collapse

                              dear brother agr daikha jae to apni jaga pe 2no theek hain qismat bhi hai forex pe trad krna or best hai menat hum forex pe mehnat krte hain or humen uska phal milta hai i love forex
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                i think qismat ur mehnat dono buht zarori hoti hein kyun ky agr qismat mein kamyabi hoge tu phir hee mily gee lekin jb tak hum mehnat nae krein gay us waqt tak hmari qismat bi sath nae deti
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X