Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    g mere hisab se to forex qismat p dpnd nahi krta but kahi na kahi shyd qismat or mehnat dono p dpnd krta h but mehnat k bina to wrk hi adhura h mehnat kr k ap agr planning se heard wrk krengy to tab ja k ap forex me seccesful hongy us k liy ap k pas achi knwlege experianc hona chaiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Very nice thread i like it but because i'm new here i dont know the answer this increase my knowledge and i appreciate this i seek many thing from this thread but as concern to answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.But this forum is good i like this .
      • #363 Collapse

        dono or in dono ka apasa may ik relation bhi ha agr ap mehnat k sharay kam karo to 50 50 hi hu ga kam or agar ap mahnat kar lo or phir kismat pay choro to ap k chance ziyada hu gay k achi kismat hu ap kii :)
        • #364 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tahir69 پيغام ديکھيے
          ofcourse forex me mehnat zaruri he q k forex pe log qismat lekar nai ate he balke apni mehnat se kam kar k mehnat kamate he jo forex ko karne k lye zaruri he r mehnat se hi insan ki qismat bnti he jo k ayhem he.
          Mere khayal se app jo koe bhi kaam karein chahe woh trade ho yaa koe aur business ho jab thak app mehnat nahi karein gey tab thak app kabhi bhi kamiyab nahi hosakein gey . kismat hamesha mehnat karne walo ko zaida support karti hai
             
          • #365 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Power پيغام ديکھيے
            Forex trading me mehnat and trust dono factors matter krtay hain , mehnat ka apna aik maqaam hay or Qismat ki apni jagah , mehnat ap ko krni hoti phir baki Qismat per chor do , mehnat k sath ap kaam seekhtay ho k kaam ko krna kesay hay or phir profit or loss Qismat per depend krta hay
            Mere khayal se app jo koe bhi kaam karein chahe woh trade ho yaa koe aur business ho jab thak app mehnat nahi karein gey tab thak app kabhi bhi kamiyab nahi hosakein gey . kismat hamesha mehnat karne walo ko zaida support karti hai .
             
            • #366 Collapse

              Only hard work can become you a good trader in this business.Through luck you cannot become a successful trader in this trading business.Keep in mind that forex is not so easy business for you.Do more hard work if you want to become a good trader.
              • #367 Collapse

                qismat ka matlab he ikhtyar jab ap ko ikhtyar allah ne dya he or aqal bhi de he or ilm bhi dya he to is ko barwe kar lana chahye or mhnat karke forex me target hasil karna chahye
                • #368 Collapse

                  sb se pehly to hmain forex k bary main pta hona chahiye ta k hum is main work kr skain. qismat ya mehnat ki baat to baad ki he phir b main ye kehta houn k qismat hr waqat hmara sath nahi deti ye dhoka b de jati he is liye hmain is main practice or hard working krni chahiye ta k hum apni mistakes ko deekh kr unhain dor krny ki koshish kr skain:)
                  • #369 Collapse

                    Mere khyal may tau forex may zyada inhisar mehnat per he ke ja sakte hai q k serf kismat se aap forex may earning nahe kar sakte.
                    • #370 Collapse

                      Dear qismat tu kabhi kabhi sath daiti ha lakin mehnat hmeshah tu hmen aik workhard hona chahey forex k liye is k liye bht c mehnat karni parti ha phr qismat khud hi sath dainy lag jati ha bro
                      • #371 Collapse

                        luck bhi kuch conditions men hmara saath deta hai agr ham trading men khud mistakes karte rahen or sab kuch luck pe chor den to yaqinan loss ho ga or hmari saari investmen doob jaye gi lekin agr ham mehnat kar ke learning karen or experience level increase karen to kabhi loss nahi ho ga.
                        • #372 Collapse

                          hello brother.... gee hain bilkul forex trading main qismat aur mehnat dono aam aate hain q key mehnat wo hain jo hum posting karkey bonus kamatey hain aur qismat woo main jo hum sahee wqt pey sahee order lagatein hain thank you....
                          • #373 Collapse

                            dear mere khayal man forex man mehnat important hai dear ager kise cheez ko sekhne ke lia mehant kren gain tu os cheez man zaroor kamiyab ho gain
                            • #374 Collapse

                              yup mehnat and kismat dono zarori hein koi aik chez b na ho to kam nai banta mehnat kr k kuch janin n sekhain gae tb hi kam karin gae n phr yeh kismat pae k ap jo mehnat kr rae us ka hasil hasul kia ha us mein ap ko kamyabi ya nakami.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                yaha per qismat tu kabhi kabhi kam ati hai per mahnat har waqat apa ka sath daye gi jb bhi ap trade krien gai tb ap ki help krien gi mahnat so ap qistam ko choro mahnat kro or forex business kamyab ho kr apni or apni family ki life set kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X