forex halal ya haram??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    dear business karna kabi haram nahi ho sakta hay mery khayal me to forex b 1 business hi hay ye haram kesy ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      bhai jaan yeh forex ka business haram business nai hai yeh halal business hai and main is business ko as a professional way se karna chahta hoin and issi business main he hamara future hai.
      • #303 Collapse

        Dear ye aik halal business ha ye aik asa business ha jis me hmen profit b ha or hmen loss b ha isi liye ye halal business ha or jis business me hmen profit or loss dono sath stah hota ha wo business iak halal business ha islam me isi liye ye halal business ha meri nazar me
        • #304 Collapse

          Forex trading ek bohat acha world wide busniss hy jis ko pori dunya ke log kerty hy jin muslim be hy or ghir muslim be hy lakin ye halal hy ya haram is ke bare mai btana maire liya bohat muskil hy
          • #305 Collapse

            forex trading main kam karna halal hay humain is main achi earning hasil hoti hay humain is main full ficus say trade main achy say kam karna ho ga ta kay hummain achi earning hasil ho
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #306 Collapse

              forex trading aik bohat acha business hay eskay bary main aisa mainy kuch nahi suna bohat say log esko run kar rahy hay so humay chahiey keh forex trading ko sahi say time daina chahiey
              • #307 Collapse

                Forex trading halal ya haram hy iska mujy knowledge ni hy aur apko chahiy k ap forex trading halal ya haram ka pata karna hy to apko chahiy k apny kisi bi mufti sahb sy pata kar lo
                • #308 Collapse

                  Bhai ap forex market main invest ker ky trading ker rehy hain aur trading halal hai ya haram yeah tou apko pata hi hoga so kafi threads main jamia banuria ky aik mufti ka fatwa bhi uploaded hai ky ap forex market main trading ker sakty hain but apko agar confusion hai tou ap apny religious teacher sy consult ker lain
                  • #309 Collapse

                    ye ak boht hi best buisness hai is main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur ye ak boht hi best buisness hai is main learn kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur earn ho gi
                    • #310 Collapse

                      Re: forex halal ya haram??

                      jis main hum hard wrk karty hain wo haram nai hota hai so hamain is forex main pahly learning karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain market main plaing karni ho gi tab hi hum tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main knwldge ho ga ta k earn karein gay
                      • #311 Collapse

                        Re: forex halal ya haram??

                        knowledge ko utilize kar k kafi acha profit gain kartay hai aue jha tak haram ka tallukk hai to meray khayal say me kuch nh kah skta hnn is ka office hota to kiya aap apni us job ko haram kehte mere nazdeek to forex halal hai kiu k ham is pe beth k mehnat karte hain kai kai ghnty is pe mere piyare bhai daikho ager ham kisi kaam ko karne mai mehnat karte hain to us ka hmain muawzaa milta hai suppose k agar forex hmain
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #312 Collapse

                          Re: forex halal ya haram??

                          forex ko aap gambling samjh kar karo gai to ye haram ho gi aisay main ne boht sari logo ki baate suny hai kafi logo ne aisa rola daala howa hai yeh haram hai ya halal aap forex ko tajart samjh kar kare phir haram nai ho gi
                          • #313 Collapse

                            Re: forex halal ya haram??

                            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge sir apka sawal yeh hai keh forex haram hai yaa halal ? dost yeh aik halal rizq hay q kay iss main nuqsan bhi hota hai aik esa rizq jis main nuqsan hota ho wo halal rizq kehlata hai friends ham iss main mehnt kerty hain kesi kay pesay chori nai krty .
                            • #314 Collapse

                              Re: forex halal ya haram??

                              ye ak boht hi best buisness hai is forex main kam kar k hi hum ach abonus hasli kar k hi hum run kar skaty han so hamain is kbary main planing karni ho gi ta k loss kam ho sakty hain so hamain is forex main trend ko use kar k hi hum achy say perfrom karny k kabil ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Re: forex halal ya haram??

                                koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai har kamk arny say ata hai so hamain is forex main knowldge ho ga tab hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum achy say trde kar sakty hain.aur hamain mhnt ka phl mil hi jata hai it is good.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X