Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex ki learning kabhi khatam ho sakti hai???
    Assalamualaikum g Bhai forex trading aik bahot waseeh Kam hai aur AP jitni AP learning Kar Lyn to woh Kam hi hai aur AP yeh NI keh sakty keh AP ny full knowledge hasil Kar Lia hai ku keh forex trading bahot waseeh Kam hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: atif111 پيغام ديکھيے
    Assalamualaikum g Bhai forex trading aik bahot waseeh Kam hai aur AP jitni AP learning Kar Lyn to woh Kam hi hai aur AP yeh NI keh sakty keh AP ny full knowledge hasil Kar Lia hai ku keh forex trading bahot waseeh Kam hai...
    No g forex ki learning kabhi bhi khatam ni hoti hai q k forex men hamen har roz aik new sabaq milta hai
    Wo iss tarah se k forex ki har roz ki movement se hamen har roz hi kch na kch sekhne ko mill jata hai isliye hamen forex ko important le kr hi work krna hamare liy behtar hota hai aur tabhi hi kamyab ho sakte hain isliye hamen koshish krni chahiye k ham market k sath daily base pe toch rhen
    • #3 Collapse

      Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable buisness hy, ye aik wasee field hy ya ap is ko sumander keh sakty hn, ye aik aisa profession hy ke nis ki learning kabhi bh khatam ni ho sakty, even expert traders bh pory life learn kerty rehty hn, ap ki life to khatam ho sakty hy lkn forex ki learning kabhi khatam ni ho ge
      • #4 Collapse

        G bhai apne theak kaha forex ki knowledge balkeh kci b kaam ka knowledge to kbi khtm nhn ho skta q k hmen islam ne b kaha k god se le kr gawar tk ilm hasil kro its mean ilm ki koi had nhn hoti isi tarha forex me b hm dekhty hen k hr roz nae tajurbaat nai baten naua knowledge milta rehta he to hmen hr rozz k hisaab se ziada se ziada seekhna chahiye
        • #5 Collapse

          yes dear jis tarha ap taleem mia yi nahi keh sakty ky mai ny pora ilam hasil kar liy ahy ise tarha ap is forex mai bi yi nahi keh sakty ky mai complete trader ban giy ahun mujy ab kise cheez ki zarorat nahi aisa nahi keh sakty yi market bahut hi mushkil sy samjh ami any wali cheez hy is mai roz roz hi ik new chez milti hy ap ko sekhny ky liya bas ahista knowledge hasil karty rahy yahi best hy.
          • #6 Collapse

            Forex ki learning kabhe khtam ni hoti q is mai daily traders ki tada mai izafa ho rha hay r market ki momentum hoti he big volum se hay jese jese volum barhta hay market ki movement change hoti hay is liay dailt kuch na kuch seekhnay ko milta hay iska knowledge khtam ni ho sakta
            • #7 Collapse

              G bilkul forex trading m lrearning kbi b Khtam ni o skti is global world m hr time badlati soorty hal ka trading pr boht effect hota aur Ap agr is k sath touch rhy gy to tb he Ap learn kr skty hain Wesy b trading boht he washee bussniss a aur agr Ap khy k m is ka master ho gya hoo to ehsa boht Mushkil a Ap continues is ko learn karty rhy gy to tb he Ap earn kary gy
              • #8 Collapse

                Ye Tou Rule Hy Life Ka Ke Koi Bhi Banda Apne Apko 100.00% Percent Perfect Nai Kheskta Aur Na He Hoskta Hy Kisi Bhi Field Me Aur Kam Me.Aise Hee Forex Me Bhi Koi Bhi Perfect Ya Expert 100 % Nai Hoskte Hy Ye Possible Hy Ke Wo 99.9 % Perfect Ho But 0.1% Fir Bhi Bachta Hy. Aur Baqi Rahega.
                Demo Use Karein Jisey Ap Expert Bnte Hain And Skill Build Hote Hain. Thanks
                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                • #9 Collapse

                  Forex ki learning kabhi bhi na khatam hona wali hai kyunk market bohat we see hai Esmain jitna k3 ho wo bhi kam hai kyunk Esmain ay din new indicator aa jata hain en ko bhi anlyses ker sakty hain Jo experience ko behtar kerta hai Esko jitna learn kro gay zida fida ho ga Esko damo per zida learn kia Jay real account damo ki trah hota hai agar yahan learn ker liy to nakam nahi hun gay.
                  • #10 Collapse

                    Bhai forex learning kabhe bhe khatam nea hoti kiun ka forex ak aisa business hai jis main ham ko daily kuch new seekhna ko milta hai us lya hamara learning process chalta rahta hai aur ham seekhta rahta han forex main learning process continuously chalta rahta hai
                    • #11 Collapse

                      G ni jnb forex aik aisa businesses hai jis main knowledd kbhi khatam hi ni sakti q k yeah aik worldwide system hai is main daily kuch nan kuch seekhnain ko mil jata hai ...aap forum say hi andaza laga saktay hain...
                      • #12 Collapse

                        Bhai ap ney dorust fermaya hey ,jus terhan insan ki zindgi main learning ka process khatem nhen ho sakta isi terhan forex learing bhi khatem nhen ho sakti is leay main samjhta hon humain learning se ghafil nhen hona chaey takeh hamari skill improve hoti rahy.
                        • #13 Collapse

                          forex ki learning kabhi bhi khtam nahi ho sakti hai kun k ye aik samundar hai jahn pay boht sara unlimitied knowlege para hoa hai aur iss say hat k iss mai updates bhi hoti rehti hai jiss ki wja say app ki learning kabhi khtam nahi ho sakti hai iss leay ap ko bhi iss mai ziada say ziada focus karni cheay new new updates sekhny ki aur ziada say ziada practice karny ki.
                          • #14 Collapse

                            Bhai learning to kisi b field m khatm nh ho skty hn bnda sary zindgi student hi rhta h...forex aik complicated and risky business h iss m trading sy pehly ap k pass buht sa knowledge hona chaye...or jaisy jaisy ap iss field m kaam krty jaen gy ap experience gain krty jaen gy or iss trh ap iss field mexpert bn jaen gy...pr jasy jasy ap ka experience nd knowledge barta jay ga ap zyada sy zyada kama skta h...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading ki learning kabi b khatam nh ho sakti jis tarah se ap koi b kam karain ap ko sath sath bht kuch seekhny ko milta ha tab e ap agy b barh sakty hain same isi tarah se trading m b ha apko bht kuch learn karny ko milta ha or ap ki learning kabi khatam nh hoti sath sath chalti rehti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X