Keya Forex Haram kam hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yar yeh haram kesy ho saktaa hain ap jitni mehnaat kerty hon ap o utnaa mil jata hain tu yeh haram kesy howa,,, muslman sarey tu pagal nei hain na jo essa kam krein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex is a life changing opportunity.I think Forex is the better internet job than other job.If you learn about the market then you will be able to earn unlimited money form this market.Forex is a profitable business,but you have to be updated with market and have to learn about the market.
      • #33 Collapse

        ni bhai bilkul ni asa kuch ni forex bilkul be haram ni hai aap forex sa achi earning kar saktay ho. aap ko is mein mehnat karni parti hai haram wo hoti hai jo kisi mehnat kay bagair mil jaye
        • #34 Collapse

          ni bhi ni ye bilkul juth ja forex ma insan apne hath sy kaam krta ha or apne demagh sy kaam krta is liye q k ye kaam asan ni ha har koi ye kaam ni kr sakta or earning ni kr sakta forex trading ma loss b hota ha or prfoit b is liye is ye haram kaam ni ha
          • #35 Collapse

            nahi ye haram nahi hai he halal business hai aur is se hum koi sood vgaira nahi lety ya dety jo haram ho bas apko is bat ka dhyan rkhna ho ga forex mein swaps account pe trade mt krein wo haram ho skta hai bal k haram he hai.kiun k us se hum commisions dety or lety hain
            • #36 Collapse

              bhai jan is mamlay kay under main jitna janta hun tou forex trading halal hai kyun kay is par mufti hazrat ak fatwa isi forum par hamary aik bhai nay apni thread main show kiya tha baqi aap kisi achay alim e deen say puch sakty hain main isky bary main nai janta.........
              • #37 Collapse

                noppssssssss......forex is not haraam . . forex iis halaal. .jis business mein loss aur profit dono ho. .aur koi fix ratio na ho to wo haraam nahi hotaa . . yeh ek dum halaal business hai humhy logo ki bton mein nahi aanna chahiyeh khud malomat karni chahiyeh
                 
                • #38 Collapse

                  yaar mujhe itna maloam hay kay jhub losses hote hain aur bare bare tou haalaal hi huga magar may mukamaail muttafiq nahi lekin hum apna qemti waqrt kharch karahe hain to shayad haraam nahi huga
                  • #39 Collapse

                    ji han mene apnay area k imam say pocha tha forex k baray mein to unho nay mujhay yahe kaha hay k ap isko kar sakta hay is mein koi bhee ghalt kam nahe or yeh k agar loss hota hay to phir is mein haram wali koi bat he nahe hay.
                    • #40 Collapse

                      Assalam-o-Alaiqum, mere khayal se apko ulama se confirm krna chaiye lekin jahan tak meri knowledge hai wo ye k mene abi tak aisi koi kharabi mehsoos nahi ki baqi ye baat sahi hai k confirm krlena chaiye
                      • #41 Collapse

                        me to nahi manata hu ki forex trading karana koi galat bat hai ya haram ka kam hai jub ki forex me aapko sir fbuy karana hai aur sell hi karana hai taki apako profit mile aur aapkokoi galat kam to karna hi nahi hai forex me to fir forex trading haram kaha se hua ye sab bure logo ne failaya hai
                        • #42 Collapse

                          ni yar forex haram ni ho sakta ik tu hhum itni mehnat karth han dosra ye k is man loss b hy or profit b is tan islam man jis kam man loss or profit 2no ka chance ho wo loss ni ho sakty is liy ye kam hram ni hy
                          • #43 Collapse

                            nahi dost forex haram kaam nahi hai kiunke to ak businsse hy or businsse haram nhi ho ta agr ap osy achay tareky sy kry to ye ak work hy or is me posting krne parti hai.
                            • #44 Collapse

                              haram cheez woh hoti hai jo illegal means se li jaye aur kisi ka ha mara jaye. idhar ham tou atime detey hain aur apni eyesight risk pe laga k kamatey hain, yeh haramm tou nahi hua, kiyun k ham mehnat karty hain. na kisi ka ha marty hain na koi aur illegal means hai yeh
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                No bro Forex bilkul bi Haram kam nai han bal k yeh bohat hi acha best or Halal Work han or is man koi shak nai han. han pr some peopls kahty han k yeh work haram han but app un ko kaho mujhy clarify kary k yeh business kaisy haram han ta k main is ko leave krdo or koi or business search karo apni earning k liye or agr to app us ko comfortable or satisfy hogay to phir app byshak is ko leave krdena.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X