Kya islam mein trading jaaiz hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya islam mein trading jaaiz hai
    Humaray lye yehi janana kaafi hai kay hum trading kaise start kartay hain yani hum bilkul sahih tareeqay sae seekh ker iss business mein aatay hain aur yeh nahin hai kay sirf hum paisay sae gambling kar kay paisa kamatay hain iss lye forex bilkul halal hai phir bhi aap kisi baray aalim sae mashwara ker saktay hain aur apna mind clear kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul jazz he aor jaz wo har kam hota he jo insaan mihnat kar k kuch kmata he wo yakeenan jazz he na jazz to wo karobar he jiss me mihnat na ho aor allah ka shukar he k allah ne hamen jazz kam karne ki toufeek di he
    • #3 Collapse

      Asslam o alaikom i thnik ye kam galt nai hai q ke is me ap ko bohat mehnat karni parti hai aksar traders ki to rato ki neend haram hpi rehti hai is kam me ap ko mehnat or strgle ke bad profit milta hai jaisay kuch kam ap ko joamani tor per sarinjam denay hotay hai waisay hi forex pe ap ko mently tor pe kam karna parta hai so ye kam agr ap sahi taraqay se kar rahay hai yo sahi hai lekin agr ap shortcut or galat rasta ikhtiyar kartay hai to zahir hai ye kam ap ke liye sahi nai hai pher
      • #4 Collapse

        Assalam alaikum bhai islam ak aisa deen hai jo hamain zindagi ka her masla main us ka hal btata hai dunia main koi aisa mazhab nea aya jo ak mukamal zabta hyat rakhta ho islam hamain tejarat ke ijazat deta hai laikin us ke kuch conditions han ka ap ko trade main profit ak had tak rakhna hota hai aur iman dari sa trading krni hoti islam hamain tejarat ke ijazat deta hai
        • #5 Collapse

          ji bilkul islam main trading bilkul jayez hai q k ye ak halal business hai or hum is ko ak halaln samjh kar hi karty hain k ye ak jaez business hai or islam ak esa din hai jo humy sahi or galat main farak bata ta hai or hum is ko achy sa kar sakty hain
          • #6 Collapse

            maray khayal main islam eik assa religion hai jis main hardwork sa kamaya hoya pasay ko haram nai kaha ja sakta hay or is business main hum na to kisi ko dhokha day rahay hota hay na kisi ki mahanet ko apnay hissay mian dal rahay hota hay , hum apni mahanat kertay hay post say pasay hasil kertain hain is say business kertain hain or phir money latay hain to Islam main haram hai ho ga
            • #7 Collapse

              dear forex freAnd hm pora month posting learning kr k bonus hasil krty hen ye ni mehnt sy bonus Kmaty hen pher profit k liy tread lgaty hen tu mehnt sy kmayA Gaya.pesa kesy na jaiz.ho skta h bilkul jaiz h.
              • #8 Collapse

                Mere khayal mein koi bhi aisa business jis mein mehnat se pese ayen aur us mein loss and profit dono hi shamil hon to woh bilkul jayz hey aur forex mein bhi hum agar lalach karke gambling kartey hein to hpir yeh haram hi hey aur agar hum proper knowledge aur experienc ke sath money management ke sath work karen to hum is ko halal kh saktey hein aur yeh halal hi hey
                https://t.me/pump_upp
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Yes of course forex trading main hamain chiay kay jab bhi ham trading karain apnay insta forex bonus account say to hamain.
                  Exchanges rate pay karna parta hai. Hamain chiay hots hai kay market main ham jab Annalise kartay hain .
                  To hamain chiay kay ham trading jab bhi karain to Islamic accounts open kar lain is tara hamain acha profit bhi milay ga.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X