Humaray lye yehi janana kaafi hai kay hum trading kaise start kartay hain yani hum bilkul sahih tareeqay sae seekh ker iss business mein aatay hain aur yeh nahin hai kay sirf hum paisay sae gambling kar kay paisa kamatay hain iss lye forex bilkul halal hai phir bhi aap kisi baray aalim sae mashwara ker saktay hain aur apna mind clear kar saktay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим