leverage ka faida aur nuqsaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: leverage ka faida aur nuqsaan

    Hi,wese zyadah experience knowledge to nai mujhe,I'm new this field,but agr hum account bnate waqt zyadah leverage rkh BHI lete Hain ya baad mein ,to BHI big lot na lgayen ya nai apni mrzi Hoti hai,mere khyal se zyadah big lot nai lgani chahye, because Jin Ka amount bohot zyadah ho unke liye ok,but Jin Ka amount km ho unka account bohot juldi khaki ho Jaye ga,aur loss ho Jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: leverage ka faida aur nuqsaan

      Leverage ko set karnay say phaly market ka analysis karin agr ap acha analysis kar letay hyn k market kis level tak jay gi too us hisab say leverage set karin albta zayda set karnay say profit k chances bharh jaty hyn agr market neachy b jay tooo
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: leverage ka faida aur nuqsaan

        forex buying and selling account ki leverage ka faida humari lot size ka hota hay agar hum levarega ziada ho gi to hum ziada lot use kar sakty hay aur humay chahiye keh kam say kam leverage ko use karen kyun keh levarage kam say he faida hota hay es trha esmain loss ka threat hota hay es business important sabar kay sath kam karna chahiye

        اب آن لائن

        Working...
        X