Forex mai aao apni marzi say or jao apni ghalti say.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    hellow dost ap na boat achai bta ki ha aur ma ap ki bta sa agree krta hu aur b asa hi lagta ha ko boat sa forex bussiness ma apni marzi sa atay ha ki ka wo samgty hain ka un ko sb pata ha but wo over confidence ho jaty hain magar agar wo jayty hain tou apni galti ki waja sa jatay hain jb un ko loss hota ha......................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
      log forex mai aatay to apni marzi say hain bari khushi khushi or jaty baray dujh kay saath aisa kiyo hota hay kya is ki koi khass waja hay to share karein.
      i agree with this statement i mean the person who wanna do this business is very energetic when he or she comes in this business but then they become greedy and dont care of anything then and they i mean get loss and become pessimist and left this business.....
      • #288 Collapse

        Gi janab bilkul theak kha ap ne ke ao apni marzi se or gao apni gulti to hame cha hye ke hum koy zubaat me akur gulti na kare to hamara koy nuksaan bhi na ho or hame cha hye ke agr thore wek ho to hame cha hye ke hum ksi old member se mashwara le le or khob mehnut kare or bht si aesi gultio ko wapis na dorai
        • #289 Collapse

          G han ye aik asa busines ha jis me hm aty tu apni marzi se ha lakin jaty apni galti ki wajah se ha isi liey hemn chahye k hm is business ko bht soch smjh k kareen ta k hm is business me achi earning kar sakyn or apna career bna skayn
          • #290 Collapse

            ap ney yeh baat bahut he achi ki hai merey dil ko lagi hai mein aap sey 100% mutafiq hon,forex mein apni he galti sey loss hota hai
            • #291 Collapse

              What a funny thread wesay app ny theek kaha hy k forex trading main traders aoni murze say atay hain par jaty apni mistakes say hai ya loss hony k bawajood bhe choir nahe sagtay hain koin k forex aik boht he profitable our interesting business hy
              • #292 Collapse

                g han app ne bilkul thek kaha ha aur humare liye ye ek bohat he zarori bat hai k hamen kabi b trading k doran mistake nai karni chahiye balkay humen chahiye k ham hamesha he careful ho ker trading karen to phir humen zror ek achi kamyabi hasel ho sake gi
                • #293 Collapse

                  dear friend ap is mea apne marze se bhe mistakes karte ha aur ap se khud bakhud hu bhe jayte ha ap is mea kam kar ke ise apne leya acha profit gain kar sakte ha aur ap ke leya ya acha bhe ha
                  • #294 Collapse

                    Dear sir agar aap forex trading ko join kar chukay hain to us main learning per tawjoo deni chahayie because agar aap es ki achi learning nahi karo gay to yeh aap ki mistake hay es say aap ko bohat zaida loss ho sakta hay.
                    • #295 Collapse

                      yes bro ap ne ap ne sahi kaha kafi log forex me ate apni mrzi se hn but jate loss face krne ki waja se hn onhen ane se phle patiance rakhna seekhna ho ga or loss ke bad giveup chor ke mistakes se seekhna ho ga
                      • #296 Collapse

                        waqi thek kha apny...log forex mein apni mrzi se aaty hn but yahan any k baad unhen mushkilaat aur kaam ka andaza hota he ya tou wo investmnt aur profit mein greed krty hn raat o raat ameer bn'ny ka khwab unhek ly doobta he aur wo khin k ni rehty
                        • #297 Collapse

                          aisa hi haqeeqat mein ha k log apni mrzi se atey hn or jb is forum ko chor kr jaty hn to wo unki mistake hoti ha. jb wo yaha earning krny mein kamyab nhi ho paty, forex ko wqt dene ki zarurat ha, ye kaam difficult itna nhi ha k isey kiya hi na ja ske.
                          • #298 Collapse

                            Forex aane k lye experience ki zaroorat hoti ha . jab hum thek say kaam nahi karte to hum apni ghalti ki wajah say Forex say hath do bethete ha .is lye zaroori ha k humare pass knowledge or experience ki zaroorat ho ni chahiye . ager humare pass ye sub kuch na ho to ye humari khude ki ghalti ho gi .
                            • #299 Collapse

                              han ji aap bilkul sahi bol rhe hain forex ke business me bande ko chahiye ke bohat soch smajh kar deeply chalty hue kam karen takey aap ko is business se ache se profits hasil ho saken yhe business mistakes karne walon ke lye nhi hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                jee ha bhai ap forex main enter to apni marzi se hote ho lekin phr apko forex ke rules sahi se follow karne hnge wrna apka account banned hojaega..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X