Qismat ya Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai jahn tk me is bary me janti hon i think bhai jan apni apni jaga dono he bhut important han laken hamy forex ko join karny ky bad is me achi mehnat karni chahy taky ham achi thara kam kar saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Forex main jaha tk mujhy pata hai is smain mhnat kam atti hai aur is smain wahi banda earn krs akta hai jo is smain kam kr k earn kry aur iss ko sekhy achi th .
      • #78 Collapse

        Merey khayal sey qismat aur mehnat dono apni apni jaga baraabar ka kirdaar ada kartey hain . Jahan mehnat kam par jati hai wahan qismat kaam ajati hai aur jahan qismat saath nahi deti wahan mehnat rang le aati hai . Lekin hamara qismat pey koi zor nahi hai . Haan agar hum mehnat zyada karen tou hum aik successful trader ban saktey hain.
        • #79 Collapse

          asslam oa likum dear' forex ma dono he chezo ak hona zoroe ha kisamt be ache hone cahye our mahant be akrne chaye agar as ma sy ak be chez na ho ge to hum forex ma succesfull nhe ho pay gy.
          • #80 Collapse

            Meray bhai hamary nazdeqk qismat say zaida hamari mahnat important hai.. q k hamee itna hi mily gaa jitni hamm nay forex me mahnat ki hogi.......
             
            • #81 Collapse

              forex trading main mehnat ka ziada roll ha lakin kismat ko bhee refuse nahen ker saktay kionkay kabhee kabhee ap bohat mehnat kertay ho lakin market ap ka saath naheen dati or kabhee kam mehnat bhee kertay hain or kismat saath dati ha market ap ki favor main ho jati ha or profit mil jata ha esliya dono he ka roll ha trading main .
              • #82 Collapse

                i think both are important, if u dont work hard enough then chahay kuch bhi krlo, qismat bhi sath nahi degi. aur agar qismat sath ho tou mehnat rang le aati hai aur your hardwork pays off :) but hardwork is the key to success as they say
                • #83 Collapse

                  Mere bhaai yahan pe aapki qismat bohat kam effect kerti hy.. asal aapki mehnat or learning and practice ka hi kamal hota hy.. so yahan trade qismat pe beleive ker ke mat kren
                  Dont Spam The Forum.. ..

                  :(I hate Spammers..:(

                  ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                  • #84 Collapse

                    dear meraa manna hai k qismat aur mehnat dono bhtt kaaam aati hain trading mae , but agar mehnat nahi karae gae tou khaali qismat bhala kaisae saath dae sakti hai issliyae apko chyee k ap apni koshish aur mehnat poori rakho abaaki luck pae chore do ..
                    • #85 Collapse

                      Dono chezen hi important hai lekin Zada mehnat important hai q k agr ap mehnat hi nahe karyngy to is bussiness me ap kabi b agy nahe barh payngy q k luck ap ko ak dum barha dyti hai lekin ak dum sy hi Gira b dyti hai jo ap ky lye Bohat risky Hota hai aur Bohat problems b hojati hai isi lye hmen chahiye ky hm mehnat Zada kary aur qismat per yaqeen rakhy is sy hmare profit gain Krny ky chances Zada hoty hai
                      • #86 Collapse

                        Is business mein mehnat kerni chahiye kunki yeh koi easy business nehi hey, ager hum luck per believe kerien ge to kafi loss kerien ge or apna trading account hi ura dien ge is liye hard work boht hi important he or yeh consistent honi chhiye forex field mein.
                        • #87 Collapse

                          Qismat ya mehnat, me tau bahee mehant ko prefer krta hu, ku ke Mehnat ka lafaz be tau dunia me aaya hy na, "Mehnat sy kamahee krny wala allah ka dost hota hy" aor kismat ke bat jaha takk hy, qismat me jo kuch hota hy wo mil kr he rehta hy chahy aap mennat kryn ya na kryn aap ko milly ga, Mehnat aik extra aor plus point benefit hy, so i prefer mehnat.
                          • #88 Collapse

                            mehnat bhut ziada important hai second par hai qismat or luck kun ke ap mehnat na kaoo or kho ke kismat me nahi tha earnig to it is not good thing so keep har working in forex..and get success and enjoy your earning money... q k forex me hamm jitni mahnat karayngay witna hi profit gain karayngay....
                            • #89 Collapse

                              yaar mere khayaal mae tou qismat aur mehnat donu ki apni apni jaga hay sometimes koi mehnat karta hay bohot magar qismat sath nahi dayti aur sometimes koi bilkul mehnat nahi karta magar bht kuch paleta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex me luck har din app ka sath nahi de sakt, experience and knowledge se hi traders ko success melti hay, jab tak app ko experience or knowledge nahi ho ga app kabi b kamyabi hasil nahi kar sakty.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X