Greed is really hard to control in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes you are absolutely right. greed kisi bhi jagah py control kerna possible nahi hai but it is essential to do control greed because this curse can leads us in disaster in which all our profit goes to dump.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ap ne bilkul shae kaha bahi hume forx main lalch bilkul b ni krni chyie.forex main usi shakhs ko boht loss hota hai jo forex main zada lalch krta hai forex trading krni hai tou insan ko apni lalach per boht control krna parta hai..jo insan forex lalch krta hai usko loss he hota hai zada tar.
      • #78 Collapse

        yes sir forex trading mai bhut hi porfit hain jis se greed ko control karna bhut mushkil hain magar is ko control rakhana ma hi humri bhalaei hain q k hum asa nahi karay gaye tu apnay account kho sakty hain
        • #79 Collapse

          Greed is difficult to control as a simple trader but when you become professional trader then perhaps it should be easy to control, generally normal trader are not satisfied with their low income.
          • #80 Collapse

            ji ha dosto hmm threads to karte hey ke greedy nahe hona chhaye per logo ki aek bari tadaad greedy hokar trade karte hey shru me profit hasil hota he kuch logo ko jis se wo or ziada lalach karke apna bara loss kardete hey or loss hone ke baad unhe ahsaas hota he ghalti ka
            • #81 Collapse

              g han is s bachna bht muskil h lakin is s ham inkr b ni kr saktay bht s log is ko apnatay h lakin ham ko asa ni krna chaiya ham ko greed ni krni chaiya agr ham asa kray gay to ham ko nuksan otana pray ga
              • #82 Collapse

                ji ha bhi ji forex kia andr agr hum greed karin gai to jitny invest ki hai wo taqriban aik din nikal jai gi q kai greed hamary invest ko kha jaty hai wo hum ko loss mai baijh daita hai is liy is sia bachna chahye
                • #83 Collapse

                  jee han mere dost main aap ki baat say bilkul agree karta hun, greed buhat khatarnaak cheez hay, lekin jese hy banda greed par control karleta hay woh forex may buhat zabardast decision making kar sakta hay
                  • #84 Collapse

                    jee bilkul lalah ko forex mai controll karna buhat mushkil hai kue kai jab hamara task pura ho jata hai tu hamay lalach barh jata hai or hamay buhat nuqsan ka samna karna parhta hai....
                    • #85 Collapse

                      my dear app nay bilkul sahi kaha hai iam agree with you .greed ek bohat buri cheez hai greed ek laluch ko khetey hai .jo log forex bussiness mein with laluch say tarde kartey hain unko 100% loss hi hota hai aur woh forex bussiness mein bohat risky ho jatey hai jis ki wajha say aisay logon ko loss ho jata hai dear hum sab ko chahiye jab bhi forex mein tarding karey without laluch aur micro lot size say hi tarde karey tab hi app forex mein successfull profit aerning kar saktey hain
                      • #86 Collapse

                        bachpan may hum perty thy k lalach buri bala hai to forex is ki sub say bari misal hai or jb low volume pay profit hota hai na to insan k zehanmay baat aati hai k kash bara volume lya hota to ziada profit ho jata to is chakar may jnab loss ho jata hai sub ko
                         
                        • #87 Collapse

                          Yes off course that forex trading is a very risky business where we can not able to control our greed however we also know that greed is a curse and we can only get loss if we become greedy in forex but due to man is a greed which include in his nature so this is why he make this mistake again and again and get loss in forex.
                          • #88 Collapse

                            well,forex mai apne greed ko khatam ker ke he trading kerne chaiye kuin ke forex mai trading kerne ke liye aap ko hamesha certain profits tak he take profits ko rakhna chaiye kyun ke market ka kuch pata nahi hota.
                            • #89 Collapse

                              G janab ap ny bilkul theek kaha hai k Forex mein greed ko control karna buhat mushkil ho jata hai kyun k greed human nature hai aur hum jab forex trading mein profit earn kaeny lagty hain to humain greed hoti hai k hum aur ziyada profit earn karen aur phir is greed ki wajha sy hum profit earn nahin kar paty aur humain loss ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g bilkul ye sb ky ander hoti hai aur is ko control karna bohat mushkil hota hai q k jb hmen pata chalta hai ky hmen yaha sy aur zada mil sakty hai to hm lalaxh me aur trading krna start kar dyty hai is sy hmne bohat bara nuksan hota hai aur hm us time samhalna chahty hai per hmari lalach ki waja sy hm gir jaty hai isi lye hmen apni lalach ko khtm kr ky kam krna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X