Forex mai aao apni marzi say or jao apni ghalti say.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    yes nice post app forex men jub bhi joink arty hen to ana or join karna bht easy hen but trading ko maintain rakhna bht mushkil so becarefully,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      is ki wajah ye ha k puri tarah se learning k bina ajaty hain Forex trading ma or phir is tarah se earning k bijaye loss hota ha or is tarah se sara hard work or money zaya ho jati hai to phir dukh hota hai lakin jana nhn chaea balkyapni mistakes se seekna chaea.
      • #183 Collapse

        Gee bhai mai bhi aap logon ki baat sai agree kerta hoon yaha jo bhi aata hai wo jald bazi ka muzahira kerta hai phir jub sub loss ker deta hai to khali haath wapas chala jata hai.
        • #184 Collapse

          well jnab , ap ne jo thread kara hein tu emin iss baray mein yeh akhoon gee k bai haan atay hein khushi se magar loss honay pe himmat har dein gein tu phir bhala kaisay agay jahay gein , so himmat nai harni n aur mehnat karni hein
          • #185 Collapse

            Ji ha bhai aty to apni marzi sy he or apni hi galti sy jaty he q k jab malomat nei hoti he or apna kam sharo karlyty he per won ko los hojata he to pes wo chaly jaty he is me shabar sy kam lyty he or dimak sy asha nei karo gy to los or los per jana to pary gana
            • #186 Collapse

              you are right forex main log aate to apni marzi or khushi se hain magar jab koi ghalti kar bethte hain to forann forex ko leave karte hain meri advice un ko ye hi hai ke ap apni ghalti ko sudharen or achi planning ke saath trading karen.
              • #187 Collapse

                i agree with you log aaty to kushi kushi hen mgr jaty dukhi ho k us ke wja ye hei k wo proper traning ly k nhi aaty unko is business ka pta nhi hota or aty he loss kr beth ty hen ye to un ke apni mistake hei jo 1 bar sekh kr ata hei or kmana shoro kr deta hei usko loss ho bhe jaey to kabi bhe wapis nhi jata
                • #188 Collapse

                  log is ko sahi sa samjhay bina forun real trade shru ker detey hai or khud ko bara trader samjh laitay hai ye over confident hi un ko yaha se janay per majboor hota hai
                   
                  • #189 Collapse

                    g han forex me aksae newbie k sath esa hi hota he k wo disopoint ho k forex ko chor dete hein kun k unhein loss ho jata he is ki ye wja he k wo quickly earning krne ki skchte hein greed krte hein apne emotion ki wja se mistake krte hein jis ki wja se unhein loss ho jata he is liye wo leave kr jate hein.. lekin esa ni krna chahiye pehle forex ko ache se smjhna chahiye
                    • #190 Collapse

                      G han forex market ma jab tk ap profit karte hen tu ap bohat kush hote hen or jese hi loss hota he ap udaas ho jate hen forex market ma jazbaat par kabboo rkhna chahiye
                      • #191 Collapse

                        forex me mistakes ka sapecily khayal rakhna parta ha, is se pehly hamen iski detail ko read karna chahye then isko start lena chahye warna $ urr jaty hn aur acount block hojata ha
                         
                        • #192 Collapse

                          g han bhai jan bht sary logo k sath aisa hota h or wo un ki apni galtiyon ki waja se hota h hamen pehly demo account pa is ki achi tarhan practice karni chaiye or knowledge hasil karni chaiye phr real account par job karni chaiye.
                          • #193 Collapse

                            forex me mistake se acount block hojata ha sari mehnat zaya hojati ha islea pehly iski detail ko read karna chahye then isko start lena chahye
                             
                            • #194 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                              log forex mai aatay to apni marzi say hain bari khushi khushi or jaty baray dujh kay saath aisa kiyo hota hay kya is ki koi khass waja hay to share karein.
                              mere nai khiyal k log forex trading sa dukhi hon gy kun k forex tou bohat acha business ha aur sb sa baree bat ye ha k hum apni merzi k mutabiq is pr kam krty hain is ma koe pabandi nai ha jaha tak mera khiyal ha k wo log is ma sa dukhi ho k jatay hain jo bar bar loss ma jaty hain due their lack of knowledge ager wo sekhny k baad trade kry gy tou khush hon gy na k dukhi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                dear aap ne bohat achi baat ki hai main bhi aap ki baat se agree karta hun,, or main sirf ye he kahunga ke humein forex ki trading ko soch samajh kar karna chahiye, agar hum forex ke business ko soch samajh kar achy se study kar ke karty hein, tou hum qamiyaab hoty hein, or hamein business mein lalach nhi karna chahiye, jitna mily shukar karna chahiye, es tarah hm forex ko nhi choren gy,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X