Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    in forex trading youy neeed both kismat and mehnat kyu k mehnat k bagair kismat kaaam hi nahi karti.aap ki kismat achi hai to then leave everything kaaam karnai ki bhi kia zaroorat hai but it doesnt weork then
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      brother app ki qismat to app ka tab hi sath de sakay gi jab tak app mahnat na karian app ki mahnat hi app ki qismat ban sakti hy isi liay app ko sirf apni mahnat par depend karna chaihiy
      • #93 Collapse

        kismat or mahnat bohat zaroori ha.mehnat kasi kam ka tura imtaz ha.agr kismet mehrban ho gai,to sona pa sogha wali bat ha.mehnat bohat zaroori ha trading ka kam ma.ap practic karan .demo account pr.
        • #94 Collapse

          definately hard work hard work ka hme faida zroor hota hai luck pe agr depend kiya jaye to phir kuch bhi possible nhee islye koi bhi kaam ho usme jb tk hard work add na kiya jaye faida nhee
          • #95 Collapse

            forex trading main mehnat important hay q kay es business main wo log he success gain karty hain jo hard work karty hain hard work karny waly es business say pasa zaror kmaty hain jha tk kismat ki bat hay ap ki kismat ap ko hr bar trading main profit nhi dla sakti mera to yahi khayal hay
            • #96 Collapse

              Bhai jan i think k Forex man luck bi important han but is man hard working zayada or zayada important han kyun k agr ham is business man hard working sy isy read or learn kary ga to obviously hamari Luck bi hamary sathi hogi because ham ny is business man hard working jo ki hoti han.
              • #97 Collapse

                bahi main samajhta hon forex main mehnat important hai kion k forex main aap ko luck bhi mehnat par depend karti hai aur yahan aap bagair mehnta k chal nahi sakhtay lahaza main samajhta hon mehnat hi trader ki key of success hai
                • #98 Collapse

                  acc0rding to me apni apni jaga per dono hi buht important hy....bt qismat ka mujhy kud pata nai hota k us se humain success milay gi nai bt mehnat ka humain pata hota hy k hum jitni achi mehnat karai gu hum success ki taraf jaty jaigy....to best yh hy k qismat pe depend kerne k bajai hum apni mehnat se kud apny apko is qabil bana lai k success humaray qadmo mein h0....
                  • #99 Collapse

                    hardwork iz important in forx trade.definetily luck iz aoeared in forex trade but after workin hard.without work hard you can not find any thing i forex.
                    • #100 Collapse

                      Qismat or mehnat dono valuable hoti hain but qismat se ziada apki mehnat apk lie ziada beneficial hoti hai, ap qismat se aik ya 2 bar to trading se profit earn kar sakty hyn but mehnat se ap hamesha apna profit earn kar sakty hyn q k apk pas trading ka knowledge and experience hota hai.
                      • #101 Collapse

                        Assalam o alaikum.. Mera dil or dimagh to sirif yahi kehta hy mehnat,, kismat aik bar profit deskti hy 2 bar de skti hy per har baar nahi. Jab k mehnat har bar bhi profit deskti hy or loss se bacha skti hy, so always trust your struggle and hard work..
                        • #102 Collapse

                          MEHNAT.....qismat se kuch nahi hota jb tak mehnat na ki jaye....mehnat karne se koshish karne se log chand pe pohach gaye...sirf mehnat aur koshish ki waja se...qismat pe depend ho k nahi gaye...is liye her kam main mehnat zarori hoti hai qismat nahi...apni mehnat pe bharosa kijiye qismat pe nahi....
                          • #103 Collapse

                            dear agar aap larki ki baat karoge toh main kahonga ke kisamat ka sath hona chaie or agar aap trading ke hawale se baat karoge toh main kahonga ke humain mehnat ki zaruart parege humain mehnat hi sucssecfull kar sakte hai trading main
                            • #104 Collapse

                              gi han bhai jaaan apnay bilkol thke kaha hai bhai jan qismat tab hi hgi jab ap mehnat kary gay kyun ky successful mehnat say hi hoti hai uar us kay liye hum ko mehnat bohat zarori
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                qismat jnab,,,,,,qismat ha g ,,,,,,,,,or insaan apni isma khud hi bnata hay jnab,,,,,,,,,agar insaan aik mehnat karta hay to us ka ajar us ko mil jat ahay jnab,,,,,,,,,,,ha g,,,,,,,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X