Effect of Forex during Eid holiday

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Bilkul bhae mere khyal me eid ko khob enjoy Karo Pakistan forex k lye apko aik hour bhi mil jaye to bohat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      hmmm bhai ma to yah khna chataa hon ky forx international market hai so yah per app ko eid holidays nahi mil sakty hain app ko kam karna hi hoo ga thnxxxx
      • #213 Collapse

        mere kiyal se koi bi effect nai hu tha ha kiyun ke eid ki hoiliday sirf or sirf 3 day ki holiday hu thi ha is liye ap logo ko is ke bare me itna preshan nai hu na chaiye.
        • #214 Collapse

          forex trading aik international business hay aur jesy hi koi international event ata hay like eid and ramazan waghera to trading market per bhe is ka asar parta hay aur buy and sell main farq parta hay jis ki vaja say raders ko some time big loss bhe ho jata hay and huge profit bhe hasil kar sakty hain
          • #215 Collapse

            g bhai waisay maine b note kia hai kafi members eid k din na forex karte hai and na he trading karte hai mai b trading nhe karta hai agr hum na b use kare to is mai koi issue nhe hota hai hum phr agle din us profit ko manage kar sakte hai double kar k is tarha say hum apni planing k hisaab say b theak rhe gay
            • #216 Collapse

              yes you say right forex is the best market in the world and the give huge profit and give huge loss in eid and other special days i just think that forex give him and you say right the will down in 1 week and then the do different movements
              • #217 Collapse

                ji ha ye world me sub se ziyda kiya janye wala kam he or is kam me sub se ziyda srnaya lagta he shyed he kesi or kam me lagta ho......
                • #218 Collapse

                  mera khyaal hay forex trading me aap ko eid holidays effect nahi kerti haan albatta christmas kay holidays me forex market bilkul bund hojati hay almost and apa is me achi trading nahi ker skty
                  • #219 Collapse

                    Assalam o alikum every one forex trade par agr hum holiday wali din bhe time dy toh yeh ak achy forex trader ki alamat hai yani ap apny holiday main bhe apna work forex trade par spend kar rahy hai or wasy bhe agr ap 1 sy 2 hour per day bhe spend karty hai toh enough hai trading ky lia.
                    • #220 Collapse

                      ji bilkul sahi bat hai es kam mein holiday 2 hi hai hafta or atvar es kam mein eid ya baqi cheezen nai ati hai .................!
                      • #221 Collapse

                        Forex trading bohat acha busniss hy jis mai market saturday or sunday ko bund hoti hy ager eid festival hy tu phr be hamari he marzi hy k hum trade karain ya na karain
                        • #222 Collapse

                          jab hum market main kam karty hain practice kar kay hard work kar kay kam karna ho ga is main chuttian hoti hay magr humain kam karny kay liye posts ki chuttian nai hoti hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #223 Collapse

                            is main chuttion ka koi frak nai parta hay ye aik internatinaly kam hota hay humain is main learning kar kay ahcy say kam karna ho ga jis say humain market main loss km ho sakta hay
                            • #224 Collapse

                              Forex market per eid holidays main koi effect nehi hota eid holidays tou sirf hamary liay hoti hain jab ky forex market same days main bhi Saturday aur Sunday ky elawa run kerti rehti hai aur ham same days main bhi forex market main trades open ker ky kafi achi earning ker lety hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Meri observation key mutabiq Eid ya other festivals main trading kuch slow rehti hy aur market ziada move nahi karti, lekan agar aap profit banana chahain gey to is main koi haraj nahi hy. Aap easily aik reasonable profit nikal saktey hain aur aur aap ko ziada risk bhi nahi lena parta. Is leye holidays main bhi yeh business profitable hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X