Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    g han g bhai jan ap nay thik kaha hai ki forex main humain greed kahan sy kahan tak le jati hai agr hum is main apni greed aur emotions ko control karain to hum is mn bohat achi earning kar sakty hain.,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse
      usafi سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

      greedy sy avoid karo aur forex mein sab traders successful trader banna chatay hain but is mein hard working kanri ki need ziyda hoti hai is liye aap ko is business mein effort sy market analzye forex news ko follow karna hota hai pir aap aik successful trader ban saktay hain aur acha profit make kar saktay hain.
    • #468 Collapse

      greedy ko tu control karna ho ga and aap is business mein success ho saktay hain only aap ko is business mein mind sy market ko analyze karna hota hai aur aap ko is business mein effort aur hard working karni hoti hai tab aap forex market mein success hasil kar skatay ho yeh best hai.
       
      • #469 Collapse

        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, greed karnay say humein kisi bhi business mein sirf losses he face karna partay hain, aur Forex trading mein greed karnay say sirf losses he hotay hain, greed say bachnay kay leay humein maximum time Forex ki study ko dena chaheay aur practice karna chaheay, aur practice kay leay hamaray pass demo account aik best option hai...
        • #470 Collapse

          greed sy ap ko jaan chorani hogi aur khud learning krni hogi aur aap forex say quick money made kar saktay hay but aap ko chayie kay forex ko ziyada say ziyada learn karya takay aap ka knowledge increase ho mein forex ko bahot ziyada pasand karta hon .
          • #471 Collapse

            g han aesa hi hai k forex trading main trade karte howe akse trader apne lalach ko control nai kar sakte or lalach hi un k loss ki waja banta haior pher wo forex se mayos ho jate hain
            • #472 Collapse

              greed ko app tab he control kar patey hojab ap ko loss ka dar ho jab app loss or trade ko seriouse say ni latey ho tab app greed kartey ho
              • #473 Collapse

                Dekye forex ek aisa business hia jis mai haam bahot barra profit earn be kar sakte hai apna balance be lost kar sakte hia qk jab ham forex business main lalach start karte hia to per ham es business mai lost start karte hai ager ham lalach ko control karee to ye asani se profit hasil karee ge
                • #474 Collapse

                  g bilkul ap ki bat pori tarah theek hai Lalich buri bala hai forexmein kam krna hai to hume greed se door rehna pre ga greed se hume faida ni hota par loss zaror ho jata hai ,
                   
                  • #475 Collapse

                    bilkul greedy ko control karna boht muskoil hota ha because every one want to become rich in short time aur is greedy ka chkr main hm boht sa nuqsan uthana parta ha jis ka humain nuqsan hona ka bad pta chlta ha
                    • #476 Collapse

                      yes ap ny thek kaha hy more then 90% traders loss because of greed ager ap ny is ko control kr liya to ap loss sy bach gye is ko control krny k lye ap ko emotion sy hat k trading krna ho gi
                      • #477 Collapse

                        g bilkul theek kaha hai ap ne hume forex mein kam krna hai to greed nahi karni chahye agr hum lalich py qabu paa le gy to hume iss kam mein dobara loss kabhi ni ho ga ,
                         
                        • #478 Collapse

                          Greediness insan ki nature m hoty he or is per bhot mushkil se control ker paty hen or ager hum is per control ker len to her karobar m kamayb ho sakty hen or apne greed ki waja se hi trader ko loss ho jata he khas ker new trader emotional ho ker asi trade ker bethtay hain jo nuksaan ka baai banti hai.
                          • #479 Collapse

                            ji bilkul sahi bat hai mein yehi kahun ga es kam ko sahi trhan sy krny k liey app yeh kam sahi hai acha hai............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #480 Collapse

                              Yes no doubt forex me greed ko control karna boht muskil kam hai lekin na mumkin nai hai agar har koi apny hissy ka kam kary to is lanat ko kahtm kia ja sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X