A very good way to learn Forex is loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    ji haan agar apko pori tarahn se updated rehan hai toha kam me ek dafa loss ka hona bhi bhut zarori hqai loss honay se hum seekhte hain k kam me kis cheez ka klarna mana hai or kiya planning rakhni chyea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      ji haan janab bilkul sahi baat ahi forex trading main hum ko ager loss ho aje to bhi hum apne loss se boht kuch seekhte hain aur jaise kaha jata hai insan hamaisha apni ghaltion se hi seekhta hai wese hi forex main ya kisi bhi business main hum apne loss se boht kuch seekh jate hain
      • #123 Collapse

        bhai loss se koi learning nahi hoti hai aap sabhi aisi posts nahi karen ke loss se hum ko forex me learning hoti hai loss just nuqsaan deta hai or kuch nahi sikhata hai aap ko agar kamyabi pani hai to profit kamana hoga
        • #124 Collapse

          gee haan bilkul theek kaha ap nae loss hee apko agae barhnae ka hosla dae ga ! ap sae jab loss ho tou himmat nahi haarni cyee aur dil bardashta nahi hona chyee balkae uss ghalti ko dubaara reapeat honae sae rokna chyee
          • #125 Collapse

            dost ap k pass forex ko read karnay or samajhnay k liye bohot si cheezay hoti hay lekin sab say ziada kar aamad jo hay woh hota hay apni ghaltion say sekhna jo apni ghaltion say sekhta hay woh forex per ziada kamyab hay,...
            • #126 Collapse

              jab b ap trade karty hin to apko kabi loss hota hay our kabo profi hota hay to apko ye nai sochna chahye k ap galat hain baklty jo galti ki hay usko daikhna chaye our ainda k liye us say ehteyat karni chaye k next time wo galti na ho our loss nai ho
              • #127 Collapse

                nahi iska ye bhi matlb nhi hai bhai loss se ap apni galati ko sudharty ho kuch lesson lety ho mgar is ka ye bhi mtlb nhi hai k loss ho ga to ap smjhty raho k ap learn kr rhy ho is trah jo ap learn kr rhy ho gy wo bhi weak ho ga apka sb to loss ko km krna apka target hona chahye learnings mein.
                • #128 Collapse

                  forex men zyada loss khany se haman is market ko leave kerna hota hai or is men hamain or loss khany ki gunjaysh nahi hoti hai is ley hamain some loss se is ki training or expericne milta hai or ham is men achi trading kerny k qabil ho jaty hain.
                   
                  • #129 Collapse

                    loss is not good for anything at all. the effect of loss in forex is not limited to the stoppage of trading but the forex loss also prevent the knowledge growth of the traders. when they loose their capital experience of the forex also stop.
                    • #130 Collapse

                      g han apney bht acha mushwara dia hy kiu k mein khud post kerty huwe sb kou yahi kehti hun k ap koou ager loss hua hy tou plzzzzz haar mat manein dobara sey aik nae umeed ley ker uthein aur phr kaam ker k profit kamein aur mujhey khud loss hua tha and ap daikh lo mein ney khud dobara sey join ker lia kiu k isi mein mujhey apna faida naxar ataa hy :) :)
                      • #131 Collapse

                        asslam o alikum dear forex ma loss say bachnay ka bohat say tarikay ha agar ap new ha to apko cahhey ka ap demo account par zayada say zayada practise kary takay apky knowledge or experinse ma azafa ho is say ap loss say bach sakty ha.
                        • #132 Collapse

                          aik to tere bat ki smjh nhi a rhi ha keh kia to smjha rha ha keh loss ap aisa kuch batao jis main ham ko profit k hasil krny ka pta chly keh ham kasiy is sy earning kr skty hian aor faida hasil krain gy
                          • #133 Collapse

                            ap bilkul sahi keh rahe hain .. mera bhi yeh maana hain k forex pe agar ap jahab sab se ziada aur jaldi kucj seekhtey hain tou wo hain apka loss .. yeh bohat helpful hota hain forex ko samjhna ney
                            • #134 Collapse

                              han ge bilkul forex main sb se achye se learning tab hoti hai jab hmain loss hota hai is se hmain pata lagta hai ke hum ne kese learning krni hai or kam kese krna hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes I am agreeing with you loss is the best way to learn forex in forex business because we can learn many important points from mistakes is we analyse then properly. our mistakes tell us the reasons of loss.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X