Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Dear bro is man ham ko Luck or hard working both ki zaroorat han phir hi ham is man working krskty han or handsome earning gain krskty han or is man professional person ban skty han otherwise ham kuch bi nai krskty or hamary hath siway loss k kuch bi nai aye ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      forex trading me mehnat he ziada kam ati hai. q k ap jitni mehnat aur practice kro gy utna he ap ko achy tariky se is ke samajh ay ge. jab ap ko achy tariky se samajh aa jay ge tb ap ke qismat b ap pr meharban ho jay ge.
      • #348 Collapse

        hame forex ke business me kabhi apni qismat pe depend nahi krna chahye or is me apni mehnat krni chaye or apni mehnat se hi trade plan krni chahye ta ke hum is me achi se kam kre or apni money manage kr saken
        • #349 Collapse

          forex pe kismat ka koi amaal dakaal nhi hota is k liya huma chyeia k humapni skill ko sama rkta hau kaam krha ghy u hum achi income gain kr skty hai ya ek best way hai pasis kama na k liya
          • #350 Collapse

            my dear forex me qismat se zayda mehnat rang lai gi ap ko bs trading krni ani chain..trading krna itna asan bi nai agr us sawal ka jawab sai howa to ap ko apki mehant ka phal zaror mile ga trading ko krne ki experience or skills ki zarorat hoti han..
            • #351 Collapse

              is business main yeh dono pahlo boht aham hay is dono say inkar nahi kia ja sakta is liay agr ap is main mehnat karty hay to apko is main say acha profit hasil ho sakta hay is laiy is main agr qismat apka sath day to ap kici business main fail ho he nahi sakty hay is liay is main is dono ka hona boht zahrori hay bas ap is main mehnat karty rahy aur qismat apka sath zahror day gi ................
              • #352 Collapse

                bahi luck to zindge me hare kame hote ha laken agre ap ke pass acah trading knowledge ha to ap kafe acha earn kar sakte ha trading se
                • #353 Collapse

                  I thnk brother,,,,is ma kismat or mehnat 2no he bht important han,,,....
                  bt mehnat ka phal meetha hota ha,,,...isi liye mehnat sy kaam karen
                  or benefit ka intazar karen sabar k sath
                  • #354 Collapse

                    forex mei aap ki kismat aik doo dafa too saath de jayee mager har baar aao kii kismat sath anhi deti hay a,, aap ko apni mehnat se bhi kaam len ahot hay a har waqt aap pani kismet ko uper nahi choor saktey hain ... aap ko khud ko bhi analysis kerna chaiye hay k aap ko iss mei kab kiya kerna chaiye hay a,, aap bgaheir soche samjeheytrade kerney lag jayee aur kismat ki upar daal dey k kismat mei tha...
                    • #355 Collapse

                      kismat or mehnt dono hi insan ke zindagi mee amal daramad karte hain insan apne mehnat see iske kismat mee jin chezo ke kami hote hai woo hasil kar sakte hain or kismat lakh ache hoo mehnat na hoo too ache kismat b kahrab hoo sakte hai
                      • #356 Collapse

                        Dear ma to yeh khahon ga Mehanat ko aur qismat ko Allah par chor do jo Qismat bdlny wala hy oaur kisi ki mehnat ko zia ni krta .. agr yeh soch kr mehnat na ki jay k meri qismat he khraba hy to yah naumiddi hy oaur esa admi kabi b successful life ni guzar skta
                        • #357 Collapse

                          dear importd to both things hain lakin mehanat hum khod karty hain or qismat khuda banata hai kismat hamary bus main nai hai lakin mahanat to hamary bus main hai jitni hum mahant kaeren gy utna expearnse or knowldge hamara increase hoga hoga or allah pak kisi ki mahanat zaia nai karty jb hum mahanat karty hain to allah talha kismat main kayabi likh daity hain
                          • #358 Collapse

                            i do not think that the luck is the something which exists in the world ,it is the nothing in my point of view that is why if we will believe on it then it is not the possible that we will win in the forex ,it is not the right
                             
                            • #359 Collapse

                              dear har chez qismat sy he nai milti ha hum ko wo chez hasil karny k lia mehnat b karni parti ha es lia hum ko forex main zyada sy zyada mehnat karni chahiy aur qismat pay he chor k nai bethna chahiy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                forex trading me qismat se zada mehnat rang lati hai to hum prefer humsha mehnat ko hi dena chahye ku k mehnat kbhi zaaya nhi jati ap ko apki mehnat ka phal mil kar hi rehta hai kismat her ek ki achi nhi hoti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X