money management?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    money management har chez me ihm hote hai kyn ke ap capital lagate ho apna aur us capital pe ap marginal trading ke zarort hote
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han of course meri thinking k mutabik forex k liye knowledge bohat e ahmiyat ka hamal hai kyue k es main kafi expeience ki zarurat hoti hai es liye banday k kafi experience hona chahiye. he is the best business of the world.
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: asif121 پيغام ديکھيے
        forex trading main money management ka aksr zikr hota hay ye kasy ki jati hay kia faida hay es ka koi detail say bta day mughy
        welll bro mere khayaal main tu Money mangement ye hai k trading mai money invest karna aur us k baad ap ko ye dihaan rakhna huta hia k is ko zaya belkul nhi hune dena hai,.
        • #34 Collapse

          bhai dheko main mony management k baree main nahe janta ho phele baar suna hai yaa name kia ho ta hai
          • #35 Collapse

            Achi Earning Dy saktaa hai Tou Dosraa Kam Karnay ki Zaroorat kya hai or Dosri baat ye k kisi or kaam main Bhi lagay Rahain Gy Tou damagh 2 Alag alag jaghaa par chaltaa Rahay gaa... Agar Aap jagnay Say Sonay Tak Ka Time Forex Ko Dain or sachi niyaat Say isay Sekhnay ki koshish karain Tou yakenaan Kamyabi Ap K qadam chomay Ge,main Samajhtaa hon,,,,.
            • #36 Collapse

              ji haan dear forex mai aapko money ko manage kar kay trade lagani parti hay ku kay jub talak aap money jo aapnay invest ki hay is ko manage nahi karen gay to aapko loss hi hogaa ku kay aapko nnahi pataa lagay gaa kaya aapko karnaa kia hay is liyee money manegment kaa apko lagana bhut zarori hay
              • #37 Collapse

                yar forex trading main money mangement ki bohat importance hai kun ke money managment se hame kafi prefit ahsil ho sajta hai
                • #38 Collapse

                  forex me money management nahi ati hai to aap ko ye kaam kafi had tak nahi ata hai krne ko money management kehte hyn aur is main lot size ka bhi kaaf ibara role hota hy
                  • #39 Collapse

                    money management ka bohat role hay iss business main money hi apko sahi kamyabi dilaati hay agar apk pas big monmey ho to apka account safe rehta ahy or ap easily trade kar k acha profit kama skte hain.
                    • #40 Collapse

                      money management ki forex mein bht zada importance hai ager ap ka pass ya skills nehi nehi tu ap ko loss ho ga new trader is liya zada failure hoty un ka pass achi money management nehi hoti
                      • #41 Collapse

                        yes you right it is about psychology and emotion.
                        where we will not found when we trade using a demo account.
                        • #42 Collapse

                          forex trading main hamen money mangement karni chahye ta ky ham forex trading main loss sa bach saken or forex trading main zayda sa zayda profit kama saken .forex trading main profit kamany ky lye hamen forex trading main money management ki bohat zrorat hoti hai .
                          • #43 Collapse

                            dear money ko manage karna bohat he zaruri hota hai and agar hum apny capital ko dakh kar he trade karain gy and us main lot size bhe kam he rakhain gy to money easily manage ho jaye ge..
                            • #44 Collapse

                              Dear hum daily basis pe jitna bhi profit earn kerty hn us main se kuch profit hum nikal lety hn aur baqi hum invest kety hn es investment ko waqt k sath sath increase krna aur maintain rakhna bahot zrori hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                money management karna easy hai aur forex mein hard working aik success ki taraf way hai aurr jo is business mein hardworking karta hai wohii trader is mein much money make karta hai otherwise forex aik highly risky business hai aur kafi trader is business ko dislike kartaay hain aur is par trade nai kartay so ap is mein effort kareey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X