trading k liya experince

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain.. Forex trading k iss business main kaam karnay k liyee experience ki buaht zada zarurat hotii hae .. hum us waqt tak iss business main successful nahin ho saktay hain jab tak hamen kaam karnay ka proper experience na ho.. so experience ka honaa buhat zarurii hae,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha hmen is business k liye acha experince chahe hota ha kyun k agr hm is business me achy experince se kam karty hain tu hm acha earn kr skayn gyn isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah achy experince kam kiaa kareen
      • #363 Collapse

        humain is main practice say kam karna ho ga magr humain hard work kar kay kam karna ho ga experiecne ho ga to humain trade main loss km ho ga nai to humain achi earning hasil ho gi
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #364 Collapse

          forex trading main agar hum experincec gain karna chahty hay to mery khyal main eskay liey humay demo account ko use karna cahheiy tabhi hum esmain kamyab trading kar sakty hay
          • #365 Collapse

            Forex market main successful trading kerny ky liay real forex market main trading ka experience hona bahot zaruri hai ky jitna zyada real forex market main trading ka experience zyada hota hai utni hi zyada ap successful trades ker ky forex market sy kafi zyada earning hasil ker sakty hain
            • #366 Collapse

              hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience ho ga tab hi hum real main trade kar skaty hain aur trend ko use karny main bi asani ho saky gi it is best job for all
              • #367 Collapse

                Re: trading k liya experince

                ji bilkul ma apki baat ko agree karta hun ap ny sai kha hai humein trading karny ky liye experience or knowledge ki zarorat hoti hai esky bgair trading karna bohat mushkil hai humein pak forum par daily ana chahye or posting karni chahyein taky knowledge mein izafa ho or demo par account bna kar tarde lgani chahye taky practice ho or experience hasil ho
                • #368 Collapse

                  Re: trading k liya experince

                  Main nay aksar dekha hay kay boht say logo ko ye samag nahi a raha hota kay forex trading kay liye experience chahye ya nahi. wo bacho ki trah sawal ker rahy hotay hain. hala kay ager ham aam halat main koe bhi kam kerna chahen to hamen us ka koe experience ho ga to hi ham us kam ko perfect ker saken gay. andazay say har koe ker sakay ga lakin us main nuksan honay kay boht say chances hotay hain.
                  • #369 Collapse

                    Re: trading k liya experince

                    Forex tarding ka laya experience learning skill aor Pratice ya char cheaz bot important agar ya cheazn na hun aor forex a ana ka koy fida ni as sa par batter ha banda koy aor karobar shure kar ly
                    • #370 Collapse

                      Re: trading k liya experince

                      hello dear brother forex ma achi trading our achi earning k liya kuch mahina ki expirince yo lazmi ha expirince k bagar ap profit nai earn kar sakty forex k liye ap ko experience ki zaroorat ha ku k ap without experience k profit earn nai kar sakty
                      • #371 Collapse

                        Re: trading k liya experince

                        Forex trading kay liye trader kay pas experience hona zarori hota hay. ager trader kay pas experience nahi hota to wo kabi kabi aisi situation main phas jata hay jis say wo kabi wakif bhi na howa ho. is liye jab trader ko experience ho ga to wo aisi tamam situation say nikal sakta hay jo forex main ho sakti hain. que kay us nay pehlay kafi time forex main guzara ho ga.
                        • #372 Collapse

                          Re: trading k liya experince

                          Forex market mai trading krna hai tou es key lye experience ka hona bohat zaroori hai. Jab ak trader key pass market ka experience hota hai tou phr wo market mai zada best strstegy key sath trade kr sakta hai. Es market mai earning strategy aur experience ki madad sey hai.
                          • #373 Collapse

                            Re: trading k liya experince

                            Forex trading kay liye trader kay pas experience ka hona boht zarori hay. hala kay trader baghair experience kay bhi trading ker sakta hay lakin wo tuka trading ho gi. is liye trader ko seekh ker aur us per sahi experience hasil ker kay trading kernay say yeah confirm ho jat hay kay wo trading ko hal hal main handle ker sakay ga. ta kay kisi bhi bad situation main wo apnay capital ko safe ker sakay.
                            • #374 Collapse

                              Re: trading k liya experince

                              Trading ke liye experience hona buhat zarori hai kyon ke agar AP experience gain nahi karain ge to AP market mein stand nahi Kar sakte is ke liye practice karain strategy ko filter karain then AP real trading mein a sakte Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Re: trading k liya experince

                                jis terha experience kay bina koi job offer nahi krta usi terha forex trading market mein hamein busines nahi kerna chahiye ye lefe ka aik kerwa sach hai.experience ki zarrorat hamein zingadi kay her mod pe parti hai.jis trha kisi bisiness ko run ker ne liye experienced staff ki zarrorat hoti hai jis k bina business floresh nahi kre ga. es liye hamien trading mein skill hasal ker kay forex trading pe kaam kerna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X