Withdraw mein aethiat zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdraw mein aethiat zaroori hai
    Aap jab bhi withdraw karnay lagain tou bahut zayada aethiat ki zaroorat hai aap ki uss waqt koi trade open na ho aur jab tak withdraw skrill mein na ajaye uss waqt tak trade na lagain aur entry kartay waqt email address dekh kar lagain kahin aao ka withdraw cancel na ho jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir ap ny theek information di hy withdraw k related aur yeh bat such hy k istra ki maximum log mistake krty hon gy jin sy un ko withdraw k bad problems aaaty hon gy to is liy hem sab khas kr junior members ko chahiy k hem bahut ziada ehtiat krain withdraw krty waqt ta k hem ziada problems sy bach sakain
    • #3 Collapse

      Friend ap ke suggestions achi hen and zaroori hy k jab b withdrawal lagaya jy to in pa amal kia jy kiun k agar withdraw lagaty waqt aesi koi ghalti ho to withdraw ata he nai hy and ya phir koi aor issue ho jata hy is liye tamam friends in baton pa zaroor amal karen
      • #4 Collapse

        G bilkul sahi kaha AP sub NY withdraw ma ahiyat zarori Hy q k pahly to account verify bohat zarori Hy us k bad hummy us waqt koi trade open Ni krni chahiya
        • #5 Collapse

          g meri bhi sab ko advise hay kay withdraw lagatay waqt yeh daikhay kay ziyaada withdraw na kerain nahin to account ban ho jaata hay jab req dain to uss waqt tak trade na lagain jab tak skrill may na aa jaye nahi to req cancel ho ker refund ho jaati hay
          • #6 Collapse

            Gsahi kaha aap ne ye information hum jese junior member k leye boht zarori hai is sy hum jese junior members ko boht faida hoga hum withdraw karte waqt in bato ka boht khayal rakhen ge k withdraw karte waqat koi trading open na ho or email address rong na leken.
            • #7 Collapse

              Instaforex bonus account main say jab tak withdraw laga hua ho us wakat tak new trade open nahi karna chahey. Withdraw lagany kay baad agr trading karni ho to phir apky pass extra margin hona chahey. Jab margin kay baad apki withdraw amount faltu hoge to withdraw cancel nai hoga.
              • #8 Collapse

                G bhai ya tu bout zarori hai ityat bout zarori hai warna wthdraw cancel ho jay ga email aur zaror chez zaror chek keray kyun k ya ap ki manat k result hai aur withdarw k waqat aur milna tak kosis kero k koi trade na lagao ager loss ho giya tu withdarw nai mila ga
                • #9 Collapse

                  Dear ap nay bilkol sahii kaha hay hamen profit bahut mehnat k bad hi hasil hota hay is liye withdraw lety waqat ehtyat baratniii chahiye agar hamariii tardes open hon giii to withdraw cancel ho jata hay... Mail ghalt lagany ki sorat mein hamara balance zaya ho jata hay is liye ehtyat lazmiii hay
                  • #10 Collapse

                    main samjhta hon kay agar ap ney forex main withdarw lena hai to apko chahiye kay ap log withdarw ki request karen aor apni tarding ki activity ko pause kar dien tab tak jab tak apki payment apkay payment acccount main apko receive na ho.
                    • #11 Collapse

                      Y not dost app nay bilkul theek kaha hai jab bhe app nay withdraw ki requst lgai ho to pher us time app ki koi bhe trade open nahe hone chahy haan ap ko jab withdraw mil jata hai to pher ap trade ker sagtay hain liekn app posting us doaraan forum pay ker k apna bonus bna sagtay hain
                      • #12 Collapse

                        G bilkul kafi Saray log wirhtdraw karty time kafi maslay ka shikar hoty hain . International money transfer Kay liye traders ko varification k kafi mushkil marhaloon say guzrana Hota hai aur ager iss doran information sahi na ho tu kafi dafa payment processor traders ko kafi tang karty hain iss liye traders ko b proper aur varifyable information daina chiye .
                        • #13 Collapse

                          Aksar Dekhne Mein Aaya Hai Ke Hum Jab isme long time wali entry Lagate Hain aur Amaze Jyada profit Ho Jata Hai To Hum ispe withdrawal Bhi Jyada Laga Dete Hain isliye mein chahiye ke hum se kam se kam withdrawal Lagaye aur yahan se long time ke liye Jyada Se Jyada working Kare aur apne liye achha wala business ko develop Kare aur apne account ko strong kare
                           
                          • #14 Collapse

                            Withdraw lete waqat humain tmam trades ko close kar dena chaiye or jab tak withdraw nae a jata ha humain trade nae lgani chiye humain wait karna chaiye ke withdraw ane tak trade nae lgani hai or jo rules hian Instaforex ke unko lazmi read kar lain aik dfa phir hi trading karain sahi hai esa karna zaruri hai wrna account disable ho skta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yeh bat apki thek ha jb bhi hum withdraw request lgatay hain to us k bad koi bhi trade open na krain kyun k jb hum trade open krtay hain to available amount for withdraw varay kr jati ha aur baz dfa loss main trade chali jaye to withdraw cancel ho jata ha. So ap nay achi bat ki ha hmaim ehtiyat krni chaheay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X