jab tak loss ni hota tab tak ni sekhta hai koi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab tak loss ni hota tab tak ni sekhta hai koi
    salam friends,

    mera ye apna personal tajurba hai or mene yahe market me her dosre trader k sath hota huwa dekhta hai k jab tak forex trading loss ni krte hain tab tak wo trader ko achi tarha sekh he ni pate hain dosto esi lia me ap logo ko yahe suggest karunga k agar start me apka loss hoto ap heemat na haren na he dil chota karen balkay ap heemat se kaam lain or apne ander sabar or bardasht peeda karen or phir us se achi analyse krne ki koshish karen market me or apni mistakes dur karen q k jab tak insan loss ni khata hai tab tak wo 1 acha trader ni banta hai or na he serious hota hai dosto
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jee mashhur hay na kay gitray hein shahsawar hi maidan e jang main to aysay to ho nai sakta hay ham forex market main entry point dain aur hamin profit ana start ho jaye jab tak mhamin loss nai ho ga us time tak bhala ham apni mistakes se kesay seekh sakty hein..
    THKS
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum ni bhai asa kuch ni hai ur na zaruri hai keh apko loss ho to AP seekhty Han AP waisy bhi seekh sakty ha bus agr Banda seekhny wala ho to AP demo account SA bahot kuch learn Kar sakty aur apny senior ka sath kuch din Trading Kar ka seekh sakty bus Banda seekhny wala ho tub yeh hota hai ...AP dosro ki galtian SA aur unka experience Sa seekh skty Han..
      • #4 Collapse

        forex trading aik worldwide online business hy is liye is business ka knewledge bhi worldwide hy aur new trader ko kam knewledge se loss hota hy aur jab loss ho jaye new trader ko tu un ko cahaiye k is loss se kuch learn karain aur dishart ho kar forex trading business ko choorna nhi cahaiye aur himaat se kaam laina cahaiye aur js waja se loss ho us mistake ko dekhna cahaiye aur us galti kotheek karna cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur knewledge experience hasil karna cahaiye phr aik din profit ho ga
        • #5 Collapse

          Assalam alaikum bhai forex ak bahut bra business hai us main ap sa mistakes ho jati han laikin ap ko chaya ka apni mistakes sa seekhen agr ap apni mistakes sa seekhta han tu ap ak acha business man ban sakta han koi bhe business ho jab ap us ko shuru krta han tu ap kafi mistakes krta han aur ak acha business man wo he hota haai jo apni galtion sa seekhta hai
           
          • #6 Collapse

            Ye bat bilkul darust he k trader profits se itna nai seekhta jitna loss trade ko sikhata hr, daily routine ki ghaltian jb tk loss nai hota trader unko ignore krta rehta he, magr jb kbhi loss ho jay to pata tab chalta he ye ghalti kahan se hui aor keon hui, phiir ja kr trader uski ghalti ko nao dohrata he,
            • #7 Collapse

              loss to sirf galtian hoty hai yeh har new trader par zaroor aany hai jab yeh sari galtian thori thori kar k khatam kare gai phir b boht kuch sikhnay k moka milta hai yeh ek ek galti boht kuch sikhaty hai is loss wali galtio se pershan nai hona chain
              • #8 Collapse

                g bilkul galtion sy he insan seekhta hy jb tk hm galti nhi kr lyty tb tk hm mature nhi hoty jb tk hm apni galtion sy nhi seekhty insan ki sb sy bari teacher uski mistakes hoti hy agr insan me apni istakes sy learning ka jazba ajaye to phir usky liye kuch bhi mushkil nhi rehta r jb tk loss na ho tb tk insan success ky liye utni effort bhi nhi krta
                • #9 Collapse

                  yes brother apki bat theke hy ye busness hy aur loss sur profit eska hisa hen jab hamen loss hota hy to ham apni galti ko durst karny k lye zyada mehnat karty hen nae sere se sekhty hen taky dobara galti na ho aur loss bhi kam ho.
                  • #10 Collapse

                    Nahe brother main app say agree nahe kerta hoon forex learning k leay zarori nahe hy k app ko us maen shiro main loss ho our pher aim time aey k app us main loss ki waja say professional trader ban jaen app start maen he acha profit kernay ki wja say forex maen acha profit earn ker sagty haen mean us ko mazeed siekh sagtay haen to app ko forex ki learning karna ho gee pher he app aik successful trader career k ahuro say he banana shuro hoon gay
                    • #11 Collapse

                      Assalamualaikum ni bhai asa kuch ni hai ur na zaruri hai keh apko loss ho to AP seekhty Han AP waisy bhi seekh sakty ha bus agr Banda seekhny wala ho to AP demo account SA bahot kuch learn Kar sakty aur apny senior ka sath kuch din Trading Kar ka seekh sakty bus Banda seekhny wala ho tub yeh hota hai ...AP dosro ki galtian SA aur unka experience Sa seekh skty Han..
                      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                      • #12 Collapse

                        ni ya zarori ni ha ka loss ho to insan seekhta ha warna ni apko market pa nazar rakhni chaiya aur greed ni karni chaiya is trhan ap ko loss bhi ni ho ga aur ap aik ach profit earn kar sakain ga
                        • #13 Collapse

                          Bhai ap koi bhe business krta han tu ap ko lose ya profit hota hai lose aur profit tu her business ka hisa hai aur lose tab hota hai jab bnda sa koi galti ho to bnda us sa seekha jo bnda galtion sa seekhta hai wo kamyab hota hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Asslam o alaikom g bilkol aisa hai is ki misal waisay hi hai ke insan apni galtion se hi seekhta hai lekin insan wohi hai jo ek galti ko bar bar na dohray maslan agr hamay loss hota hai to hamay dekhna chahiye ke kaha hum se galti hoi or wo galti dobara nahi karni chahiye jab trade karay stop loss laga lain ta kr ap ko un expected loss na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
                              salam friends,

                              mera ye apna personal tajurba hai or mene yahe market me her dosre trader k sath hota huwa dekhta hai k jab tak forex trading loss ni krte hain tab tak wo trader ko achi tarha sekh he ni pate hain dosto esi lia me ap logo ko yahe suggest karunga k agar start me apka loss hoto ap heemat na haren na he dil chota karen balkay ap heemat se kaam lain or apne ander sabar or bardasht peeda karen or phir us se achi analyse krne ki koshish karen market me or apni mistakes dur karen q k jab tak insan loss ni khata hai tab tak wo 1 acha trader ni banta hai or na he serious hota hai dosto
                              Assalamualaikum Ji Bhai main aapki posco rate Diya Hai Lekin mere ghar mein aisa nahi hai ki jab tak Hume Dost Na Ho Hum trading Nahi sikhenge Hum trading Shahid Jayenge Agar Hame profit bhi Hota rahe hain lekin jo Ek chot kha kar Zakhm Milta hai us jakham ko Bhar jane ke baad next time Hum usko dubara nahi khate Kyunki Hame Pata Hota Hai ke woh kaise lagi ISI Tarah Uska Bhi Sab Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X