jab tak loss ni hota tab tak ni sekhta hai koi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ji app ne sahi kaha hy insaan apni galtion se hi seekhta hy bilkul isi tarhan business main bhi hum bht kch apni mistakes se hi seekhtay hain is lie loss ko kbi bhi dil per ni laina chahiye kaamyab trader wohi hota hy jo apne hone walay loss k peechay apni galtion ko notice krta hy or koi bhi trader aisa ni hy jis during trading kbhi loss na kia ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Members ye baat theek hai k jab tak loss nahi hota tab tak new trader learn nahi ker sakty hsin kyunk wo new hotay aur wo apnay senior and professional trader ki baat nahi many aur loss kerty hain balkay kuch trader apna account wash ker bathy hain wo khud ko bohat bra trader samjhtay hain new trader profile ko daikh ker greed ho jaty hain.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Lalag پيغام ديکھيے
        Assalamualaikum ni bhai asa kuch ni hai ur na zaruri hai keh apko loss ho to AP seekhty Han AP waisy bhi seekh sakty ha bus agr Banda seekhny wala ho to AP demo account SA bahot kuch learn Kar sakty aur apny senior ka sath kuch din Trading Kar ka seekh sakty bus Banda seekhny wala ho tub yeh hota hai ...AP dosro ki galtian SA aur unka experience Sa seekh skty Han..
        Assalamu alaikum bhai Hume trading mein loss bhi ho sakta hai Yeh Baat Hame yaad rakhna chahiye Hamesha aur Hamesha Insaan galtiyo Se Hi sakta hai Jitna Hame launch Hoga Hume Itna Hai experience Hoga on next time Hum Wo Galiyan nahi karenge Jab trading Mein Kisi Ko profit hota hai to uski Himmat Ban jati hai aur loss se hame ghabrana nahi chahiye Kyunki kamyabi Ki Raah Mein recover time bahut Aati Hai
        • #19 Collapse

          Zahir hay jab apko loss hooga tabhi too app ko samajh ayee gi k apnay kahan aur kia mistakes ki hain jo apko baar baar yad ateen gi aur app bht safe way mai trading kareen gay
          • #20 Collapse

            Assalamualykum friends, ap ki bat thk hy main agree karta hon es say jab tak ap k pas kisi chez ka experience ni hota ap kmyab ni ho sakty aur experience ap ko jo los say milta hy us say ap buht khuch seekhty hyn but yeh zarori ni k ap ko los ho ga.
            • #21 Collapse

              g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se garee hun forex trading main jub tak hmain loss nahi hota tab tak hmain apni leraning ka andza nahi hota hai k hmain kis point ko sikhna rahat hai or har trador apny los se he learning karta hai or koshsih karta hai k aik galti se howa loss dobra os galti ko nahi dohrana ayse he wo kamyb hoty hain
              • #22 Collapse

                bhai jan yah aap ki bat thek hai k jb tk loss nahi hota koi sekhta nahi but Koch asy bhi trader hain jo bar bar loss kr k tb bhi nahi sekhty loss ho kr koi sekh jay yah to achi bat hai hum ko apni mistake sy sekhna chaye
                • #23 Collapse

                  Yeh haqiqat h k insan hmesha apny ghaltyon sy sekhta h agr us ko ghlti sy nuqsan ho rb us ko ehsas hota h...forex tradinfg b aik aisa hi business h jis m ap ki ghltayn or fr inn sy sabaq hasil krna buht matter krta hh ...jb ap aik ghlty kren gy to nexr ap us k bary m conscious hn gy k iss sy kia nuqsan ho ga..issi ko forex trading m experience kehty hn...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    forex trading main loss hony ki boht se wajoaht hti hai es liye hmain hmaisha he apni galti par loss nahi hota hai kbhi kbhi market k chanak move hony par bhi hmain loss ho jata hai es liye aghr loss se learn karna hai tu yah conferm ho k loss hony ki wjah hum khud hain os k bad apni galti ko recover karen ta k ap wo dobra galti na karen or apko dobra os bat se loss na ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X