Too much indicators can lead to Danger and loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear forex k buisness mein indicators ko b bohat zyada importance hasal hen aur humen in ko use karna chahiye lekin in ko bohat zyada use nai karna chaiye balkay zaroort k mutabiq karna chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes too much indicators donot bring us to success but in loss becuase it is well known quote that it is after some loss ther is profit..........
      • #18 Collapse

        g dear mary khyal me to as forex business m indecator ki boat zida ahmyat hay or as me hum asani say trading kar k munafa earn kar saktay hay
        • #19 Collapse

          yaar baat pta kia hy yahan sab kuch hi kahtrnaak hy or har trade hi humari risk hoti hy ya sab indecators ETC sab baatin hi hian bus ya humian andazan hi btaty hian. ya sab trend py chlty hian trend in ki vja sy nai
          • #20 Collapse

            Dear indicator sirf aur sirf hum ko poorana data se he btaty hain k market poorani kesi jaa rhi hain aur aagy kya ho ga ye indicators kabhi bhi nhi btatay hian ye pst ka data show arty hain tu in par zeda inhisar nhi karna chahiey
            • #21 Collapse

              Indicators ka zyada istemal aap k confidence ko khatam kerta hey isliye inhey kum use kerna chahye bulkay market ki movements ko zyada dekhna chahye or yeh kaam khud sey kerna chahye na kay indicators ki madad ley ker inhey use kren hum sab.
              • #22 Collapse

                Forex trading me indicator ki baht ahemiyat he lekin market hamesha fundamental hi chalti he aur technical analysis ka ziyada se ziyada 70% result hota he is se ziyada nhi hota is liye news ki khabar rakhen.
                • #23 Collapse

                  mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko nahi hota hai.
                  • #24 Collapse

                    han ye baat thek ki gai hai k too much indicators will definitely will lead you to the loss and a big danger... so traders get knowledge and use your experience to make things possible.. try to learn as much as you can...
                    • #25 Collapse

                      Bhi aap news ki khabir rakhain q ky uc say aap ko market main aane wale utar charhao ka pta chal jay ga kay ic waqt market kay kia halat hain or agay aap ko kia step rakhna hay.
                      • #26 Collapse

                        too much indicator can learn to danger and loss.plan is most important thing for doing best trading with forex, so make good and strong plan before investing real money in the forex market, if plan is poor then surely result will.so you are expert enough than success.
                        • #27 Collapse

                          indicators ke hawale se main ek bat kehna chahta hon ke jitne zeyada indicator use kiye jaine utna zeyada galt result samne ata ha behtar yeh ke bohat kum indicators use keye jaian is se ap puzzle nahi hon gay or sahi trade laga lain gay.
                          • #28 Collapse

                            gee han hame trading karte hue bohat soch samajh kar indicators ko use karna chahie kun ke indicators wrong bhi ho sakte hain or hame loss bhi ho sakta hai
                            • #29 Collapse

                              G han ap ki bat theek hay bohat zayada indicators aik to confusion ko increase krtay hain jis say tarde krnay main duswari hoti hay iss ley forex main price action ki strategey ko best mana jat hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                too many.indicatoes are usually caused of confussion to a trader. the loss is imminent to a trader that does not have a particular source of signal. different indicators are having different working principles. they therefore will not a common result and by that confussion will hit the trader and then loose out.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X