Failure is the pillar of success in Forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    yap my dear forex main hum jin mistakes say loss kertay hain un say humean learning ko bohat khuch milta hy our aik na aik din hum un say learn ker ker k forex main aik achy trader ban jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      g bhai forex trading mine apko chahiye ke ap is mien ane failures ko bardasht karen aur is mien apko chahiye ke ap apne losses ko manage karna seekhen.
      • #243 Collapse

        is main kam karna boht acha lagta hay magr humain trade main loss tb hota hay jab hum is main learning nai karty hain lack of knowledge say trad emain loss hota hay mistake nai karni ho gi
        • #244 Collapse

          No not at all failure always refers you towards learn more and more so apky pas forex market main trading ka jitna zyada knowledge hota hai utni hi ap forex market main trading ker ky achi earning ker sakty hain so always continue forex trading learning whether you are earning more from forex trading
          • #245 Collapse

            Failure aur success to hr business main hota hy aur jo log failure sey ghabratey hain woh success tak nahi puhanch patey. Successful honey key leye failure ko accept karna parta hy. Failure key bad hi kamyabi aati hy aur is ko successful hona kehtay hain. Jab tak aap ko loss hi nahi ho ga, aap kaisey profit key leye mehnat krain gey.,
            • #246 Collapse

              sucess hony k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main planing kar k hi hum enter hony k liye experience ko hasil kar k hi hum achi trad karein gay aur greed ko avoid karein gay
              • #247 Collapse

                G bro failure trader ka matlab ha hamre paaa experience na hona hume is ma phaly experience hasil krna chaiye phr is ma trading krni chaiye forex trading business very difficult
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #248 Collapse

                  Re: Failure is the pillar of success in Forex trading

                  Forex trading main fail ho jana aur kuch loss utha lena koe ya account ka wash ker dena 3 different chezen hain. ager ko trader trade loss ker raha hay to us main itni koe pareshani wali bat nahi hay. aur ager koe apna account wash ker leta hay to us ko chahye kay apni mistake ko clear ker kay dobra new account start karay. aur ager koe forex main fail ho jata hay aur samagta hay kay trading main wo fail hay to us kay liye usay aur mehnat ker kay forex ko achi trah seekhna chahye.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X