Failure is the pillar of success in Forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    assalam o alaikum g bhai jan forex aik aisa risky business hai jis me loss bhi hota hai butt agr humen loss huwa us k liye humen ise chorna nahin chahiye bulky is se kuch seekhna chahiye or dobara wo ghaltian nahin krni chaiye jin se loss huwa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Every single inability aids you with a brand new session. We understand brand new skills and your standpoint to your different conclusions most of us required becomes remedied which will help you later on trading.
      • #183 Collapse

        g han bilkul thek kaha ap ny k hamesha trader ko jb b loss hota hy to wo us sy sabaq hasil kry r us ko dobara hony sy roky q k acha trade wo hota hy jo apni galti ko bar bar ni dohrata es leay loss k dar sy kisi chez ko chorna ni chaheay hamesha himat sy kam lena chaheay r har moqbly ka samna krna chaheay na k dar sy bhag jana chaheay
        • #184 Collapse

          Kisi bhi business main nakami kamyabi ki seerhi hoti hy. Jab tk aap nakam nahi hotey aap ko business ki samjh nahi aati. nakamy key bad hum buhat careful ho kar business kartay hain aur kamyab rehtay hain. Is leye demo account main trading karni chaheye takeh aap ky wrong aur right decisions ka pata chal sakay.
          • #185 Collapse

            dear friends.kisi b nakami se dil ni chota kerna chaiye.q k nakami hi kamyabi ka sabeb banti hy.isi tara forex me hota hy.ager ap k kam kerty huy nakami mil jy to kam na chorain balke apni galti dhoondain.us galti ko dobara na kerty huy kam karian ap kamyab ho jain gy
            • #186 Collapse

              g ha g jnab,,,esa bhi hho hi skata hay jnab....ager is main kamyabi ho jaye na jnab,,to insan tar jata hay jnab,,,agerr na ho to phir app khud hi samjh laon
              • #187 Collapse

                hmm yes u can say that but if failure want to learn after there mistakes or failure hi hain jo market ki sahi news dy sakty hain unhon sy bht qareeb sy dekha hta hai
                • #188 Collapse

                  g bhai pehli dafa to loss ho hi jata hai lakin is se ghabrane ki koi bat nahi hai bas mehnat kar k apne loss se sabaq sikh k trading karni chahye.aur failure k baad hi success milti hai so dont lose your hope.
                  • #189 Collapse

                    Han ye bat to sahi hi kahi hai bhai jaan aap lne , kay ghaltion se hi hum sekhtay hen , magr ye saari learning agar hum demo account ki practice kay wakt sekh len to acha hoga , or real trading kay wakt agr ghalti kren ge to loss ho ga is lye zyada mistakes na kren
                    • #190 Collapse

                      Hi han bhai failures and mistakes are the part of life jb to ap in cheezon ko experience NAE karain gay to a ap main correction and mazeed learning ki khwahish NAE ho GI or istrha ap kbhi BH khud ko learning k qabil nae bna pawn gay
                      • #191 Collapse

                        The failure of the pillars of success in Forex trading is a very helpful demo account Forex business is very easy, but you will not be able to earn a profit in any trade, you can change your life ... You can also take off and win, Forex, but when you win than win brush.
                        • #192 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
                          Failure is the pillar of success in Forex. In Forex you cannot win every trade because its impossible. But the thing you can do is gain more and more experience by trading on Demo account. Demo accounts really help to earn profit through experience. If you gain practical experience it is more better for you. So remember one thing that you will lose and also win but profit will be made when you win for than losing
                          Main is baat se agree krta hu k failure is the pillar of success in forex,,failures se kbhi ghabrana nae chahiye mayoos nae hona chahiye,,failure se learn krna chahiye or us se faeda uthana chahiye,,forex main ap ko profit bho hota hai o loss bhi ho skta hai,,lekin loss ho jae to pareshan nae hona chahiye balky ye sochna chahiye k kahan ap ne mistake ki hai or us mistake se learn krna chahiye...
                           
                          • #193 Collapse

                            Aesa bilkul nahi ab loss ya profit tw qismat ki baat hai aesa b nhn hum ko yea chahiye kay loss ka or failure ka sochy b nhn just profit ka sochy kab nd kese nikalna hai bs
                            • #194 Collapse

                              jee hawn bilkul aesa e hai..main abtak samajhta hon failure wo shaks nahi hai jo k forex main loss karay aur again try karay us sa sikhna ki failure wo trader hai jo k loss sa dar k ya disappoint trading chor da kahir main samajhat ho jo loss sa sikhay us k lya loss aik pillar hai us ki bunyadain mazboot karta hai..hope uh understand now..:)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                main ap ki is baat say mutfiq hoon hai naqmi he kamyabi ka pehla pillar hai ager nakami k baad tared is say sabaq seek layain to us k liyeh beri maybi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X