Keya Forex Haram kam hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    dair main confrom ni janta kay forex trading business islam main haram hay ya hilal q kay forex tarding business aik business hay jisay ham learn kartay hain or us kay bad hi ham is business main earning kartay hain laiken hilal or haram ka main ni janta is business main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqar739 پيغام ديکھيے
      yar mera dost kehta tha k ye forex haram hai mujay batao kisi ne verify keya hai halaal haraam ka such batana nae tu post na karna agar haram hue tu sari zindagi peat mai aag bartay raho gay aur ap ko pata be nahe chalay ga agar haalla hai tu mai es business ko barhana chaho ga
      yes you ask an important and informative question basically bat yeh hai k mere khayal mein forex aik trading ka business hia jis mein profit bhi hota hai aur is k ilawa loss bhi hota hai is lye mein forex ko aik business consider karta hun...
      • #198 Collapse

        kia forex trading haram kaam nahi agar kisy ko haram lagta han wo is online business ko na kary kuk forex trading her member earning k laye join karty han is main haram waly koi bate nahi han forex aik international business han agar jo invest karty ho is ka kaam k through profit hasil karty han aur forex trading main ap apna time spend karty han to ya kasy haram han
        • #199 Collapse

          No, Forex trading is not haram, it is totally Halal in Islam and we can freely do it, there are some people who are saying that Forex trading is Haram in Islam, but it is not right, it is Halal and everyone can do it.
          • #200 Collapse

            Brother yahan tak mujy ilamha her wo kam haram ha jis mein pesa bagair mehnat k hasil kiya jay jab k forex trading mein aisa kuch nahi ha ye business ha or business haram nahi ha
            • #201 Collapse

              bhai abhi tak tu yah confirm nhi howa hy k forex halal hy ka haraam but itna tu clear hy k ye business best hy aur is me koi bhi esi cheez nhi hay jo k haram se mumamslat rakhti ho so hume is fitna me nahi perna hy.,.,.
              • #202 Collapse

                nahi mery bhai forex trading business haram kam nahi hy q ky aik insan agr sara maheny kaam karta hy or next month ky first week men jub bonus insta forex ky account men transfer ho jata hy to men apna bonus sale kar deta hn or bonus ki munasib qeemat ly leta hoon mujhy to is me koi cheez haram nahi lgti q ky apni mehnat ky pysy lena haram nahi hy
                • #203 Collapse

                  no dear forex haraam nai ha balky iss k bary main fatwa b mojood ha ye bilkul rea kam ha aor halaal b iss main ap ko loss b ha aor profit b iss liye ye real kam ha iss main koi tention nai honi chye
                  • #204 Collapse

                    my dear friend meri request hae k forex trading k bare mein is tarah ki cheezen ko discuss na kia jay tobehtar hae kiunk yanan per baqaida islamic knowledge wale log kam hein aur her koi apni mare jata hae.
                    • #205 Collapse

                      forex trading aik online business hai . oor is business main aapp ko profit bhee hootaa hai oor loos bhee hootaa hai . oor aapp bhee yee baat janteee hain kee jis business main profit oor llooss dono cheezeen hoon woo haraam nahii.
                      • #206 Collapse

                        assalam o alaikum g han bhai jan forex me loss bhi hota hai butt profit bhi to hota hai wo log q nahin shear krte loss hr koi shear krta hai or forex humara klam nahin bulky international business hai
                        • #207 Collapse

                          yeah! brother forex koi haram kam nahi hai forex par work karna itna asan kam nahi hai forex sy apko jitni zyda earning hoti hai us sy bhi zyda ap ko forex par hardworking karni parti hai but forex ko ham harm kam nahi keh sakty qu k forex risky kaam hai
                          • #208 Collapse

                            dear brother mara kyal ma forex halal hai q ka as ma fayda be hai or nuqsan be hai or jis kam ma 2no ho wo kam islam ma halal hai forex to ak treadin market hai
                            • #209 Collapse

                              meray khayayl sy agar aap yaha sirf paisa invest kr rahy ho aur profit lay rahy ho toh yeh haram hai yaani koi input nahii day raahay but agar aap posting kr k paisey kama k accounts laity ho aur phr uss sey profit kamatay ho toh iss mein koi harj naii
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                brother mery khyal se to ya incom halal hi ho gi q kh is mn b hum mahnet karty hn or phir jab hum trade karty hn to sirf profit hi nhi hota balkh loss b ho jata ha to is leya halal hi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X