Greed is really hard to control in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Greediness ko control karna bht muskil huta ha. keu k Greediness us waqt paida huti ha jb hum aik order say khuch na khuch profit earn kar laitay ha. aur without market ko search karain beghair opposite direction may order place kar daitay ha. jo k hamari sb say bari mistakes ha. aur loss ki bari waja banta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      hello dear you are saying right my dear greed is a really hard work us my dear but we have to control it otherwise we can not work with the forex my dear because forex is a very much risky business my dear so must do hard work and avoid to use greed.
      • #423 Collapse

        yes bhai jan you are right or agr ham ny is ko control krliya to phir ham is business man always profit hi gain kary gay or hamy koi problem nai hogi or ham is man success or handsome profit gain kary gay.
        • #424 Collapse

          app bilkul theek kehte ain greed insan ki fitrat me hoti hai or jab itna acha profitable business ho to is per control karna muskil ho jata hai leki namomkin nahi lalach humein humesha nuksan de gi to plzzz is ko kahtam kr de apnay dilo se to phir app bhot kamiyab rahein ga
          • #425 Collapse

            Greed forex mein boht effect karta he trading ko, or ye esi mistake he jis ko traders again and again repet karty hein, kabhi kabahar profit hota he greed ki wja se magr mostly traders greed ko involve karty hein to loss hi hota he is se traders ko avoid karna chahye.
            • #426 Collapse

              Greed is something that is very difficult to control and also we are humans and its a human and greed is in human nature. So we can remove greed completely but the thing we can do is we can control greed. So its better to control greed not getting over greedy and always remember that less pips is more in Forextrading
              • #427 Collapse

                G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me greed par canrtrol karna bht mushkil haa kyun k greed is business ki sb se bari dhusman haa or jo trader is business me greed karta ha wo kafi loss karta ha is liye hmen kisi bhi tarah apni greed ko cantrol karna chahaey
                • #428 Collapse

                  hahahahah sahe kaha bro etna bara business mel jae aur etna profit ho tu tab greed ko control karna bohat he mushkil hai keyo k ajj kal tu pesay ki need bohat hai sab ko
                  • #429 Collapse

                    Yes, you are right that controlling greed in the forex trading is very hard in this business of the forex trading esapcially, when you are making profit, so you must have a good trading experience for keeping control over your greed.
                    • #430 Collapse

                      ha g jnab,,app ki baat bhi bilkul thik hay jnab,,i am agree with you janb..is mai greed bilkul bhi nahi karn achey jnab,,nahi to loss lazmi hi hota hay jnab
                      • #431 Collapse

                        yes dear greedy ki samj nah ati ka hum forex ma greedy ko kasa control karien kuy ka jatna bi koshish karta hay pher hum is ma phas jata hay is ka bara ma guide karien ka greedy ko kasa control kia jae forex ma
                        • #432 Collapse

                          ji han ye bat sahe hai ke hume greed se bachna chahiye ye nuqsan de hai hamre trade ke liye hume utne ka hi soch kar trade karni chahiye jitna hum deserve karte hai kiunke gredd me ham profit ko bhi loss me badal sakte hai.
                          • #433 Collapse

                            yar lalch har insan main hota hai and yeh kabhe bhe khtam nai hota and is ko control karna bhe bohat mushkil hota hai lakin hamain chaye k hum is ko avoid karain and control karain.....
                            • #434 Collapse

                              Forex trading min huge profit hasil karne ka moqa milta he humin aur yahan pe greed bhi barhti jati he jeise jeise hum ziayda trading karte hin. Humin chahye k hum lagatar mehnat karin aur hum es karobar se kafi ziayda faida bhi us sorat min hi le sakte hin jab hum apni greed pe qabo paein aur phir apni learning aur understanding of the market k mutabiq trading karin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Yes gred ko apn trade ka duran control karna bohat hi muskil hai kun ke agar humy profit ho rah ho tum hum khty hai thora aur ho jaye phr tarde ko close karain gain jiss se humy loss bhi ho sakta hai aur prfit ziada bhi ho sakta lakinhumy ye risk nahi lena chaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X