Keya Forex Haram kam hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    wese to ye allah e janta hai k forex halaal hai k haram . likn jaha tk mera khyal hai ye halaal hai kuk es main mehnt se earning ki jati hai aor jo pesa mehnt se kammaya jay wo hallal hi hai aor dosri bat ye k forex esa busines hai jis main loss profit dono hai to jis karobar main profot k sath loss b ho wo haram nai hota ab sood main loss nai serf profit hai to wo harahm hai......jb k forex main profit aor loss dono hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      g han meray bhai any kind of trading is restricted in Islam to hamen avoid karna chahiye aur dosray tmaam muslims ko batana chaye is k barey me.
      • #213 Collapse

        oh dear what you see that look like haram in the forex market and if you doubt then you should ask to any of religious scholar and do not ask to the traders they are not religious scholar
        • #214 Collapse

          salam bhai jan ap khud socho0o k haram nahe hai jab hum yaha work karty hain posting karty hain bonus jama karty hain phir ausko invest karty hain mehnaat karty hain aur apna dimage lagaty hain tu humhe is cheez k pesay milte hain yec sub hum mhant kar k hasal karty ha t0o iss main haram kam kaha sy a gaya janb iss liy main t0o kaho0o k haram nai ha ye ...
          • #215 Collapse

            No dear forex aik haram kam nahi ha balky ye aik halal kam ha kyun ki jis business me hmen profit or loss dono ho rahy hongy hmary liye wo kam aik halal kam ha or forex me hmen profit or loss dono sath sath hoty hain isi liye ye aik halal kaam haa
            • #216 Collapse

              Ji Hram to woh kam hota hey jis mey nafah k sath nuqsan ka pehloo na ho ,dosrey eysa kam jo mazhaban hram qrar dea jaska ho ya qanan mamno ho bhai forex trading to business hey es mayn profit aur loss dono hey.
              • #217 Collapse

                nahi forex haram bilkul nhi hy and forex aik good business hay and learning bahot hi important hay than capital because agr aap kay pass knowledge nahi hoga tu aap forex say money made nahi kar sakay gayn log forex ko bahot pasnd kartay hay isi liye mein nay forex ko bahot ziyada learn kiya hay takay mein aik acha trader ban sakon aur ham forex say unlimited earning kar saktay hay is mein earn karnay ki koi limit nahi hay .
                • #218 Collapse

                  gee nahi kis se kaha ha ke haram hai forex hame free mein to kuch nahi deta hum forex par mehnat karty hai tab hi hame kuch deta hai jis cheex par energy waste ho wo haram kese hota hai
                  • #219 Collapse

                    meri nazar mein to ye haram kaam nai hai q k is mein hum apni mehnat karty hain or earn karty hain or jis kaam mein mehnat ho wo kabhi bhi haram nai ho sakta
                    • #220 Collapse

                      jis cheez main trading ki jay wo haram nai hoti haa but kuch log isko haram kahtay hain is main nuksan b hota oor profit b is liay mujay nai lagta yaa haram haa kiun k ap gold ko latay hoo fr jb prise zayada hoti to sale krtay
                      • #221 Collapse

                        No dear forex haram nahi ha balky ye aik halal business ha kyun k jis business me bhi hmen profit or loss sath ho raha ho tu hmary liye wo business halal hota ha or forex me bhi profit k sath sath loss hota ha tu is liye ye business hmary liye aik halal business haa
                        • #222 Collapse

                          my dear brother forex trading ek international online trading business he jis par bohot sare country k log kam kar te.forex trading business haram nahe he quike forex trading business he koe pap nahe he and business se to porfit or loss hota he so mare kheal se a forex trading haram nahe he.......
                          • #223 Collapse

                            Dear forex halal kam hy... ap ko chahiye k acha earn karo es liye ap ko faida hasil ho ga es liye ap ko chahiye k haraam cheez dimgh mai na laon hain agar ap es ko haraam tareeqa se karo gy tu wo ap ki marzii hy otherwise ye acha business hy aur halaal hy,,,
                            • #224 Collapse

                              Forex trading koi haram nahi hai aur ye aik halal karobar hai kun keh is main pehle se aap ko pata nahi hota keh kia ho ga. Is liye hamain chahiye keh is karobar main zaroor invest karen aur is tarah hum kafi profit gain kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                according to my view es business k bhara ma ye question bohot ho raha hai k ye best business halal hai k harm b hai k nai tu easy si bata hai k tum es k bhara ma kisi allama k sy jan lo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X