Withdraw mein aethiat zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Hmm apne great bat ki hey aur newbie ko is chez ka itna pata nahin hota hey jiski wjha se woh yeh mikstakes kar bethtye aur phr unka account ya to banne ho jata hey ya phir unka withdrawal cancel ho jata hey aur wo loss kartey hein.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex Punjabi Hum withdrawal Gaate Hain is pair Mein Badra Lagane ke liye Yeh khayal rakhna padta hai ki hum Is Pal long time ke liye paise Zyada na Nikle Jab Hum Yahan Par paise Jyada nikalenge Tomar account Yahan Par watch bhi ho sakta hai Mar account block bhi ho sakta hai isliye jo bhi kuch karna hai acche se Kare aur limit pe rahe limit ke sath kaam kare
       
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Aap jab bhi withdraw karnay lagain tou bahut zayada aethiat ki zaroorat hai aap ki uss waqt koi trade open na ho aur jab tak withdraw skrill mein na ajaye uss waqt tak trade na lagain aur entry kartay waqt email address dekh kar lagain kahin aao ka withdraw cancel na ho jaye

        My dear friend ager him log withdrawal ky leya correct infirinform daty ha to hmri withdrawal buot jldi a hati ha is leya him logo ko correct information Dana chya
        • #19 Collapse

          dear friends, forex main profit withdraw karnay ka koi bara masla nai hay...withdraw ka bahit hi asam process hay aur koi bhi trader easily skrill ya kisi aur source say withdraw kara sakta hay aur agar ap ki koi trade open hogi to withdraw ho gi hi nai...so es main pareshani wali koi bat nai hay jab trade close ho jati hay phr withdraw ho jata hay.
          • #20 Collapse

            Slaam to all forum members.... g bilkul hmain apna withdraw krwaty waqat bohat ahtyat krni prti hai kyun k hmari sakht mehnat ka natija hota hai isy hm zra si be ehtyati ki wja se cancel nae hony de skty hmain thora wait kr lena chahiye niklny tak trade open nae krni chahiye taa k risk na ho
            • #21 Collapse

              asa nahe hay kay aap withdraw lagaiy tou trade nahe laga saktay asal mei free margin ka hesaab hota hay aap kay paas utna free margin hona chaiye jitni amount ki bonus amount se trade lagai jay gi then aap ko withdrawal amount aap ko asaani sey milay gi withdrawal tab cancel hogi jab free margin na ho
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Aap jab bhi withdraw karnay lagain tou bahut zayada aethiat ki zaroorat hai aap ki uss waqt koi trade open na ho aur jab tak withdraw skrill mein na ajaye uss waqt tak trade na lagain aur entry kartay waqt email address dekh kar lagain kahin aao ka withdraw cancel na ho jaye
                Assalamualaikum G bhai aapne bilkul theek Kaha ke Hame Mishra ke time bahut jyada pyar ki jarurat hoti hai Jab Hum withdrawal ke liye apply Kare To Kuch Bhi dekhna Lagaye jab Tak ke hamara withdrawal skrill main Na Jala Je agar aap chale jayenge to aapka petrol cancel ho jayega
                • #23 Collapse

                  Han g bilkul asa hi krna chaye k jb bhi withdrwal lani ho to trading accountnpe koi trade nahinhoni chaye .or jb withral ajye tb us k bad hi trade jrni chaye .bht hi carefull ho kr ye process krna hota ha .na k tradingnbhi chal rahibhon to wo to loss main ho jaye .
                  • #24 Collapse

                    Janab Withdraw se mutalliq yeh thread ahm aor mufeed ha bahut ahm aor zarori baten jin par Withdraw ke doran amal karna chahiay. 1= withdraw ke doran tamam Trades ko Band karna chahiay takeh profit Refund nah ho jaey. 2 = Email address darost Feed karren.3 = Withdraw Makhsoos had se zeada nah ho wagarna account bann ho sakta ha.
                    • #25 Collapse

                      ab insta par order close ka masla nai hai lekin new trader main knowledge ki kami hai aap log bonus status par ja kar daikh sakte hai wo aap ko bata de gai kitna withdraw kar sakte hai jab aap ne sara profit withdraw par lagaya hai jab aap us time trade karo gai to aap ka kuch balance margin k liay cut ho jana hai phir aap ka profit kam ho ga withdraw cancel ho jay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        g han bhai pa ny shai bat ki hai or main apki bat se garee krat hun forex trading main jub hum profoit eran kar elty hain or os profit ko withdraw lkarwaty hain tu hmain tab tak agli trade nahi lgani chahye jub tak hmara profit skrill main a nahi jata aghr ap aysa kar elty hain tu apka jo profit hota hai wo loss hony ka chances hota hai es liye ahtiyat karna cahi bat hoti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X