money management?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management?
    forex trading main money management ka aksr zikr hota hay ye kasy ki jati hay kia faida hay es ka koi detail say bta day mughy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar aap ko forex me money management nahi ati hai to aap ko ye kaam kafi had tak nahi ata hai so aap ko yah pay ye kam ko kar k he sekhna chahye na k isay seekh kar karna chahye.
    • #3 Collapse

      Assalam o alikum jo janab baat ye hay kay forex trading main money management ki bari importance hay kun kay aap ko pata hona chaheye kay kam pesa invest kar kay zeda profit kesay earn karen aur pesa kitna save karen aur kitna invest karen business main
      • #4 Collapse

        kam risk par apnay Capital ko Trading Main istemal karnaa is called money managment,stoploss is ka ek eham quliyaa hai,Jo Traders money Managment Kar k Trading Kartay hain wo forex main Lambay Time tak survive Kar Saktay hain
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          demo account pe trading kar k knowledge and experience gain karen kyun k demo account se humein forex trading k risks k bare mein pata chalta hai is lye trading seekhne k lye demo account is very best.ye kehna ghalat nahe hoga ke demo learning is the mother of forex trading lekin is ke liay zzaroori he ke demo ko theek tarah se samjh kr learn kia jaey.
          • #6 Collapse

            I agree with you money management forex ma bahut he ahmiat rakta ha agr ap apne aap ko successful trader banna chahte hain tu aap ko apni strategy or planning behtar banan parega or ye tab mumken ha jab ap ke pass knowledge or experience or managereial skil ho money ko kaha or kab invest krna ha or kis tarha is ko manage krna ha
            money management se he ap kamyab ho saktien hain
            • #7 Collapse

              brother money management karney kay liye humein forex mein learning karni ho jiss say hum money management easy kar saktey hain lekin brother hum forex mein big capital par hi management karni chahiye jiss say hum loss say bach saktey hain
              • #8 Collapse

                ye kehna ghalat nahe hoga ke demo learning is the mother of forex trading lekin is ke liay zzaroori he ke demo ko theek tarah se samjh kr learn kia jaey.money management forex ma bahut he ahmiat rakta ha agr ap apne aap ko successful trader banna chahte hain tu aap ko apni strategy or planning behtar banan parega
                • #9 Collapse

                  kam risk pe apni investment ko use krne ko money management kehte hyn aur is main lot size ka bhi kaaf ibara role hota hy bus money management krne ke baad trading krne se loss se kam nuqsan hota hy
                  • #10 Collapse

                    Bro is me Hota Yeh he k Logo Ko trading karna samjh nhi ati ya kisi Masrufiat ki Wajja se Wo apni Forex money managment karwata he jis par agla Manager usko Apni Raqam ka weeky ya monthly profit deta he
                    • #11 Collapse

                      forex market me success hone ky bahot he bara or success formula he money management ka jo be money management ko use kry gy wo es me best earning kry ga ham es me good or ache earning ke le money ko use krna hota he es ko formula ke hesab se kya jata he
                      • #12 Collapse

                        forex trading man money management ka kna lazmi hota ha is ki wajah yh hoti ha keh jab is main forex trading krain gy to is main money management lazmi krna ha is ka mtlb ha keh apny balance ka sath rh kr trade krna ha balance sy over trade na krna hota ha
                        • #13 Collapse

                          Forex main zarori hai k trader k paas management skills bhi hoon agr aik trader apni trade ko manage hi na kr sakey then us sy ye kaisey expect kiya ja skta hai k wo profit earn kr skta hai. Money management sy murad ye hai k trader ko pta ho k kaisey kum paisa invest kr k wo profit earn kr kr skta hai.
                          • #14 Collapse

                            Assalam o alikum jo janab baat ye hay kay forex trading main money management ki bari importance hay kun kay aap ko pata hona chaheye kay kam pesa invest kar kay zeda profit kesay earn karen aur pesa kitna save karen aur kitna invest karen business main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai ap jooi bhi bussnis krte hen us me ap ko deposit yani koi npaise kagaenge tu hi ap koi bsns kr sakhte hen zahir c bat ap koi bhi bussnis bagir ksi inves k tu ap nhi kr sakhte hen trading bhi koi esa hi bussnis he is me bh hamen mony managment yani deposit krna prta he tb hi ham profit bhi kma sakhte hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X