Greed is really hard to control in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    jb tak hum greed pa control nahee kro ga ap acha trader nahee bnn sakta, han ya ha ap 1 din ka target set ker lain jub ap ko laga target achive ho gay ha enough ker dain.. i think this one is right option..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Forex aik bohat profitable business ha aur is main kaam karte hue greed ko control karna bohat mushkil ho jata ha but hume trading karte hue hmeshan greed ko control karna chahiye aur bohat patience se trading karni chahiye kun ke greed bohat dangerous ha Forex main.
      • #438 Collapse

        ap sahi kh raha ha greed ko kisi bhi kaam ma
        control krna mushkil ha or specially jab aap ko
        aik ahi earning ki aadat prh jati ha tou phir ka
        dil khud ba khud karta ha k aap apni earning
        barhai
        • #439 Collapse

          ziada tar log lalch karty han jis ki wajah sa wo daikhty nai han k kya ho raha hai wo apna nuksan pora karny k liye bari trade lagaty han hata k un ka account wash ho jata hai. is liye lalch ko agar control kiya jae to ap kamyab ho sakty han.
          • #440 Collapse

            greedy bilkul mein nahi karta hon because ap forex trading kar sakty ho kiyon kay yeh aik acha business hay ise liye mein ap ko yehe suggest karon ga kay ap is ko learn karay takay aap bhi is say money made kar sakay yeh aik acha business hay ap forex ko learn kiya kary .
            • #441 Collapse

              indeed we trust ough however i have to understand how to proceed after i begin my personal industry also it will go eco-friendly, we request my personal personal select the revenue or even await the greater revenue, a while 20% away my personal revenue use reduction that's really irritated.
              • #442 Collapse

                thek kaha hy apny greed ko control karna bhot hi mushkil hota hy khas tor pr trading main jab tak hum emotion ko control karna nahi sekhain gay hum forex main profit nahi kar sakte or forex main profit ky liye khod par full control hona chahye or forex ka full knowledge hona chahye.
                • #443 Collapse

                  ap ko lalach bilkul nahi karni chayie aur hard work kro aur new trader bhi forex say achi earning kar saktay hay lekin is kay liye un ko apni skills ko improve karna hoga jis ki waja sey woh forex ko understand kar sakey gayn mein tu forex ko bahot pasand karta hon jis ki waja say mein is ko always learn karta hon takay mein best trader ban sakon .
                   
                  • #444 Collapse

                    greed ko control karna to asan nahi hai magar is sey ham ko nuqsan bhi to bahut ho sakta hai k is sey ham ko sara account wash ho jata hai isi ki waja sey.
                    • #445 Collapse

                      yes aapne sahi kaha hai ki greed par control karna muskil ho jata hai jab hum market ke samne hota hai aur bahut sara movemant dekhte hai par aapko practice karna hota hai to hi aapko forex me kese greed par control karna hai wo sab aap learn kar ksata hai aap kisi expert se bhi mashwara le skata hai isle bare me
                      • #446 Collapse

                        janaab aap ki baat theek hai laalach ho hee jata hai har aikk ko kay hum eyada say zeyada kamayen lekin ye achi baat nahin hai hamaaray faaiday ki baat nahin hai hamain iss ka nuqsaan hota hai laalch karnay ka
                        • #447 Collapse

                          Greedy waqai main he effect karti ha hamari trading ko. Par agar hmm apni ic khami pa kabo pa lain to hmm ic kabil ban sakta han keh hmm aik kamyab trader ban sakta hab. Kyu forex aik online bussiness hay par profitable bussiness b hay.
                          • #448 Collapse

                            sir g ma tu ye he kaho ga k ye bat thek hai k forex ma greed ko control karna kafi mushkil hai lakin ma ye samjta ho k ye achi chez hai trading business ma trader k liya lakin over greed glat hai.
                            • #449 Collapse

                              trading main jo bhi greed kre ga wo loss main jaye ga q k usko lalch hoga k wo ziada sy ziada earn kre lekin usko yeh nae pta hoa k lalch krny sy faida nae nuksan e hoga hmain eslye araam sy kaam kren hamesha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                g bhai jaan aap ki baat bilkul theek hai k laalach ki wajah sey humein aksar he loss ka saamna karna parta hai es liye humei lalach sey bachney ki bohat zaroorat hai lalach ki wajha sey hum aksar he apney track sey bahir nikal jaatey hein or loss karwa bethtey hein...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X