Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G ni jnb iski learning kabhi khatamni ho sakti jub aap ko lagta hai k aap kaafi knowledge tb hi aik aisi cheez samnain aa jati hai his k baray mai. Aap ko ni pata hota hai is lite is say seekhtay rehnan chaye or is ko trading PR apply karnan chaye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      MY dear bro hum is ko nahen sakhe sakte q buhat baar network hai aur market new points mein hoti hai aur hum ek plan pe work nehn kar sakti har waqt is trdends new hota hai
      • #18 Collapse

        forex trading main learning bohat matter karti hay agar hum forex trading kay bary main theak say learn kar kay trade karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach main earning nahi ulta loss ka samna karna parta hay esmain sabar say kam karna chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

          forex ke learning kabe be katem nahi ho sakte hum internet poy babypips py is mai kam karny ke learning hasial kar sakty hain or demo account mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum market mai run kar jaty hain or acha bonus earn kar lety hain
          • #20 Collapse

            Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

            I think k ni forex mein learning ki koi had ni ha jb jb ap trading krty rahi ge ap learn krty raho ge hr step ap ko aik new cheez sekha k jye ga.
            • #21 Collapse

              Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

              hello dear friend forex eak asa bisness our forum eak asa school ha jis ki study ya learning kabi khatam hi ni hoti ha our forex asa wahad profitable bisness ha jo ham gar bata karta ha our hama acha profit earn karta ha
              • #22 Collapse

                Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

                Forex trading business aik worldwide online business hy aur forex trading business mein knewledge bhi ziada hasil karna hota hy aur forex trading business mein koi bhi is traha ka trader nhi hy jo ye samjhta ho k wo forex trading business ka knewledge hasil kar liya hy kiok forex ki market har din move karti hy aur is k liye knewledge bhi new hi hota hy forex trading business ki learning kabhi khtam nhi hoti hum ko learning kartay rehna cahaiye
                • #23 Collapse

                  Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

                  yes ap theak khe rahe han forex ka knowladge na khtam hone wala knowladge hye as ko janta zayda sekha jata hye otna ye kam hota hye as lye hum ko chahye ke bohat zayda meahnt kar ke as ko sekhne ke koshesh karan js ke waja se koch na koch hum ko as se earn ho ga jab be kse be bussines me kse ko earrn hona start ho jata hye to wo os me apne mehant zayda karta jata hye agr hum ne as me apne earning ko zayda karna hye to as me hum slow slow earn be karan and sat sat achi se se mehant kr ke as ke knowladge ko zayda se zayda hasl krne ke koshesh be karan hum to hum ko as se acah fayda ho ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

                    Forex key learning kabhi bhi Khatam nahi ho sakti Hum isko Chitralekha learn Karenge Hamare liye itna achha hoga Kyon Ki jitni Jyada learning Hamare Paas Aayegi kam karne ke liye business ko samajhne ke liye Hamare liye kaam Hota achha aur confidence wala Hoga learning to increase karne ke liye Hame different type ke technical indicators for Nazara kar uski have se kaam Lena Hota Hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

                      No dear forex kii learing kabhii khtam nahii hosktii ku kay kaam kii base hii learing haii ager yh khatam hoo jaaein to busniess hii khatam ho jae ga and yeh itna wide ho chuka haii kay har ek sawal syy bhii kaai sawal paida hoty heinn aor tmam members ko inky bary mn mukmil janny ka tajasus paida hota hai..
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

                        ji haan sir Pakistan Forex mein jo kaam karta hai sirf aur sirf isme Hame kaam karna hota hai aur knowledgeable Hona Hota Hai aur ye kabhi na khatam hone wali kaam hai jo hum Jitna Chahe Udna seekh sakte hain aur Agar Hum sikhe Hain To Hum Pakistan Forex ko jaan Payenge aur achha profit on sale Karenge thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X