Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Jee bhai bilkul theek keh rahe hen aap men ap ki is actually baat se bilkul sat hun ke hamse trading ke doran greed per control kerna bohat mushkil hojata he jis ki wajah se hmen zyada ter loss hota he to help hamen chahyen ke hm greed per kisi bhi trhan control keren taaqe aik ache trader bn sakhen ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      haan janab greed ko control karna bohat he mushkil hay lakin ye cheez experience ki hay jo greed pe control karna janta hay wohi asal mei trading karna bhi janta hay kay asal trading kya hay greed aik asi buri cheez hay jiski waja se insaan ess mei lalach karta hay es sey bachna chaiye
      • #408 Collapse

        jee forex mein aik greedy person k loss he hota hai kyun k forex mein jo bhi greedy hota hai tu wo iss business mein aik dam se rich bana ki try karta hai aur us ki thinking hoti hia k wo aik dam se iss business se sari profit ko get kar lg ga lakin ya galt baat hai forex mein wo he log achy earning kar skta hain jo greedy thinking ko remove kar k trading karta hain.
        • #409 Collapse

          ji han forex main greed karna bhot hi mushkil ho jata ha kioun ke jaise jaise profit gaine karte jate ha ap ki greed barhti jati ha
           
          • #410 Collapse

            ji han dear greed pe contrcl karna bhot hi mushkil ha but experiness yahi se dekha jata ha jo greed pe control krna janta ha asal main wohi asal trader hota ha.
               
            • #411 Collapse

              dear greed ko control karna bhot mushkil ha leikin her kam ke liye experiness zrori hota ha asal trader wohi ha jo greed ko control kare,
               
              • #412 Collapse

                Yes Greed ko control kerna hard hai is mein koi shak nahi hai but greed ko control kerna must hai humare liye or agar hum greed ko avoid na ker sake to hum Forex trading business mein successful nahi ho sake gey.
                • #413 Collapse

                  yes greed ko hum easily control nehi kar sakty forex trading ko zada profitable honay ki waja sa . 90% trader is greed ki waja sa loss latya hai hamay demo use kar ka stop loss sa trade karni chye aur apni greed ko control karna chye
                  :cool::cool::cool:
                  • #414 Collapse

                    g han forex main kia har field main greed ko controle krna mushkil hay . forex main zida movements gold main hoti hay isliye aksar log is mai trade kartay hain or greed ki waja say apna sara capital loss karwa laitay hain
                    • #415 Collapse

                      g han main bhi iss baat ko maanta hun ke greed ko iss kaam main control krna thora mushkil ha kiun ke iss kaam main jo new users hotey hen un ko ye kaam bht aasaan lagta ha aur wo samajhtey hen ke wo iss kaam ko aasani se kr len ge lekin iss main loss ka khatra bhi hr wakt laga rehta ha
                      • #416 Collapse

                        g han froex me greed ko control kerna bht hi hard hai and bht mushkil hia agr
                        yeh greed control ho jay to loss kam ho jay .end ho jay loss yeh ni
                        kaha ja sakta just kam ka word use kia ja sakta hai.
                        • #417 Collapse

                          sir baat ya ha kay hamay forex paay kabi bhi greed nai krni chahiye qk agar ham forex pay greed krty hy to hamay loss bhi ho sakta hy islay ma to yahi kaho ga kay hamay greed nai krni chahiye takay apko aek acha profit bhi ho skay
                          • #418 Collapse

                            Exactly boht mushkil hota hy greed ko control krna kiun k jese jese apko profit milta hy apki greed barhti jati hy or ak time ata hy jb apk greed ki wjeh se apka sara profit loss men change hjata hy so avoid kren greed se.
                            • #419 Collapse

                              Yes Greed is really hard to control the in forex that everyone is greedy due to gaining the more profit, but if we really want to get the success then we have to avoid the greed and fear then we can expect to get the success and to get the really great income.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                ap kibat say main agree hon trade main ham ko loss greed ki waja sy he hota hai agar ham es ko control kar lain to ham ko loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X