Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    aap nay bilkul theek kaha k forex main greed ko control karna bnuhat hi mushkil kaam hai is main is mistake ki waja say humain is main buhat zida loss hota hai lekin phir b hum again ye mistake kartay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Greed is really hard to control in forex. Forex is a real unchaste enterprise.it is planetary playing.all new bargainer can do the get to large money in the forex market. If you learn to some forex market and you are success merchandiser.so name that lower pips is many in forex.
      • #393 Collapse

        je bhai je aap ke baat 100% theik hay lalach karnay say insan ko loss he hota hay aur lalach ko qabo mein rakhna buht he mushkal kam hay wo bhe us time jab aap forex trading mein profit hasel kar rahay hoon mein nay khod mahsos keya hay aik aik pip par khod ko rokna buht he mushkal hota hay
        • #394 Collapse

          forex mai greed ko control karna bauhut mushkil hojata hai kyun kai jaisay jaisay app profit gain kartay jatay hain app ki greed barti jati hai .aur uss waqt appni greed ko break lagana bauhut mushkil ho jata hai bahi ..//..
          • #395 Collapse

            je haan forex mein kosis karay greedy aur jaldbazi na karay ap ku es mein loose he lose ho ga kosis karay es mein cool mind rahay agar achi kashi profit earn karna chatay hain thankful for question
             
            • #396 Collapse

              je haan forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein greedy aur jaldbazi na karay ap k liye better ho ga es mein kosis karay agar achi kashi money earn karna chatay tu es mein cool mind rahay
                 
              • #397 Collapse

                Forex trading is the most reliable and bankable playacting that offers to advance mature slip of vantage. especially if we tolerate a insolvency. Fusty we use greed. I academic when I get my profits and losses cease to trade due to relax my mind.
                • #398 Collapse

                  bhai jan ap ne bht sachi baat ki he k greed krna to insaan ki fitrat bn chuka he or ye badal nahi skti q k humain pta b he k humain is main gree dkrny se loss ho skat he lakin hum is main hum phir b greed krty hain or is main humain loss ho jata he or hum phir baad main afsoos krty hain k kash hum ne is main greed na hi ki hoti
                  • #399 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: white_gold پيغام ديکھيے
                    ap sahi ehty ho greed insan ki nature m hoty he or is per bhot mushkil se control ker paty hen or ager hum is per control ker len to her karobar m kamayb ho sakty hen or apne greed ki waja se hi trader ko loss ho jata he khas ker new trader emotional ho jaty hen trading k doran

                    g ha hmein apna kaam sakoon sy krna chahiye bht sy log jald bazi ki wajah laalach hoti hai. thanks for advice to every one. hmein apna kaam relax ho k krna chahiye jaldbazi nhn honi chahiye. boht sy log laalach dy kr logo awam ko mushkil mein daalty hain. humein apna tasali sy krna chahiye time ki parwah kiye baghair. forex mein aisa he krna chahiye.
                    • #400 Collapse

                      In trading we must control our greed and trade with mind not emotions right trade at right time. Greed is not good and it sometimes causes loss so a trader must be fully confident on the trade so when to close it.
                      • #401 Collapse

                        ji haan ap ney bilkul sahi kaga k hum greed ko control nahi kar sakty hain lekiin hamre sath sahi se knowledge and expeince hogi then hum is par cnotrol kar sakty hain easil
                        • #402 Collapse

                          ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may aap ko apni greed ko control may rakhna chahiye agar aap forex may greed karo gay to aap forex say lazmi loss karogay is lye aap ko chahiye kay apna profit kam rahay our lalach na karay.
                           
                          • #403 Collapse

                            bilkul theak bat hai jis insan ko pesay atay hain wo greedy ho jata hai aur aur zada hasil krnay ki sochta hai
                            • #404 Collapse

                              G han forex trading k doran apne greed ko control rakna hoga,qk is greed ki wajah say app ko bohat lost hota hay,please control your greed.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Wo kehty hain k lalach insan ko boht nuksan deta ha zindagi ma lekin dekha jae to aj kal ziada ter log lalach ma mubtala ho ker jald bazi ma faisly ker jaty hain jiski waja se jnhe loss hota ha yehi hisaab forex ma ha kiu k saaraf ziaada munafa k chakar ma lalach ma per jata ha aur is tara kai bar jaldbazi ma faislay ker k loss utha leta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X