Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    doste forex aik business hay as may qismat ko nhi azah manah chahey balkay mehnat our hard working ka sath kam karna chahey tak app ko zayda say zayda profit hasil ho saky jis app kafi sarah earn kar sakthy hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      mary nazdeek to es ma luck say zayada es ma hamri mehnat ka amal dakhal hota hay es ma ham agar apni pori quwt kay sath mehnat karty hain to es ma hamen klamyabi mil jati hay or es ma luck bi asarandaz to hoti hay laken marey khayal ma 100 ma say 10 percent
      • #198 Collapse

        dear aisa nhn hota hai ke kismat ap ka har baar sath de ap ko khud kisi bi kaam ko serious lena hota hai tab jaake ap ke paas kuch benefit ata hai us ka is trha trading mein bi aisa hi hai ap ko mehnat pe believe krna hai
        • #199 Collapse

          wese to y dono hi imprtnt hn lkn mhnt me hi azmat hy iis lia hm jitni mhnt krn gy hmn utna ajar mitl ga
          • #200 Collapse

            mera tu khyal hai ke jab ap mehnat karte hain tu ap ki qismat bhi achi ho jati hai forex trading ke business main but ager ap mehnat hi nahi karte aur just ap luck per depend karte hain tu main samjhta hoon ke ap ko success nahi milti hai
            • #201 Collapse

              bhai qismat wahan chalti hai jahan par gambling ho mean k poker like etc lekin forex koii gambling nai hai is me ap ko mehnat ki need hoti hai bht jitni ziada mehnt karo ge ap ko us ka reward bi utna hi mily ga or rahi baat qismat ki toh wo bi hai is me lekin ziada nai hai bss kam hai lekin mehnat ziada hai is kaam me .
              • #202 Collapse

                mery bhai mery to khayal main forex main kismat naam ki koi cheez nhi hai is main to sirf aur sirf mehnat ka kam hai ap ne apni mehnat se kam kr k paisy bnaany hain ap ki smjdari ne hi ap ko profit dilana hai aur kch nhi
                • #203 Collapse

                  bhai jan forex trading business men success hasil krny ky liy qismat sy zayada mehnat ki zarort hoti hy mehnat kamyabi ki kuji hy jitni zayada mehnat kren gy utni jldi success mily gi sirf qismat pr yaqeen krny sy kabhi bhi forex trading business men success nahi milti
                  • #204 Collapse

                    achi qismaat ke lye bhi mehnat krni parti hy.kyun ke mehnat se qismat bhi tabdeeel ho jati hy. isi trah forex pe agr mehnat ki jay tu koi bhi achi qismat pa skta hy
                    • #205 Collapse

                      dear sir ya jo pakistan forex forum ha es ma kismat ki bat ni ha es ma sirf or sirf mahnat hi rang lati ha ap es ma jitni manat ziada kary gy otna ziada profit or otna hi ziada knowlge ziada ho ga
                      • #206 Collapse

                        forex trading ma dono chezen kam ayati han yun logon ka laye kismat kam ayati ha jo log new comer hota han or leken zaida tor par apki mehnnat kam ayati ha kun ka is sa ap apna ap ko loss sa bachay sakhta ho
                        • #207 Collapse

                          mery bhai ye 2,9 chezen zrori hain jub tak kismt sth nahi dy ge hum ikisis b jgha py kamyab nahi hun gy agr kismt sth dy hum mahnt kr k us sy kamyabi hasil krty hain mery bhai
                          • #208 Collapse

                            forex mein aap ka luck itna matter ni krta forex mein kam krne ke liye aap ko mehnat krna parti hai aur aap ko forex se related har baat ka pata hona zaroori hai
                            • #209 Collapse

                              qismat nahi dear ap ki mhenat hai zarori q k mhenat karny se hum bht agey ja saktey hai issi liye qiamat ka itna na sochy apna kaam mhenat se karet qismat me jo ho ga wohi ho ga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Qismat zada tar har insan khud hi banata ha aur jo Qismat ALLAH PAK ki traff sa likha hota ha os ko hagaz b change ni kiya ja sakta. Mahnat bohat zada zarori ha kamyabi ka liya aur mahnat karna ka tab maaza ata ha jub mokaml sa Knowledge ho kisi baat ha aur jab mahnat ho gee tu qismat ma bi bohat acha ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X