Keya Forex Haram kam hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    nahin mujhe nahin lagta kay forex trading haram kaam hai kyun kay yahan hum trade kar kay profit ya loss earn kartay hain aur yahan hum apni mehnat se kamatay hain aur muslims kay liye yeh option bhi hai kay woh sood free account bana kay sood se bach saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mera ye khayal nahi hai k forex haram hai kun k hum is main mehnat kerty hain practice or learning kerty hain pehly is ko sekhty hain phir kamaty hain to ye to mehnat or lagan ka muafza howa haram kaisay howa ye soch galat hai..
      • #18 Collapse

        nahi mery bhai forex trading business haram kam nahi hy q ky aik insan agr sara maheny kaam karta hy or next mnth ky first week men jub bonus instaforex ky account men transfer ho jata hy to men apna bonus sale kar deta hn or bonus ki munasib qeemat ly leta hoon mujhy to is me koi cheez haram nahi lgti q ky apni mehnat ky pysy lena haram nahi hy
        • #19 Collapse

          forex pe kuch waqt log boht ziada aur b juld money earn kerte hian to dusre logo ko lagta hai k shaid forex haram hai main un sab se bas itna kahon ga k ye haram nahi hai insta hame islamic account ki b option deta hai.
          • #20 Collapse

            alikum ji janab abat ye hay kay forex trading to aik business hay jahan aap ko loss bhi hota hay aur profit bhi hota hay to is leay meray khiyal say to ye kaam haram nahe ho sakta hay nahe hai ap khud soche jab hum yaha work karty hain posting karty hain bonus jama karty hain phir ausko invest karty hain mehnaat karty hain aur apna dimage lagaty hain tu humhe is cheez k pesay milte hain tu yi haram kesy hosakta hai .. forex hallal hai .aur aghar phir b apko feel hota hai k yi haram hai yi kesi amal e deen se puch sakty hain
            • #21 Collapse

              dear is kay bary main sahi nai bata skta hon main kay forex haal hai kay harm bas har koi is mian earn akrny aky liye laag huwa hai aur main bhi n mian sahmil hon ye pata nai hai halal hai kay harm ye
              • #22 Collapse

                es business main loss bhi hay or profit bhe hay or ap ka account bhe agr swapefree hay to mery khayal say ye halal kam hay lakin agr ap ko doubt hay to ap ko ksi mufti sahib say zaror conform krna chahye main khud es ko conform karna chahta hun ta kay zehni tension na ho mughy
                • #23 Collapse

                  forex ak online business ha sab ko is ma boht pisa milta ha sab is ma pat tie kamkarta ha sab ko is ma boht pisa kamnha to is ka liy is ka demo account ma rtraing kar ka he ham is ma boht pisa kam sakta ha
                  • #24 Collapse

                    the many peoples think about of pak forex forum k ye rozgar haram he btt ma all peoples ko btana chahta hu k ye haram ni he is ap apne mehnat k sila lete han or jo cheez mehnat se hail ki jay wo haram ni hti...
                    • #25 Collapse

                      humhe is cheez k pesay milte hain tu yi haram kesy hosakta hai forex hallal hai aur aghar phir b apko feel hota hai k yi haram hai yi kesi amal e deen se puch sakty hain.I don't think that there is any business as excellent as Forex. Forex is a wonderful online business. It gives a lot of opportunities to new traders to earn bonus
                      • #26 Collapse

                        mery dost forex 1 business hai jis main profit or loss donon hota hai jis business main profit or loss donon hon wo business haram nahi ho sakta hai jo log forex ko haram kehty hain wo rong bolty hain forex 1 halal business hai
                        • #27 Collapse

                          me aik finance ka student hn aur mene parha hai k aap kb bhi koi investment krte ho kisi bhi business me tou aap profit kamana chahte ho isi tarah hm jb trading me investment krte hain tou is se hmen jo profit horaha hota hai wo capital gain kehlata hai na k haram. aur phir hmen loss bhi horaha hota hai tou in my opinion it is halal.
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqar739 پيغام ديکھيے
                            yar mera dost kehta tha k ye forex haram hai mujay batao kisi ne verify keya hai halaal haraam ka such batana nae tu post na karna agar haram hue tu sari zindagi peat mai aag bartay raho gay aur ap ko pata be nahe chalay ga agar haalla hai tu mai es business ko barhana chaho ga
                            nahi bhai jan ye ak forex trading ka real work hai ye haram nahi hai kia buisnes haram hota hia ? nahi na to ye bhi ak tijart hai or buisness hai to ye haram nahi hai dear brother
                            • #29 Collapse

                              jee nai q ka haram wo chiz hoti hai jis pr hard working nai ki waja lakin forex mai hardworking to bht zarori hoti hai or 2nd ya ka islam mai kahi pr b asa nai hai ka ap ko tarding krna haram hai trading halal hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                I am new in forex trading aur ye nahi pata ke forex halal ha ya haram ha is liye behtar yehi ha ke app kisi alem e deen se is bareme rujoo kare mujhe nahi lagta ke ye haram ho sakta han is liye apko chiye ke sahi se kisi muftii se pouche is ke bare me
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X