leverage ka faida aur nuqsaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leverage ka faida aur nuqsaan
    ziada leverage ka agr faida hy tu nuqsaan bhi hy kiok jn logon ko knewledge aur experience nhi hy un k liye ziada leverage nuqsaan hota hy aur jn ka experience aur knewledge ziada hy wo ziada leverage se ziada profit earn kar saktay han leverage apne knewledge aur experience k hisaab se set karni cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading account ki leverage ka faida humari lot size ka hota hay agar hum levarega ziada ho gi to hum ziada lot use kar sakty hay aur humay chahiye keh kam say kam leverage ko use karen kyun keh levarage kam say he faida hota hay es trha esmain loss ka risk hota hay es business main sabar kay sath kam karna chahiye
    • #3 Collapse

      G ziada leverage se wo log hi faida utha saktay han jn ko forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil hy aur Jo sabar se trading kartay han aur aur market ko dekh kar samjh kar trading kartay han un ko ziada leverage se faida ho ga aur ziada profit earn kar saktay han jo knewledge aur experience nhi hy aur greedy trading kartay han un ka account hi wash ho jata hy
      • #4 Collapse

        Shoro may leverage ko ziada set karna lalch ky barabar hy kuen baaz time hum ziada profit ke chakar may bara leverage set kar detay hy ye samj kar kah hamay faida hoga es say likin bad may hamay osi ka he nuksan hota hy.
        • #5 Collapse

          ap na bhot e khobsoret bat ke ha dear leverage mera hisab sa bigners ko 1/1 e laini chaya ha es ka faida kya hoga dear daikhn ka ap na ek usd ke bet le and tradde open kr de ab kuch bh ho jay us currency ke valu zero nhn hona wali jes ke wja sa woh ap ka account wash nhn kr dda ge qn ka agr ap na trade mari 1/1000 usd wali to jaisa e market na 1 cent ka change liya ap ka 10usd atleasst phuns gya ab ap ka balance low and bp high hona start ho jay ga
          • #6 Collapse

            Mujy leverage ka ni Pta ma chalti ho ky Jo be mujy sy siniya ha wo mujy is ky bary my bta sy or is sy faida or nuksan jsay hota ha wo be bta dy
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum friends on a new user form application year membership to celebrate kya fayda aur nuksan hai please kiss images
              • #8 Collapse

                Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                forex mai leverage ke bohat ahmeyat hain hamy isy bahter bana ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahye pher he hum kamyab hin gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum leaning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                  G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me leverage ko boht ahmiyat hasil hai leverage me faida or nuqasan dono he hai jis ka pas knowledge or experience ho ga usy leverage sy boht faida ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                    hamy acha knowledge or experience hasial kar ky best leverage bana ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai poor mans ky liye bohat ache job hain
                    • #11 Collapse

                      Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                      Leaverage km hi hona chahia because kam lvrage ka mtlb hy km risky trading.
                      Jaisy akl mand log kehty hain k kam khao acha khao. Isi main behtri hy. Jb yeh soch ho gi k rato rat ameer ho jaon to is main hmesha khasarar hi hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                        Jee bhai main aapki baat se agree krta hon forex trading mein ziada leverage ka faida bhi hai aur nuqsan bhi hai jin members ka experience kam hota hai woh ziada leverage use na krein albatah jin k capital big hein woh ziada leverage use kr sakty hein unko acha profit mil jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                          forex mai hamy ache leverage bana kar kam karna chahey hamy ache learning ky bad mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain forex mai agar hum leverage ko new bana ky gy to hamy loss ho sakta hain forex aik real or kabe be band na hony wala real or famous business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                            Forex trading business mein leverage ka faida bhi hota hy aur nuqsaan bhi kiok leverage ko hum do dhari tlwar keh saktay han agr tu hum ko acha knewledge aur experience hasil hy tu phr ziada leverage se buht acha profit earn kar saktay han aur agr knewledge aur experience kam hy tu phr ziada leverage se account bhi jaldi wash ho jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: leverage ka faida aur nuqsaan

                              forex mai agar hum kam karny ky expert hain to hamy leverage ko istmal kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain or agar hum forex mai new hain to hamy leverage ko km rahkna chahey forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X