Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yes Brother Greed is really hard to control in Forex , Gred se insan bohat so nuqsan me par jata hai . Bohat se trader greed ki waja se apna boht loss krwa lete hain [ Greed lead a person to irparrable loss ]
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ji han forex me lalach ko control karna bohat mushkil hota hai is se hum ko forex me bohat nuqsaan uthana par sakta hai or hum jitna greed karen ge utna he hum ko is me losses he hote rahen ge .
      • #93 Collapse

        ye less pip ka idea acha hay or main to kahn ga ky agr her koi ye hi soch rakhay kay Forex main kam pips hi ziada hotay hen to her koi is kam me greed ko shikast day sakta hay.
        • #94 Collapse

          wow nice question again asked by you ...sach kahun to mai apko ye mashwara dungi ke lalachh buri balah hai lalach se jitna door rahoge utna faida hai warna apko loss hosakta hai
          • #95 Collapse

            mushkil toh hota hai forex me greed ko rokna kyun ke hum insan hain hum me bhi lalach aa jati hai lekin hamein phir bhi control karan chyea greed jitni limit hai utne hi post karne chyea han addiction ho sakti hai lekin greed ko avoid karen
            • #96 Collapse

              jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and greed is easy to control
              • #97 Collapse

                Forex trading me nakaam hone ki sb se bari waja aapki lalach yani greed hai jis ki waja se aap humesha apna loss gunwa dete hain is liye is pe qabu rakhna chahiye
                • #98 Collapse

                  ji bilkul greed se avoid karna bth mushkil hai forex.. pur greed se humara sub se bara dushman hai forex market hai jis trader ne greed par kaboo pa lea wo kamyab hojata ha easily .. greed har trader ki problem hai .. har trader ki life mie greed zarur hai
                  • #99 Collapse

                    Difficult to control the emotions, but through training at the expense of much Demo can be overcome by emotions and also through sound management and accept loss
                    • #100 Collapse

                      mery bhai men is men new user ho is ky baren men mjhy koch ni information is le ya men ap sy keh rha ho ky hamen is men jo kam bhe krna hota han soch samjh krna hota han or mery bhai mjhy is q ky baren men inform cha he ya bs plz tell me
                      • #101 Collapse

                        mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
                        • #102 Collapse

                          jee ha bhi jaan ap nay ik acha sawal keya hay aur may ap ko batnana chata hu akay forex tradding may bilkul greed ko control nahe kya ja sakta to ager is ko control kerna hay to ap ko safe tradding kerni hoge
                          • #103 Collapse

                            difficult to control our greed in Forex when you start making profit.But is is so volatile market so by the moment it market turn into loss.So always try to avoid too much greed hojata hy f0rex trading mein...or yahi humari loss ki waja hoti hy isliye humain pehly s eapna mind banalena chahye k humain greed se dur rehna h0ga...wrna hum kabhi pr0fit earn....
                            • #104 Collapse

                              forex mein ana k baad bhut ziada hard hota hain k hum apni greedy thinking ko control karna hai forex mein agar hum apni greedy thinking ko control nahi karta hain tu hum forex mein kabi bhi success full nahi ho skta hain forex mein jab bhi koi greedy hota hain tu us ko bhut ziada loss ho jata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Greed is not easy to control because it is the most dangerous emotion and that emotion gives us much loss. It needs much practice and hard work by the forex trader, we must be perfect and should do trade according to our trading system.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X