Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    jee han bhai app ne theak kaha hay main app ki bat say agree karat houn kay greed ko control karna forex trading business main asaan ni hay laiken agar ham hard work karain or mehnat karain to sab mumkin hay forex trading business main ham kar sagtay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      ha ye tu hai ham ye tu lehtya rehtya hai k greed trade k leye bohat khatarnaak hai par ham chirtay be nahe hai keyo k es se k bagair tu trade hoti be nahe hai logo kitna be chorna chahy greed ko nahe chor pae gay
      • #573 Collapse

        My dear friends forex trading market main forex traders greed se nai bach pate. un ko kisi na kisi point par greed karni hi parti ha. or agar wo greed na karin to un ko lagta ha ke wo profit earn nai kar pain ge but phir wo loss karte hain.
        • #574 Collapse

          Yes brother bilkul greed ko control kerna bohat he zarori hai yeh aik aesa factor hai jo humare pura account k loss ki waja bann jata hai , greed ko aik he tarah se kam kiya ja sakta hai k hum khud k leye kuch rules bana ley tab he ja ker yeh kam ho gi or hum loss se buch sake gay.
          • #575 Collapse

            g han bhai ap the kah rhe hain lekin humein greed nahi karna chaiye aor mehnat se forex par kam karn achaiye aor tab humeiin acha profit ho ga wse agr hm greed karian gaye to hamra loss ho ga us ka phir faida nahi hai
            • #576 Collapse

              Yes forex trading market main trading ke doran greed ko control karna bohat difficult ha. but phir bhi greed par control bohat hi important ha. jab tak forex traders greed par control nai karte wo loss se nai bach sakte.
              • #577 Collapse

                Bilkul thk trading krtay hoy lalach ho e jata hy ya insani nature hy lakin hmain is chez se bachna chai q k trading ma ya habit apko nuqsan dai skti hai q k trades p trades lgana b thk nai hota hy is trha loss k chances increase ho jatay hy
                • #578 Collapse

                  agr hum emotions ko kabo main kar kay kam karty hain to humain trade main achi earning hasil ho sakti hay greed ko cupiditity ko overcome kar kay huamain trade karni ho gi
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #579 Collapse

                    Greed profit ka sub se bara dushman hy aur agar aap greedy hain to foran is sey door ho jayen warna aap kabhi bhi success hasil nahi kar payen gey. Greed sey bachney ka aik solution yeh bhi hy keh aap trading sey pehlay aik target laga lain aur phir us key mutabiq profit aur loss ko decide krain, is tarah aap over trading sey bach saktey hain.
                    • #580 Collapse

                      greed se hamesha loss or loss ke sath sath account losing ka khatra rehta hai greed ka 1 pip bhi kabhi nahi kamana chahiye me yehi manta hon ke lalach se acha hai ke kam kama lya jae lekin lalach kar ke apni earnings ko or apne account ko khatre me nahi dalna chahiye .
                      • #581 Collapse

                        forex trading mien apko chahiye ke ap apni greed ko control karna seekhen aur is mien ap kabhi bhi greedy nahi hon blke bohat tareeqe se trading karen.
                        • #582 Collapse

                          humain greed ko avoid kar kay kam karn aho ga jis say humain achi earning hasil ho nai sakti hay magr humain hard work karna ho ga magr humain kafi risk sa hota hay perofit b hota hay
                          • #583 Collapse

                            Forex market main trading sy jab earning hasil ho rehi ho tou greed ko control kerna kafi mushkil ho jata hai jo apko more and more profit ky liay trading ko continue rakhna hota hai so ap agar aesa kerty hain tou apko apni trading main loss hi hota hai aur apka hasil shuda profit bhi loss main badal jata hai
                            • #584 Collapse

                              Trading key doran sub sey bara enemy greed hy aur is ko control krna bhi kafi mushkil hy. Log trading key doran big profit key chakar main greed ho jatey hain aur yehi step un ko nuqsan puhancha deta hy. Hamain agar is business main kamyab hona hy to greed sey bachna ho ga aur emotional ko control kr key patience key sath kam krna ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Hahaha g Han forex trading main lalech ko control karna bahut ziada mushkil hy kio k jab ap ko forex trading main bahut ziada profit aata hy to apko Aur ziada profit ki lalech hoti hy hamain chahiy k ham forex trading main bahut ziada lalech Na karo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X