Forex mai aao apni marzi say or jao apni ghalti say.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai aao apni marzi say or jao apni ghalti say.
    log forex mai aatay to apni marzi say hain bari khushi khushi or jaty baray dujh kay saath aisa kiyo hota hay kya is ki koi khass waja hay to share karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haan bhut son ke sath ye hua hai ke log acha dikhne ki waja se is fortex business ko join karte hain apni hi marzi see lekin jab loss hota ahi toh apni amrzi se nai jatay wo apni galti se jate hain na ke kisi or ki galti se saara qusoor hamara hi hota hai
    • #3 Collapse

      Forex Per kaam krtay waqt humain ehtiyat say kaam krna chahiye kiun k aik choti c ghalti buht baray nuqsan ka sabab ban sakti hay, is liye log apni ghalti ki wajah say dil bardashta ho kr chor detay kaam , is say bachnay k liye ehtiyat wahid hal hay, jab ap ehtiyat say kam karengay to me pko gauranty deta hon kbhi ap forex ko nahi chor saktay.
      • #4 Collapse

        jee haan theek kaha hai apne ... forex mai jab log enter hote hain to bht khushi hoti hai k hamne asa business join kiya hai jis mai hamen bht pesa milta hai or jab ham ak ghalti per loss karte hain to forun hi forex ko chorte hain...
        • #5 Collapse

          mujhe yeh baat samujh nahia rahi k is mai dukh ki kia bat hai forex mai to faida hi hai log dokhi ho kar keon jate hain is mai kisi kisam ka loss hota hai kia mai bhi janna chahta hun k yeh kia baat hai jo log dukhi ho jate hain jate huwe mai khud junior hun yahan pe sikhna hai bohat kuch.
          • #6 Collapse

            bhai jan is baray main jitna main janta hun forex trading main log bhut khushi say atay hai laikin kaam nai kartay jis ki waja say unko yeh business bhut bura aur booring lagta hai islye woh log kaam chor daitay hain islye humain chahye kay hum dil laga kar kaam karain
            • #7 Collapse

              G janab ye bilkul theek baat hai k log buhat khushi sy Forex business ko join karty hain aur jab unhy loss ho jata hai to dukhi ho k is business ko chor dety hain , logon ko apny loss py dukhi ho k is chorna nahin chaiye kyun k loss is business ka hisa hai balky apni us galti sy learn karna chaiye jis galti ki wajha sy unhy loss hua hai aur apni trading ko continue rakhna chaiye.
              • #8 Collapse

                bro log aty tu hain apni marzi se kushi koi trader inhe apni account history dekha deta hai or un se kehta hai ke dekho mujhe kitna profit hua hai phir wo bhe soch lety hai ke hum invest kren gain or unhe kuch ellam he nhe hota trading ke bare man tu yaqenan unhe loss tu hona he tha newbie ko chahye ke trading start krne se pehly demo per practice kren is se ap ke experience or knowledge man izafa ho ga
                • #9 Collapse

                  dear log forex me khushi se ate hai or achi earning bi karte hai jis se un ki khushi or increase hoti ha jab ke is me dukhi woh jata hai jis ko trading me loss hota hai woh bi humari apni mistakes ki waja se agar humare pass trading ke bare me knowledge nai hai or hum trading kare ge to hume loss hi ho ga
                  • #10 Collapse

                    bhai bilkul aisa ho hota hy, loog forex meen ratoon rat amair banany ki khohish ky sath a ni marzi sy enter tu ho jatay heen laikun lack of knowledge ki waja sy loss ho jata hy, bujaey apni ghultyoon ko sanwarnay ky wo apni mistakes hi ki waja sy trading chor jatay heen.
                    • #11 Collapse

                      theek kaha ap ne forex bhot trading bhot risky kam he yaha log apni merze se aty hen or jaty apni galty se hen q k n ki zara c galty un ka bbhot sa capital loss kerwa dety he but un ko jana nahi chaye apni galty se exprince lena chaye or dobara try ker na chaye
                      • #12 Collapse

                        G bro forex trading bohot samjh karna hota yahan log atay ha apni marzi se or over confident log is ma log is ma loss kara kar wapas bhi chalay jate ya unhe ak accha trader dikhana hota ban kar to profit jiada gain yahi greed k chakar ma phans jate to hame in sab chezon se care karni hogi.
                        :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
                        Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
                        • #13 Collapse

                          mera aap ko ye mashwara hai k kabhi b is kaam me ye soch kar na ana k me yaha pay apnay kaam ko kesay karo ga mjhay yaha pay kesay earning ho ge aap ko bus ye kaam pehlay seekhna hai aur kuch nahi.
                          • #14 Collapse

                            asslam oa likum dear's yes dear forex ma log aty to apne amrze sy ha our jaty tab ha jab unhy loss ho jata ha our loss unhy inke galtyoo ke waga sy hota ha our ya forex ko join akrny sy pahly learn be nhe akrty as liye unhy losss hota ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex traing ak online business ha sab ka liy ha forex ak ach business ha sab ko is ma boht pisa kamn ha to is ka bar ma jnio or is ma bhot pisa har koi kam sakta ha sab oko is ma kamkarn ha to is ka bar ma jan ho ga sab ka liy ha forex ak acha business ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X