Too much indicators can lead to Danger and loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    my dear friend jahan tak mera khyal hai trader ko pora ka pora inhisar indicator pe nai krna chahiye bal k apne b kch analysis krni chahiye ta k profit ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      janab ap shayad theek keh rahay hain waisay agar main apni baat bataoon tu main indicator istamal nahin karta main tu sirf gold main trading karta hon aur wo bhi fundamentals per trading karta hon aur main is main kafi had tak kamyab bhi ho raha hon.
      • #198 Collapse

        yes i agree to you.too much indicators ki wja say trader puzzle ho skta hai or smj nhi ata k kis indicator ko follow kiya jaye.Accorrding to me trader ko zyada say zyada 1 indicator ko use kr lena chahiye or baki sbi cheezay mt4 say use krni chahiye jesa k Fibonacci,,Equidistant channel,,ETC,
        https://t.me/pump_upp
        • #199 Collapse

          jab hum trade karty hain to humain is main learning kar kay kam karna ho ga is main indicators ko use karn aho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho gi magr humain is main kafi risk hota hay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #200 Collapse

            g han forex trading mien ab ap koi bohat ziyada indicatros bhi sue nahi akren balke is mien ap bohat acha combination bana kar is mein trading karenge to ap achi trade le sakte hian.
            • #201 Collapse

              humain is main indicators ko use karna ho ga kun kay humain learning kar kay practice say kam karny main achi earning hasil ho sakti hay dmeo ko use karna ho ga ta kay loss km ho
              • #202 Collapse

                Agar ap indicators ko follow ker ky trading kerna chahty hain tou sirf aik hi website sy hasil hony waly indicators ko follow kerain kyun ky jitny zyada indicators ko follow kerain gy tou all indicators different from one another tou ap confused ho ker agar indicators ko follow ker ky trade open kerain gy tou loss hi kerain gy
                • #203 Collapse

                  Main indicators par ziada depend nahi karta aur in key sath sath signals aur time frames sey bhi help leta hoon. Yeh predictions hoti hain aur saheeh bhi ho sakti hain aur wrong bhi ho sakti hain. Is leye in ko final nahi samjhna chaheye aur in sey just aik andaza lena chaheye keh kis direction main trading ki jaye. Aap khud sey bhi market key trend ko check krain takeh big loss sey bacha ja sakay.
                  • #204 Collapse

                    Hamain indicators par ziada depend nahi karna chaheye aur just predictions key leye use krna chaheye. Indicators key elawa time frames aur signals bhi hamain trading main kafi help kartey hain. Yeh indicators 100% correct nahi hotey aur in par fully depend karna dangerous ho sakta hy aur in sey loss bhi ho sakta hy.
                    • #205 Collapse

                      indicator ko use kar k hi hum market main trade kar skty hain aur trade karny k liye experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho aur profit ho
                      • #206 Collapse

                        G han ap ne boht achi bat ki hay forex trading may humay zada indicatoers use nai karny cahiay is se hum apna loss bhi kar sakte hay humay cahuay k hum apni achi straghtegi banay aur us par work kary
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #207 Collapse

                          G haan bahut ziyada indicators agr hum use krtay hain to baz dfa wo hmain confusion main daal detay hain so aik ya 2 indicators pay jb achi girift ho jaye to us k bad trading start krni chaheay. Aisay he tukkay lganay say loss he hota ha. So jo indicators apko easy lgain wo use krain trading k doran aut ziyada indicators k use say avoid krain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X