Forex mai aao apni marzi say or jao apni ghalti say.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    zaber dest thread kya hai aap ny . Forex trading business mai hrr insaan kamyaab nhi hota hai . iss mai boht hi kmm log success hoty hai . or success wo hi hota hai jiss ny din raat hard working ki ho demo practice ki . or junoon ki hadd tq iss business mai interest lya ho . or nakaam wo hi hoty hai jo short cut ki neat sy atay hai or raato raat rich hony ka sapna dekh rhy ho ty hai . to aisay log kbi bhi kamyaab nhi ho ty . forex business ko business ki nzar sy dekhy na hi greedy ki nzar sy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      g han main ap ki baat say agree karta ho apki baat theak hay is forum main jo bhe ata hay us par zabardasti nahi ki ja sakti aur na he us ko zabardasti say is forum say hatya ja skata hay is main jo bhe ata hay wp apni he marzi say ata hay aur jab jata hay to apni he ghalti kiwaja say is forum ko nahi chor sakta balky wo apni ghalti ki waja say is forum ko chorta hay agr is main ghalti na kary to us ko loss na ho aur wo kam karta rahy ga............
      • #123 Collapse

        G han ap na bilkul teek kaha ha k log apni marzi sa atha hain or jab jate hain to b pata chalta ha k un ka account wash ho choka ha is lia ja rahe hain. usal ma un ma over confidence or zaroorat sa zeda lalach a jani ki waja sa loss ma chlae jata hain or bat ma sanble nai sakte.
        • #124 Collapse

          ji ha bilkul forex ek successful busines hai is leye log is business ki taraf atract hote hai but wo forex pe ahtiyat k sath kam nai krte is leye bht se ghaltiya kr k disheart ho jate hai r is busines ko chor dete hai to log ate to apni marzi se hai but jate apni ghaltiyo se hai
          • #125 Collapse

            yes forex ma ye bat bilkul thik hain. k is ma ap apni marzi say enter hotay hain. aur apni mistakes say baher ho jatay hain.mistakes ko kum kernay k liay ap ko deep learning kerna ho gi forex k baray ma.
            • #126 Collapse

              Forex Me Aksar Trading me Jab New User Atte Hen to Bagair Sekhe hi Kam Start Kar dete He apna Pura Paisa Deposit kar dete hen Forex me Pata na Hone ki waja Se Unhe Lose hojata he Isi pehle Un ko Sekhna Chaihe Fir kam karna Chaihe Essa nhi karte hen to lose ki wajja se bhag jate hen
              • #127 Collapse

                Yes dear forex main log aatey to apni marzi se per jatey forex ki marzi se . is ki boht barri reason 2 hain wo ye hain keh 1first mistakes jo newbie karta hai wo learning boht kam kerta hai forex market k barey main jis ki wajha se ussey market ki movement ka pata nhi chalta or ye sochta hai keh main ab trade kreney k qabil ho gya hon or reall account bana kr ttrade krna start ker deta hai or 2SRY MISTAKES YE KEH PHIR WO FOREX MARKET main tradeing k doran lalach krta hai or lalach ki wajha se wo loss karwa baithta hai or jab account wash ho jata hai to phir ussey majboran wapis jana parta hai is ki ye 2 barriy reasons hain dear
                • #128 Collapse

                  fortex business ko join karte hain apni hi marzi see lekin jab loss hota hay humari apni mistakes ki waja se agar humare pass trading ke bare me knowledge nai hota.
                  • #129 Collapse

                    ha jee bahi jan ye questan acha kiya ap ny k log aty to bare khoshe khosh hae likin agar jaty hae to who wakiy ap ne ghaltio ke wajha sy hae or on ke ye galte hote hae k who jald bazee karty hae or bagher sochy samjhy post karty hae jis ke wajha sy on ko los he los hata he bhae jee in ko chahe phly kuch tajarbat kar ly is from my pher ap ko profit ho ga or ap ko jana nahe pary ga
                    • #130 Collapse

                      ji ahn bhai apki bat bhi thk he ham ager ksi bhi busnis me koi nloss krte hen tu us me hamari hi galti hoti he yani ham esi koi milsteks krte ehn jo hamare loss ka sabab ban jati he forex trading bhi ek esa hi he busns he is me bhi ham ager koi galti na kren kafi profit eran kr sakhte hen
                      • #131 Collapse

                        Mairay dost log forex main yah sun ker bohat khushi say atay hain kay wo forex main jatay hi rich bn jain gay phir issi khwahish ki takmeel kay ley zayad risk kay sath trading kertay hain or loss kertay hain to phir bahi jana to dukh say hi hota hay loss ker kay khushi thora hoti hay.
                        • #132 Collapse

                          I think log buhat khushi sy Forex business ko join karty hain aur jab unhy loss ho jata hai to dukhi ho k is business ko chor dety hain , logon ko apny loss py dukhi ho k is chorna nahin chaiye kyun k loss is business ka hisa hai balky apni us galti sy learn karna chaiye jis galti ki wajha sy unhy loss hua hai aur apni trading ko continue rakhna chaiye.
                          • #133 Collapse

                            zarori nae hae kae har baunda forex ki trade ko chor kar jata ha kafi log ha jo kafi arse se trade kare hae or a6i earning karhe ha wo log waps jate ha jo trde mae mistke karte ha
                            • #134 Collapse

                              jab new trader is business main ata hay.to us ko yahi lagta hay kay is business main profit ko hasil kerna mushkil nahi hay.kue kay wo is time demo account main kam ker raha hota hay.or us time us kay dil main loss ka koyi dar nahi hota hay.mager jab wo real trading main ata hay.to us kay dil main dar bi a jata hay.bas usi waja say us ko is business main loss ho jata hay.or wo is business ko chor deta ha..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g bhi ap nay bhot achi bat ke ha ma ap ke bat say bhot zada agree kata hu is liya ma be sb ko yahi khana chata hu or wesay ap nay yeah achi bat ke ha k yahan to ap apni marzi say attay ho or jatay apni galti say he ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X